Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

    Dil jab kisi ki taraf jhukney lagey
    baat aa ker zuban tak rukney lagey
    aankhon aankhon mei iqrar honey lagey
    bol do ger tumhein pyar honey lagey
    honay lagey ................
    sigpic

    Comment


    • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

      Kora Kaagaz Tha Yeh Mann Mera, Mera Mera Mera
      Likh Diya Naam Iss Mein Tera, Tera Tera Tera
      Kora Kaagaz Tha Yeh Mann Mera
      Likh Diya Naam Iss Mein Tera

      Soona Aangan Tha Jeevan Mera
      Bas Gayaa Pyaar Jiss Mein Teraa

      (Toot Na Jaaye Sapne Main Darta Hoon
      Nis Din Sapnon Mein Dekha Karta Hoon)
      Naina Kajaraare Matavaare Yeh Ishaare
      Khaali Darpan Tha Yeh Mann Mera
      Rach Gayaa Roop Iss Mein Tera

      Kora Kaagaz Tha Yeh Mann Mera
      Likh Liya Naam Iss Pe Teraa

      Chain Ganvaayaa Maine Nindiya Ganvaayi
      Saari Saari Raat Jaagu Doon Main Duhaayi)
      Kahoon Kya Main Aage Nehaa Laage Jee Na Laage
      Koi Dushmann Tha Yeh Mann Mera
      Ban Gaya Meet Jaa Ke Teraa

      Koraa Kaagaz Tha Yeh Mann Mera
      Likh Diyaa Naam Iss Mein Tera

      Baagon Mein Phuulon Ke Khilane Se Pehle
      Tere Mere Nainon Ke Milane Se Pehle
      Haan, Baagon Mein Phuulon Ke Khilane Se Pehle
      Tere Mere Nainon Ke Milane Se Pehle

      Kahaan Thi Yeh Baaten
      Mulaakaaten
      Aisi Raaten
      Tootaa Taaraa Tha Yeh Mann Mera
      Ban Gayaa Chaand Hoke Tera

      Kora Kaagaz Tha Yeh Mann Mera
      Likh Liyaa Naam Iss Pe Tera

      Comment


      • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

        janein kab hongey kam
        is duniya key gham
        janein kab hongey kam
        is duniya key gham
        jeeney walon peh sada
        bejurm o khata
        hotey jarey hain sitam
        janein kab hongey kam
        is duniya key gham

        kiya jisney gila
        mili aur saza
        kaii bar huwa
        yahan-e-wafa
        bas yehi hai sila
        dil walon ney diya
        yahan dar peh dam
        janein kab hongey kam
        is duniya key gham
        janein kab hongey kam

        koi aas nahin
        ehsaas nahin
        darya bhi mila
        bujhi pyas nahin
        ik ham hi nahin
        jissey dekho yahan
        wohi aankh hai nam
        janein kab hongey kam
        is duniya key gham
        jeeney walon peh sada
        be'jurm-o-khata
        hotey jarey hain sitam
        janein kab hongey kam
        is duniya key gham
        janein kab hongey kam
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

          dum dara dum dara mast mast dara
          dum dara dum dum
          oh hum dum bin tere kyaa jeenaa

          tere bina beswaadi beswaadi ratiyaan, oh sajna
          rookhi re oh rookhi re, kaatore kaate katena
          tere bina beswaadi beswaadi ratiyaan, oh sajna
          (dum dara dum dara mast mast dara
          dum dara dum dum
          oh hum dum bin tere kyaa jeenaa

          naa jaa chaakri kaa maare
          naa jaa souten pukaare
          saawan aeyega toh poochegaa
          naa jaa re
          pheeki pheeki beswaadhi
          yeh ratiyaan
          kaatore kate naa kate naa
          ab tere binaa sajnaa sajnaa
          kaate kate naa
          katenaa katenaa tere binaa
          tere binaa beswaadi beswaadi
          ratiyaan, oh sajnaa oh
          (dum dara dum dara mast mast dara -
          dum dara dum dum
          oh hum dum bin tere kyaa jeenaa)

          tere binaa chaand kaa sonaa khotaa re
          peeli peeli dhool undaawe jhootaa re
          tere binaa sonaa peetal
          tere sang keekar peepal
          aaja katenaa ratiyaan
          dum daraa dum daraa mast mast daraa
          dum daraa dum dum
          oh hum dum bin tere kya jeena
          tere binaa beswaadi beswaadi
          ratiyaan, oh sajnaa oh
          rukhiri re rukhire kaatore katenaa
          (dum daraa dum daraa mast mast daraa
          dum daraa dum dum
          oh hum dum bin tere kyaa jeenaa

