Re: ایک ہندو کی فریاد مسلم قوم کے نام
Meray khyaal me Deen kay mukhtalif mozooaat per paya janay wala ikhtelaaf sirf iss liay mojood ha kay hum nay aaj taak deen ko seekhnay ki koshish hi nahi ki. Jab kay yay baat Qol or Fa'l dono say Hamaray Nabi (PBUH) nay bata di thi kay Deen hi Asal Zindagi ha ..lakin mojooda dor me iss ko aik behas ka mozoo bana dia gaya ha ...jab kay deen kay bunyaadi akaadi or smaj me kisi kisam ki behas ki gunjaaish hi nahi ...or yey tamam ter aaalaaishain humaray muashray ka hissa humaari musalsal deen say doori ka nateeja hain ..or yakeenan aakhri wakton me ..jis ka waada bhi ha ...haalat asi ho gi kay sirf kehnay musalmaan hongay log

Comment