Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

'Express yourself'

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: 'Express yourself'

    Originally posted by MorningGlory View Post
    Pata naheen mujhay yay yahan likhna chahyay ya naheen phir bhi aik uljhan hai aap logon ka mashwara chahti hoon.

    Aga koi aap ko kuch buttamizi wali baat kisi aur say kehalwai kisi kaam ko zabardasti aap say karwanay kay liaay to aisi soorat main kia karna chahyay.

    Ussay saaf saaf kah dain kay yay kaam naheen kar saktay ya jis undaz main unhon nain kahalwaya hai ussi undaz main unko baat ka jawab day dain.

    Ya phir un ko kah dain saaf saaf kay aap ko is tarha kisi teesray shaksh say is tarha naheen kahalwana chahyay tha aur jo kuch is tarha ki baat ghalat qism ki unhon nain kaheen apni taraf say garh garh kay wo mujhay buri lagi hain.

    Due to that reason I decided not to do that thing she wanted me to do.

    Plz tell me how to tell her that I can't do that?

    1. Tell her Clearly because of the reason you used third person.
    2. Use same way 3rd person used and give answer that I'm not gonna do that.
    3. Keep quite don't call her at all. When she will call no reply

    or any other way any of you could suggest. I'm so confused I don't know how to deal.
    Well.. Sub Se Pehlay To Yeh Dekhiye K Kaam Kis Tarah Ka Kaha Gaya Hai Aap Ko.. Agar Task Ehmiyat Ka Haamil Hai To Zaroor Kar Dena Chahiye.. Aur Phir Kaam Honay Ka Bataanay K Saath Saath Shikva Bhi Kar Dijiye.. Is T^arah Dil Bhi Halka Ho Jayega.. Aur Un Ka Kaam Bhi Ho Jaye Ga..

    Aur Agar.. Kaam Koi Faltoo Sa Hai To Phir Aap UnheN Keh Dijiye.. K Main Kaam Kar Deti.. Magar Jis T^arah Mujh Se Kaam K Liye Kaha Gaya Hai.. Voh Tareeqa Mujhay Theek Nahi Laga..

    Dono SoortoN Main Shikva Bhi Ho Jaye Ga.. Aur Kaam K Havaalay Se UnheN Aap Inform Bhi Kar Sako Gi.

    Aur Yeh Koi Theek Tareeqa Nahi K Koi Badtameezi Karta Hai To Hum Bhi Badtameezi Se Javaab DeN..

    Khush RaheN.
    Muflisi K DinoN Main Jo BichhaR Gaya Mujh Se
    Usay Talaash KarooNga Main Naukari Ki T^arah..

    Comment

    • Re: 'Express yourself'

      *me* = Tired.
      Muflisi K DinoN Main Jo BichhaR Gaya Mujh Se
      Usay Talaash KarooNga Main Naukari Ki T^arah..

      Comment

      • Re: 'Express yourself'

        Originally posted by SherAli View Post
        mere khial se agar bat badtamizi wali he to apko vo kam qatai nai karna chahie aur ap us shakhs se nata hi tod len ku k he/she is not worthy of ur relationship :)
        Yahi main bhi soch rahi hoon main un say kioon kay umr main wo bari hain mujh say itnay pyar aur mohabbat say paish ati hoon phir bhi unhon nain meray saath aisa kia.

        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        With due respect, I don't know much about you. Someone rightly said, "the first impression is the last impression" and this is what I have to believe in due to the limited options. I read your introduction post and you sounds like pretending to be something which you might not be in reality. You see sometimes people wrap themselves up with the substance which is not the part of their actual personality. So from your little introduction and a couple of posts, I am forced to assumed that you simply lack the communication skills. You do blunder with your relation and don't know how to maintain a certain symmetry and balance between the people you may come across on daily basis. I will introduce you a best policy, try to be polite and more polite and keep on saying that you are a good girl. Believe me, in the end of the day you will prove yourself a good girl and a lot of respect and love will be there around you from all the people you come across. Its my humble opinion, you deserve the right to agree or disagree with me. Be blessed :thmbup:

        Mera khiaal hai thori si ghalat fahmi kay saath aap kuch kuch mujhay samajh rahain hain. Main pretend naheen karti na kuch bunnay ki koshish karti hoon jo hoon saaf saaf zahir karti hoon her kisi kay samnay yahan per sirf aap ghalat fehmi ka shikar ho rahain hain.

        Baqi aap kafi hud tuk sahi samajh rahain hain mujhay. Main bohat ziada polite hoti hoon loagon kay saath sub budtamizi bardasht karti rehti hoon aur jub bilkul puk jati hoon to phut parti hoon.

        As you found I don't know how to deal with ppl. How to answer them. I never ever made friend in my life and never ever talk to anyone. Now don't know how to talk, how to deal, how to answer, when to answer.

