Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

    Originally posted by Masood View Post
    har bala sar pey aa jaey lekin
    DIL KEY KAALON SEY ALLAH BACHAEY...

    Phir ghalti :p
    ::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::

    Ham ney tum sey pyar kiya hai
    ulfat ka iqrar kiya hai
    ham ney tum sey pyar kiya hai

    merey wadey meri qasmein
    tujhko dhoondhein tujh ko chaein
    tu hai merey pyaar ki jannat
    karta rahoon ga tum sey muhabbat
    wada meri sarkar kiya hai
    ulfat ka iqrar kiya hai

    dil mein bsaa ke pyar ki moorat
    aaj bnaein aisi soorat
    jis peh khizaan aaney na paey
    taaj-mahal jis sey sharmaey
    .............

    lagta haii aaj din kharab haii

    Kabhi kitaboo main phool rakhnaa
    kabhi darkahtoo pey naam likhna
    Humain bhi hai yaad aj tak woh
    nazr sey harf-e-salam likhnaa

    Comment


    • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

      Originally posted by aquari View Post
      lagta haii aaj din kharab haii

      Kabhi kitaboo main phool rakhnaa
      kabhi darkahtoo pey naam likhna
      Humain bhi hai yaad aj tak woh
      nazr sey harf-e-salam likhnaa
      hota hai hota hai - main hoon na :)

      chalein apna likha huwa aik geet share karta hoon:

      taron bhari ratein, yadon mein teri batein, dil ko staey sajni
      yaad mein teri kyun na tarrpoon yaad teri tarrpaey sajni

      dil ki pukar hai tu, gulon ka nikhar hai tu
      tujh ko diya hai dil, mera dil'dar hai tu
      tere saey ki qasam, tujhko na bhoolein gey ham
      jab chaho aazmaa lena
      naam per tere umer beeta doon tu jo ehad nibhaey sajni
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

        Originally posted by Masood View Post
        hota hai hota hai - main hoon na :)

        chalein apna likha huwa aik geet share karta hoon:

        taron bhari ratein, yadon mein teri batein, dil ko staey sajni
        yaad mein teri kyun na tarrpoon yaad teri tarrpaey sajni

        dil ki pukar hai tu, gulon ka nikhar hai tu
        tujh ko diya hai dil, mera dil'dar hai tu
        tere saey ki qasam, tujhko na bhoolein gey ham
        jab chaho aazmaa lena
        naam per tere umer beeta doon tu jo ehad nibhaey sajni
        v.nice :clap:

        kabhi ansoo kabhi khusboo kabhi naghmaa ban ker
        hum sey hersham mili haii tera chehraa ban ker

        ek dafa akey mera haal kabhi dekh tu lainn
        jii raha hoo tera bhoola howa wada ban ker

        Comment


        • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

          yeh wadah kiya tha muhabbat karein gey
          sada aik doojey key dil mein rahein gey

          agar ho ijazat to apni zuban sey
          muhabbat ki sab ko kahani suna doon
          utha ker niqab aaj terey hi rukh sey
          zamaney ko teri surat dikha doon
          milo na milo tum - raho ajnabi tum
          tumhein ham hamesha pukara karein gey
          Last edited by Masood; 12 March 2007, 13:36.
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

            tumharey siwa kuch na chahat karey geyy
            k jub tak jeeye gey mohabbat karain geyy

            Comment


            • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

              do dharraktey dil miley mit gaey sab faasley pyar key
              chaltey chaltey ruk gaey sab faasley bahar key
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                dil tu hai dil dil ka aetebar kyaa kejeyaa
                agaya joo kisi pey pyar kya kaejeyaa

                Comment


                • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                  yeh duniya rahey na rahey merey hamdam
                  kahani muhabbat ki zindah rahey gi
                  kabhi geet ban key yeh labon sajey gi
                  kabhi phool ban key yeh mehka karey gi

                  muhabbat to hai do dilon ka tarana
                  muhabbat to hai paak roohon ka sangam
                  agar rooh sey rooh mil jaey sajan
                  to bedard duniya bhala kya karey gi
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                    yeh khaghizi phool jaisey chehrey
                    mazaq uratey hia admi kaa
                    inhain koi kash yeh bata dain
                    maqam ooncha haii saadgi ka

                    Comment


                    • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                      aawaz dey kahan hai duniya meri jawan hai
                      aabad merey dil mein umeed ka jahan hai
                      aisey mein tu kahan hai
                      qismat peh chha rahi hai yun raat ki siyahi
                      chalney ko falak sey ab taron ka karwaan hai
                      aisey mein tu kahan hai
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                        woh ishq jo hum sey ruth gaya
                        abb us ka haal suanyee kyaa
                        koi mehr nahi koi qehr nahi
                        phir sacha sher suanye kyaa

                        Comment


                        • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                          awaaz do hum ko hum kho gay
                          kab nend say jaagy kab so gay
                          mr jain gay hum agr dor tum say ho gay

                          Comment


                          • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                            Aur aahista kijiye baatein, dhadakane koi sun raha hoga
                            Labj girane na paaye honton se, waqt ke haath inako chun lenge
                            Kaan rakhate hain ye darodiva, raaj ki saari baat sun lenge
                            Aur aahista kijiye baatein

                            Aise bolo ki dil ka afasaana, dil sune aur nigaah doharaaye
                            Apane chaaro taraf ki ye duniya
                            Saans ka shor bhi na sun paaye, na sun paaye
                            Aur aahista kijiye baatein, dhadakane koi sun raha hoga
                            Labj girane na paaye hoton se, waqt ke haath inako chun lenge
                            Kaan rakhate hain ye darodiva, raaj ki saari baat sun lenge
                            Aur aahista kijiye batein...

                            Aayiye band karale darwaaje, raat sapane chura na le jaaye
                            Koi jhonka hawa ka aawara, dil ki baaton ko uda na le jaye, na le jaye
                            Aur aahista kijiye baatein, dhadakane koi sun raha hoga
                            Labj girane na paaye hoton se, waqt ke haath inako chun lenge
                            Kaan rakhate hain ye darodiva, raaj ki saari baat sun lenge
                            Aur aahista kijiye baatein

                            Aaj itane karib aa jaao , duriyon ka kahi nishaan na rahe
                            Aise ek dusare me gum ho jayen, faasala koi darmiya na rah jaye, na rah jaye
                            Aur aahista kijiye baatein, dhadakane koi sun raha hoga
                            Labj girane na paaye hoton se, waqt ke haath inako chun lenge
                            Kaan rakhate hain ye darodiva, raaj ki saari baat sun lenge
                            Aur aahista kijiye baatein

                            Comment


                            • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                              terey bheegey badan ki khushboo sey lehrein bhi huin mastani si
                              teri zulf ko chhuu ker aaj hui, khamosh hawa deewani si

                              yeh zulf ka kundhan mehkaa huwa
                              yeh badan ka chandhan dhaka huwa
                              in narm labon ki khamooshi
                              aur palkon mein chhupi hairani si
                              ilzam na dena phir mujhko
                              ilzam na dena phir mujhko
                              ho jaey agar nadaadi si :)
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment


                              • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                                Yu merey khat ka jawab ayaa
                                Lifafey main ek gulab ayaa

                                Comment

                                Working...
                                X