Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

    Originally posted by ASAD View Post
    antakshri sey to roza nae toty ga.. lakin jis tarah ap ney :a stick: mara hay roza toot sakta hy
    awww shoeey shoeey:comfort: hum bhoolaey thay k rozay daar ko maartay nahin:embarasse Lekin ganday bachay Ehtaraman he banda Ramadan mein ganay waghera chor de to achhi baat nahin hogi kia
    sigpic

    Comment


    • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

      Originally posted by Eshaa_wellwisher View Post
      awww shoeey shoeey:comfort: hum bhoolaey thay k rozay daar ko maartay nahin:embarasse Lekin ganday bachay Ehtaraman he banda Ramadan mein ganay waghera chor de to achhi baat nahin hogi kia
      OKEY BOSS :salam: I M SORRY ALSO. Shaid mare ghlate hay waqy he Ramzan ka ihtram karna chahiya. abe is post main ramzan k baad he ayoon ga.. thank you :rose
      Life is more strict than a teacher
      A teacher teaches a lesson
      and takes an exam.
      But life takes an exam
      and then teaches a lesson

      Comment


      • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

        Originally posted by ASAD View Post
        OKEY BOSS :salam: I M SORRY ALSO. Shaid mare ghlate hay waqy he Ramzan ka ihtram karna chahiya. abe is post main ramzan k baad he ayoon ga.. thank you :rose
        Ahan ths like a gud guy:) .....I mean good gaaey, matlab k good cow:kr: :kr: :kr:
        sigpic

        Comment


        • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

          Originally posted by Eshaa_wellwisher View Post
          Ahan ths like a gud guy:) .....I mean good gaaey, matlab k good cow:kr: :kr: :kr:

          Life is more strict than a teacher
          A teacher teaches a lesson
          and takes an exam.
          But life takes an exam
          and then teaches a lesson

          Comment


          • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

            aey dil apna dard chhupa ker
            geet khushi key gaey jaa
            apney gham ki aag mein jal
            jhoomey jaa lehraey jaa

            ham ney apna chain gunwaya
            khud hi dil ko roag lagaya
            jhooti duniya, jhooti rasmein
            kaisey wadey, kaisey qasmein
            is duniya mein jeena hai to
            har ik baat bhulaey jaa
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

              Originally posted by Masood View Post
              aey dil apna dard chhupa ker
              geet khushi key gaey jaa
              apney gham ki aag mein jal
              jhoomey jaa lehraey jaa

              ham ney apna chain gunwaya
              khud hi dil ko roag lagaya
              jhooti duniya, jhooti rasmein
              kaisey wadey, kaisey qasmein
              is duniya mein jeena hai to
              har ik baat bhulaey jaa
              Admin ji aapko maloom haina Ramdhan Shareef hai ...phir ye gana
              sigpic

              Comment


              • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                Originally posted by Eshaa_wellwisher View Post
                Admin ji aapko maloom haina Ramdhan Shareef hai ...phir ye gana
                Jab Ramdhan mein aansu naseeb ho jatey hain to gana kyun nahin? - yeh to alfaaz hi hain na aur to kuchh nahin :)
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                  Maira bhi dil to kar raha hai k main bhi khuch likhoon laikin ramzan ka mahina hai shaitan k darwazey band kar diye jaatey hain Bas zara Rehmat o magfirat ki duaain maang loon phir ganey gaa lain gay.

                  Comment


                  • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                    teri yaad aa gaii gham khushi mein dhal gaey
                    ik chiragh kya jala so chiragh jal gaey

                    aaj bhi nigah mein phir raha hai woh samaan
                    sharm sey rukey rukey mil gaey tum jahan
                    dekhtey hi dekhtey raastey badal gaey
                    gham khushi mein dhal gaey
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                      me yahaa tu wahaa, zindagi hai kahaa
                      tu he tu hai sanam ,dekhta hoo jaha
                      neendh aate nahe....yaad jaati nahi
                      bin tere ab jeya jae naaa

                      jab kabhi bhi aahat hoe...youn laga ke tu aa gaya
                      khushbu ke jhonke ke tarha..mere saanse mehka gaya
                      aik wo dour tha...ham sada paas the
                      ab to hai faasle darmiyaan
                      me yaha tu waha.....zindagi hai kaha.....
                      sigpic


                      Comment


                      • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                        To kya ye tay hai k ab umr bhar nahin milna:)
                        To phir ye umr bhi q tumse ger nahin milna

                        Chalo zamanay ki khatir ye jabr bhi seh lein

                        k ab kabhi jo milay toooot kar nahin milnaaaaa
                        To phir ye umr bhi q tumse ger nahin milnaaaaaaa
                        To kya ye tay hai k ab umr bhar nahin milna:)


                        sigpic

                        Comment


                        • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                          Jewan k din choty sahe ham b bardy dil waly
                          kal ke hamy fursat kahan sochy jo ham matwaly
                          jeny ka rangeen mousam yeh khobsort zaman
                          apny yahe 4 pal hayn agya hayn kia kis ney jana
                          jena jesy ata hay wo in main he moj mana ley
                          kal ke hamy fursat kahan sochy jo ham matwaly
                          yeh zindge dard be hay.yeh zindge hay dawa be
                          dil torna he na jany jany yeh dil jorna be
                          is zindge ka shukria .sadky main Uper waly\
                          kal ke hamy fursat kaha sochy jo ham matwaly
                          Life is more strict than a teacher
                          A teacher teaches a lesson
                          and takes an exam.
                          But life takes an exam
                          and then teaches a lesson

                          Comment


                          • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                            Mere mann ka mosam badalney laga hai
                            tere naam se dil dharakney laga hai
                            tera pyar seeney mei palney laga hai
                            sigpic

                            Comment


                            • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                              ham ko maloom hai ......ishq masoom hai
                              dil se ho jaate hai galatiya....sabr se ishq mehroom hai
                              sigpic


                              Comment


                              • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                                bhoole se sorat ankhon main mastee
                                dhoor khare sharmayaa
                                mare nazr sey tum dekho to yaar nazr wo aya
                                bhoole se sorat
                                Life is more strict than a teacher
                                A teacher teaches a lesson
                                and takes an exam.
                                But life takes an exam
                                and then teaches a lesson

                                Comment

                                Working...
                                X