          Comment


          • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

            soona soona , lamha lamha
            meri rahein tanha tanha
            aa ker mujeh tum tham lo
            manzil meri dekhey rasta
            murr ke zada ab dekh lo
            aisa milan phir ho na ho
            sab kuch mera tum hi to ho ..........
            bepanah pyar hai aa jaa
            tera intezar hai aa jaa .....
            sigpic

            Comment


            • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

              Its suuuperb song , sung by Atif n Hadiqa:)



              Nahin ho tum jo qareeb meray
              magar ho phir bhi yun aas pass
              meray pass pass ,meray aas pass
              hay dil k raston pe tera chehra
              teray paltanay ki aaas lay kar
              main muntazir hoon , kahin to hoga
              teray aass pass , meray pss pass

              Meray humrahi sunoooo
              aaao chaleinnnn....... chand k paar
              Aisee duniya mein kaheen duuuuuur
              jis mein na gham hon naaaaa aansoo hon
              na aahein hon .............kaheen
              aur kuch ho mera pyar ho
              teray aas pass, meray pass pass
              sigpic

              Comment


              • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                jahan tera naqsh-e-qadam dekhtey hain
                khiyaanbaan khiyaanban iram dekhtey hain

                terey sarw-e-qamat sey ik qad-e-aadam
                qayamat key fitney ko kam dekhtey hain

                tamasha aey mehwey aainah dari
                tujhey kis tamana sey ham dekhtey hain

                bana ker faqeeron ka ham bhes Ghalib
                tamasha-e-ahl-e-karam dekhtey hain


                Listen it here:
                http://www.pegham.com/gallery/misc.p...oadfile&i=1623
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                  solla baras ki bali uumer ko slaam
                  ay piyar teri pehli nzr ko slaam
                  duniya main sab say pehly jis nay yeh dil dia
                  duniya k sab say pehly dilber ko slaam
                  dil say nikalny wally rasty ka shukria
                  dil tak pohanchny wali dgar ko slaam
                  ay piyar teri pehli nzr ko slaam
                  milltay rahin yhaan hum yeh hay yhaan likha
                  is likhawat ki zairo zabar ko slaam
                  himmat say gehri gehri ankhon ki jheel main
                  jis nay humain dboya us nzr ko slaam
                  ghonghat ko tor kr jo sr say srak gai
                  aisi neghori bhawni chunner ko slaam
                  ulfat k dushmanoon nay kloshish hzar ki
                  phir bhi nahi jhoki jo us nazr ko slaam
                  ay piyar teri pehli nazr ko slaam

                  Comment


                  • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                    mukala muqabla oooho laila ooooooooho laila

                    Comment


                    • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                      Originally posted by شاھین View Post
                      mukala muqabla oooho laila ooooooooho laila
                      :kr: :kr:
                      kafi enjoy krty ho app songs main

                      Comment


                      • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                        Originally posted by jia View Post
                        :kr: :kr:
                        kafi enjoy krty ho app songs main
                        pal pal teri yaad stay oo pia
                        tujh bin jeeny ki sochoon to
                        dhrky hay mera jia
                        pal pal teri yaad stay oh pia
                        naam kisi ka loon lab pay to naam tera hi ay pia
                        jeena mushkil ho gia mera jab say dil hay tujhy dia
                        kia main karoon kaisy main karoon kia krdia
                        tujh bin jeeny ki sochoon to dhrky hay mera jia
                        pal pal teri yaad sty oh pia

                        Comment


                        • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                          gham hai ya khushi hai tu
                          meri zindagi hai tu

                          aafaton key daur mein
                          chain ki gharri hai tu
                          meri zindagi hai tu

                          meri raat ka chiragh
                          meri neend bhi hai tu
                          meri zindagi hai tu

                          main khizaan ki shaam hoon
                          rut bahar ki hai tu
                          meri zindagi hai tu

                          doston key darmiyan
                          wajah-e-dosti hai tu
                          meri zindagi hai tu

                          meri sari umer mein
                          aik hi kami hai tu
                          meri zindagi hai tu

                          main to woh nahin raha
                          haam magar wohi hai tu
                          meri zindagi hai tu

                          Nasir is diyar mein
                          kitna ajnabi hai tu
                          meri zindagi hai tu
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                            Aur aahista..kijiye batein...
                            Dherkanein koe ...sun raha hoga............
                            Last edited by ahsaas; 23 March 2007, 18:21.

                            Comment


                            • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                              tum ko qasam mehboob merey
                              rahon mein chhorr ker jana na
                              saath na chhootey ang na tootey
                              mera pyar bhulana na na
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment


                              • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                                Aatay aatay ...agaiy pass hum
                                jatay jaty...ly gaiy sath tum
                                meri neendein mery saray sapny
                                ly chaloo hamein sath apny

                                Comment

                                Working...
                                X