Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

ª!ª answer to tauras khan bhaiª!ª

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

    Comment

    • #32

      Free call from net to fone.
      To 181 countries.
      100 % working and tested.

      Comment

      • #33
        Originally posted by Mind hackeR View Post
        jazak ALLAH bhai:rose
        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

        Comment

        • #34
          Originally posted by aabi2cool View Post
          aabi bahi mein pehlay hi admit ker chuka hoon key
          wo ayat main ney wrong quote ki thee and second us ki tafseer bakayada pernay per , app ki dee gai tafseer key ilawa bi

          lakin meri nakas akal main abi bi kafi uljhaan hay key app
          qiyas and ijtihad key nateejay main nikalnay waley asool ko islamic kis tarah keh rahey haan ( still not coming to my mind , sorry kund zehan hoon na )

          aik misal is wakat meray zehan main aa rahi hay , janey wo set ho gi bi key naeen

          key Quran ka tarjuma kabi Quran naeen hota hamesha tarjuma hi kehlata hay
          fiqah kabi Islam naeen hota hamesha fiqah hi rehta hay

          yani app jin asoolon ko part of islam keh rahey haan , wo ( according to my thinking as at this moment i don't have any reference ) fiqah ka part hotay haan

          fiqahi asloon main iktilaf bi hamesha hi raha hay , lakin islamic asloon per kabi iktilaf naeen hoa

          islamic aslool atal hotey haan , and fiqahi asool wakat key sath change bi ho jatay haan aksar

          am i wrong
          again sorry for no reference
          People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

          Comment

          • #35
            Originally posted by tauruskhan View Post

            hmm...!!!
            khan saab aap ne jo iss post mai kaha hai k ijtihaad aur qayas islamic asool nai hotey ya woh part of islaam nai hotey tu uss k jawab mai me aap se sirf itna kahon ga k aap mera upper diya hua mazmoon perh len jo k me ne references k saath diya hai...!!!
            yaad rahey k me apney pehley mazmoon ki baat ker raha hon jo purpule color mai me ne yahan paste kiya hua hai okz...!!!
            mujhey umeed hai k aap ki uljhan insha ALLAH suljhan mai badal jaye gee...!!!
            aur me umeed kerta hoon k aap ko baat samajh mai aa jaye gee insha ALLAH...!!!
            khush rahen... :)

            Free call from net to fone.
            To 181 countries.
            100 % working and tested.

            Comment

            • #36

              ijtihad and qiyas ko main ney islamic asool hi kaha hay
              lakin is key nateejay main nikalney waley asool ko fiqahi asool not islamic asool
              People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

              Comment

              • #37
                Originally posted by tauruskhan View Post
                ijtihad and qiyas ko main ney islamic asool hi kaha hay
                lakin is key nateejay main nikalney waley asool ko fiqahi asool not islamic asool
                hmm...!!!
                khan sahab mujhey lagta hai aap ne mera mazmoon theek se perha nai hai...!!!
                meri aap se request hai k aap aik baar phir mera mazmoon ghor se perhen...!!!
                jab ijtihaad ya qayaas ka tareqah hi yeh hai k quran aur sunat se hi masail ka hal nikala jata hai faraq sirf itna hai k yeh woh masail hotey hain jin ka quran o sunnat mai wazeh tor per koi ishara nai milta lekin woh chupey quran o sunnat mai hi hotey hain aur unn ko quraan o sunnat se hi makhooz kiya jata hai...!!!
                tu phir mujhey aap yeh samjha den k jo cheez quran o sunnat se hi nikali jaa rahi hai woh islam se bahir kesey ho gai...???
                umeed kerta hon k aap ko meri baat samajh mai aa jaye gee insha ALLAH...!!!
                khush rahen... :)
                shukriya...!!!

                Free call from net to fone.
                To 181 countries.
                100 % working and tested.

                Comment

                • #38

                  bahi
                  i might be wrong
                  lakin kia esa naeen hota key jub qias and ijtihad sey asool nikalta hay
                  to us ko aik group aik tarah precieve kerta hay and dosra group dosray tareeqay sey
                  dono hi keh rahey hotey haan key yeh asool Quran o hadees key aeen mutabik haan
                  lakin pir bi dono mutazad baat ker rahey hotay haan and dono hi apney app ko sacha samj rahey hotay haan and dosray ko ghalat
                  and baz ukat dono hi apni apni jaga durust hotey haan

                  second main pochna chata hoon app fiqai asoolon ko kis tarah define kertay haan
                  People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                  Comment

                  • #39
                    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                    Comment

                    • #40
                      ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                      Comment

                      • #41
                        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                        Comment

                        • #42
                          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                          Comment

                          • #43
                            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                            Comment

                            • #44

                              Comment

                              • #45
                                اسلام علیکم
                                ماءینڈ ہیکر بھای نے حدیث کے ضعیف ہونے کے حوالے پیش کیے ہیں لیکن حدیث کیوں ضعیف ہے یہ نہیں بتایا صرف یہ کہ دینا کہ حدیث ضعیف ہے اس سے حدیث ضعیف نہیں ہو جاتی بلکہ وجہ بیان کرنی پڑتی ہے کہ کس وجہ سے ضعیف ہے اصل میں یہ حدیث ضعیف نہیں ہوتی حدیث کے راوی کا سارا مسلہ ہوتا ہے
                                میں ابھی کہ لیے صرف ایک حوالہ پیش کروں گا ۔
                                حافظ ابو الفدار اسمعیلؒ بن عمرؒ بن کثیرؒ اپنی مشہور تفسیر ابن کثیر کے صفحہ 3 جلد ایک میں فرماتے ہیں
                                یہ حدیث مسند اور سنن میں جید اور کھری سند کے ساتھ مروی ہے جس کو تحقیق اپنے مقام پر ثابت شدہ ہے۔
                                اس عبارت سے بھی اس حدیث کا صحیح ہونا ثابت ہوتا ہے۔

                                Comment

                                Working...
                                X