        Seriously I wan't learn these things. Laikin jub loag ghalat baat ya bayimani ki baat kartay hain to mujhay ghssa ata hai ya jhoot boltay hain to ya makkari kartay hain to main in sub baton say shadeed nafrat karti hoon so jub ko is tarha kay rung dikhata hai to mujhay shadeed ghssa ata hai.

        I think now you can undersatand better.

        Meray bhai bahan mujhay samjha samjha kar thuk gaay hain koi jub tum say budtamizi karay to ussi waqt suna do badla lay do bura maan kar izahar naheen karti aur undar undar ghuti ho bohat ghalat karti ho.

        Meri bahan kahti hai aisi doston, rishtaydaron say kinara kashi kar lo jo aik bar bhi tumhara dil dukhanay wali batain karay.

        Mujhay samajh naheen ata kia karna chahyay.
        Subhan Allah

        Comment

        • Re: 'Express yourself'

          Originally posted by MorningGlory View Post
          Yahi main bhi soch rahi hoon main un say kioon kay umr main wo bari hain mujh say itnay pyar aur mohabbat say paish ati hoon phir bhi unhon nain meray saath aisa kia.

          Mera khiaal hai thori si ghalat fahmi kay saath aap kuch kuch mujhay samajh rahain hain. Main pretend naheen karti na kuch bunnay ki koshish karti hoon jo hoon saaf saaf zahir karti hoon her kisi kay samnay yahan per sirf aap ghalat fehmi ka shikar ho rahain hain.

          Baqi aap kafi hud tuk sahi samajh rahain hain mujhay. Main bohat ziada polite hoti hoon loagon kay saath sub budtamizi bardasht karti rehti hoon aur jub bilkul puk jati hoon to phut parti hoon.

          As you found I don't know how to deal with ppl. How to answer them. I never ever made friend in my life and never ever talk to anyone. Now don't know how to talk, how to deal, how to answer, when to answer.

          Seriously I wan't learn these things. Laikin jub loag ghalat baat ya bayimani ki baat kartay hain to mujhay ghssa ata hai ya jhoot boltay hain to ya makkari kartay hain to main in sub baton say shadeed nafrat karti hoon so jub ko is tarha kay rung dikhata hai to mujhay shadeed ghssa ata hai.

          I think now you can undersatand better.

          Meray bhai bahan mujhay samjha samjha kar thuk gaay hain koi jub tum say budtamizi karay to ussi waqt suna do badla lay do bura maan kar izahar naheen karti aur undar undar ghuti ho bohat ghalat karti ho.

          Meri bahan kahti hai aisi doston, rishtaydaron say kinara kashi kar lo jo aik bar bhi tumhara dil dukhanay wali batain karay.

          Mujhay samajh naheen ata kia karna chahyay.

          Mein aap ki problem samaj gaya tha, is liye mein ne kaha ke aap wo nahi hein jo aap show ker rahi hein, bahir se karway loog ander se bohat meethay bhi nikaltay hein. Aap ke saath problem yeh he ke aap chooti chooti baaton se hyper ho jati hein aur aap ke paas un baaton se tackle kerne ke tools nahi hein. Mein aap ko sub se acha tool batata hoon, keep your cool intact. Keep smiling, it would always work in your favour. Doosray ki khaami ki bajaye doosron ki achai pe nazar rakhein. Her insaan ki personality multi-dimensional hoti he, us mein khooobiyoon aur khaamiyoon ke elements mix up hotay hein. Koi bhi mukamal bura nahi hota aur koi bhi mukamal acha nahi hota. This is how you perceive the other person. You see, being hyper and harsh, you mishandle everything. You loose the opportunity to win. You are left with nothing but anxiety and unrest and it is kind of self-destruction. While talking to anyone, think in yourself that you got good confidence. Try to take everything normal and keep smiling even when the situation is worst, make it habit and don't underestimate any person. Do respect and be respected in response :thmbup:
          :thmbup:

          Comment

          • Re: 'Express yourself'

            Originally posted by alwaysalone View Post
            Well.. Sub Se Pehlay To Yeh Dekhiye K Kaam Kis Tarah Ka Kaha Gaya Hai Aap Ko.. Agar Task Ehmiyat Ka Haamil Hai To Zaroor Kar Dena Chahiye.. Aur Phir Kaam Honay Ka Bataanay K Saath Saath Shikva Bhi Kar Dijiye.. Is T^arah Dil Bhi Halka Ho Jayega.. Aur Un Ka Kaam Bhi Ho Jaye Ga..

