Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Fiqre Se Fiqrah

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Fiqre Se Fiqrah======

    AOA,


    Ho sakta hai koch loog na b batain:)


    Sohail Abbasi.
    Apna haq ada karo.

    Comment


    • Re: Fiqre Se Fiqrah======

      Jo batana chahey gai bata dain gai... aap pooch ker to dekho
      sigpic

      Comment


      • Re: Fiqre Se Fiqrah======

        AOA,

        To batain zindagi kia hai?:)


        Sohail Abbasi.
        Apna haq ada karo.

        Comment


        • Re: Fiqre Se Fiqrah======

          Zindagi ek Imtehan hai, is ki aazmaishon mei insaan jitna poora outrey, yeh ek aur naya imtehan lai ker samney aa jati hai. Khudh bhi hum mei ouljhi rehti hai aur humein bhi khudh mei ouljhayeh rakhti hai.
          sigpic

          Comment


          • Re: Fiqre Se Fiqrah======

            B ohat acha likha hai Shabash :)
            Allah

            Comment


            • Re: Fiqre Se Fiqrah======

              mere taraf say bhe shabaash
              100 out of 100 marks aap kay :p

              Comment


              • Re: Fiqre Se Fiqrah======

                mujhey bhi parh kar Saima ki baat bohat achha laga, aap to waqiye bohat zaheen nikli :D main to kuchh aur hi samjhaa tha. Achha yeh btaein yeh kis kitaab sey parha hai :D
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • Re: Fiqre Se Fiqrah======

                  YARAM,Aik Larki aur Masood ...... thnx :rose


                  Aur raha jahan tak Masood ji aap ka sawal ....... To mei copy cat nahi hoon :zuban: ...jo baat Dil mei aati hai wahi likhti hoon, zindagi si se barh ker aur kuch nahi hai :) .
                  sigpic

                  Comment


                  • Re: Fiqre Se Fiqrah======

                    achha to yun kahien na keh dil ki kitaab sey naqal kiya hai :) phir to kaaaafi achhi kitab hai yeh wali :)
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • Re: Fiqre Se Fiqrah======

                      G bilkul...Dil ki kitab humesha sachi hoti hai..... Issey her kisi ko perhne ki ijazat bhi nahi hoti. :p
                      sigpic

                      Comment


                      • Re: Fiqre Se Fiqrah======

                        ijazat ho na ho jinhon ney parhna hota hai woh parh letey hain..
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • Re: Fiqre Se Fiqrah======

                          AOA,


                          Khoob kaha aap nain aap nain to bohat piyari batain ki hain:)


                          Sohail Abbasi.
                          Apna haq ada karo.

                          Comment


                          • Re: Fiqre Se Fiqrah======

                            Yeh aap masood ko keh rahey hain yaan mujhe
                            sigpic

                            Comment


                            • Re: Fiqre Se Fiqrah======

                              Originally posted by Masood
                              ijazat ho na ho jinhon ney parhna hota hai woh parh letey hain..

                              G nahi ...bina ijazat koi nahi parh sakta
                              sigpic

                              Comment


                              • Re: Fiqre Se Fiqrah======

                                AOA,


                                Jis nain falsafa jarra us ko kaha k aap nain achi baat ki:)


                                Sohail Abbasi.
                                Apna haq ada karo.

                                Comment

                                Working...
                                X