            Aur Agar.. Kaam Koi Faltoo Sa Hai To Phir Aap UnheN Keh Dijiye.. K Main Kaam Kar Deti.. Magar Jis T^arah Mujh Se Kaam K Liye Kaha Gaya Hai.. Voh Tareeqa Mujhay Theek Nahi Laga..

            Dono SoortoN Main Shikva Bhi Ho Jaye Ga.. Aur Kaam K Havaalay Se UnheN Aap Inform Bhi Kar Sako Gi.

            Aur Yeh Koi Theek Tareeqa Nahi K Koi Badtameezi Karta Hai To Hum Bhi Badtameezi Se Javaab DeN..

            Khush RaheN.

            Aap ka jawab mujhay bohat pasand aya. Thanks for answering all.

            Naheen budtamizi to hargiz naheen karna yani third person kay upper kar kay kah dena hai. Jis tarha unhon nain kehalwaya.

            Darasal kisi say rishtay ki baat hai. Larki ki unhon nain aik sirf dhundhli si tasveer bhaij di jo info bhaija wo page kholo to kachra nazar ata hai word naheen.

            Jub unsay aur tasveer mangwai to to 15 din ka kaha tha maheenon ho gaay abhi tuk naheen bhaija na koi larki ki detail batai.

            Larkay ko hum nain dikhwa dia ub kahti hain aap pehlay tasveer bhaijain.

            Doosray say kahalwa rahi hain unki bhaji say shadi karain. Jub kay larki zara bhi daikhnay main achchi naheen. larka uski nisbat kafi bahtar hai to daikh kar kahti hain theek hi hai.

            Hum nain socha tha jo larkay ki demand hai agar us tarha ki larki ka qud kaath hai to baat kar lain gay unsay. Larka shakl o soorat ko itna ahmiat naheen deta per ussay lumbi patli larki chahyay.

            Ub unki is tarha ki budtamizi per hum nain naheen kahnay ka soch lia hai. Ub unki tarha third person per kar kay kah dain kay is tarha budtamizi teesray say karwai to wo shadi naheen karain gay ya saaf saaf kah dain aap ka yay undaz pasand naheen aya hum nain to aap kay huq main faisla kar lia tha per ub naheen karain gay.

              Well I don't deserve to give you comment, but I read every bit of this issue. This issue can be solved simply with a simple "NO", so why to get hyper :)
              :thmbup:

              Comment

              • Re: 'Express yourself'

                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                Mein aap ki problem samaj gaya tha, is liye mein ne kaha ke aap wo nahi hein jo aap show ker rahi hein, bahir se karway loog ander se bohat meethay bhi nikaltay hein. Aap ke saath problem yeh he ke aap chooti chooti baaton se hyper ho jati hein aur aap ke paas un baaton se tackle kerne ke tools nahi hein. Mein aap ko sub se acha tool batata hoon, keep your cool intact. Keep smiling, it would always work in your favour. Doosray ki khaami ki bajaye doosron ki achai pe nazar rakhein. Her insaan ki personality multi-dimensional hoti he, us mein khooobiyoon aur khaamiyoon ke elements mix up hotay hein. Koi bhi mukamal bura nahi hota aur koi bhi mukamal acha nahi hota. This is how you perceive the other person. You see, being hyper and harsh, you mishandle everything. You loose the opportunity to win. You are left with nothing but anxiety and unrest and it is kind of self-destruction. While talking to anyone, think in yourself that you got good confidence. Try to take everything normal and keep smiling even when the situation is worst, make it habit and don't underestimate any person. Do respect and be respected in response :thmbup:

                Thanks a lot. I will try to do what you said.

                Pehlay main aisi hi thi kisi ki baat ka koi asar naheen hota tha. Itna bardasht kia kay bardasht ki hud khutm ho gai. Jis nain mujhay pehlay daikha aur ub daikhtain hain to kahtain hain ub bohat ghussa karti ho pehlay kitna bhi kuch kah lo koi farq naheen parta tha. Is liaay kay main bardasht karti thi laikin batain meray dimagh main her waqt ghoomti rehti theen.

                Ub main main isi liaay ghussa utar leti hoon takay uskay asrat mujh par na hon. Pehlay bari bari baton ka asar naheen hota tha ub choti choti batain her waqt parayshan karti hain.

                Thanks a lot for reading and responding. I really need help because I want to change myself.
                Subhan Allah

                Comment

                • Re: 'Express yourself'

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  Well I don't deserve to give you comment, but I read every bit of this issue. This issue can be solved simply with a simple "NO", so why to get hyper :)
                  wah jee kya baat hai meray dost:D:

                  Comment

                  • Re: 'Express yourself'

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    Well I don't deserve to give you comment, but I read every bit of this issue. This issue can be solved simply with a simple "NO", so why to get hyper :)

                    No I'm not getting hyper on this matter because larki ka mamla hai but ppl around me giving me different mashwaray to deal with. So I'm confused how to tell her.

                    Myself I simply want to say that no I didn't like the way you used. Thats it.

                    Main naheen chahti kay unhain takleef ponhchaoon. Sirf naheen kahna hi unhain bohat takleef ponchchay ga is liaay kay wo apni bhanji ko Pakistan say yahan bulwana chah rahi hain.
                    Subhan Allah

                    Comment

                    • Re: 'Express yourself'

                      Originally posted by MorningGlory View Post
                      Thanks a lot. I will try to do what you said.

                      Pehlay main aisi hi thi kisi ki baat ka koi asar naheen hota tha. Itna bardasht kia kay bardasht ki hud khutm ho gai. Jis nain mujhay pehlay daikha aur ub daikhtain hain to kahtain hain ub bohat ghussa karti ho pehlay kitna bhi kuch kah lo koi farq naheen parta tha. Is liaay kay main bardasht karti thi laikin batain meray dimagh main her waqt ghoomti rehti theen.

                      Ub main main isi liaay ghussa utar leti hoon takay uskay asrat mujh par na hon. Pehlay bari bari baton ka asar naheen hota tha ub choti choti batain her waqt parayshan karti hain.

                      Thanks a lot for reading and responding. I really need help because I want to change myself.
                      You see, somehow I also passed from the similar phase. A time ago, when I joined my office and there were a lot of colleagues to tease me, but gradually I got enough adaption power and I eventually dominated all my colleagues. I am not a psy counselor, but I got enough tools to counter react and tackle the situation accordingly. Anyways, thats really good to see you in your normal mood. I will be there whenever you need my help - Prayers :thmbup:
                      :thmbup:

                      Comment

                      • Re: 'Express yourself'

                        Originally posted by bus U He View Post
                        wah Jee Kya Baat Hai Meray Dost:d:
                        :d:
                        :thmbup:

                        Comment

                        • Re: 'Express yourself'

                          Originally posted by MorningGlory View Post
                          No I'm not getting hyper on this matter because larki ka mamla hai but ppl around me giving me different mashwaray to deal with. So I'm confused how to tell her.

                          Myself I simply want to say that no I didn't like the way you used. Thats it.

                          Main naheen chahti kay unhain takleef ponhchaoon. Sirf naheen kahna hi unhain bohat takleef ponchchay ga is liaay kay wo apni bhanji ko Pakistan say yahan bulwana chah rahi hain.
                          You see, sometimes we withdraw ourselves to further communicate on a particular, which is a big blunder and make the situation worst. Aap khulay dil se apnay jazbaat ka izhaar keejiye with wearing a smile on your face. Aur apna mookaf baray achay lafzon mein beyaan keejiye. Hopefully problems will be solved :)
                          :thmbup:

                          Comment

                          • Re: 'Express yourself'

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            You see, sometimes we withdraw ourselves to further communicate on a particular, which is a big blunder and make the situation worst. Aap khulay dil se apnay jazbaat ka izhaar keejiye with wearing a smile on your face. Aur apna mookaf baray achay lafzon mein beyaan keejiye. Hopefully problems will be solved :)
                            لو جی ایتھے تے انگریزی نامہ شروع ہوگیا اے ۔ ۔ ۔ اے منڈا تے پہلاں ای جاہندا سی کہ کوئی انگریزی بولنے والے اینھوں لبھے تے آپنا ٹیلنٹ وخاوے
                            372-scare372-scare372-scare
                            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                            Comment

                            • Re: 'Express yourself'

                              Originally posted by munda_sialkoty View Post
                              You see, sometimes we withdraw ourselves to further communicate on a particular, which is a big blunder and make the situation worst. Aap khulay dil se apnay jazbaat ka izhaar keejiye with wearing a smile on your face. Aur apna mookaf baray achay lafzon mein beyaan keejiye. Hopefully problems will be solved :)

                              Bohat achcha mashawara hai thanks a lot for helping.

                              Masla yay hai muskura kar kahna mujhay doghlapun lugta hai. Shayad yay meri ghalat soch hai.

                              Achchay lafzon main biyan karna naheen ata mujhay. Mujhay rona aa jata hay jub main kahnay lugti hoon to aur uski wajah say kuch naheen kah pati. Agar kabhi kah bhi loon to kah kuch aur deti hoon ya is tarha kahti hoon kay jo main kahna chahti hoon loag ussay kuch aur hi samjhtain hain.

                              Mujhay darasal bolna naheen naheen ata. Main nain kabhi kisi say baat hi naheen ki hai.

                              I will try to do as you said. Pray for me for sure.
                              Subhan Allah

                              Comment

                              • Re: 'Express yourself'

                                @topic

                                :embarasse
                                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                                Comment

                                Working...
                                X