Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

ª!ª answer to tauras khan bhaiª!ª

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • ª!ª answer to tauras khan bhaiª!ª

    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

  • #2
    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

    Comment


    • #3
      ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

      Comment


      • #4
        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

        Comment


        • #5
          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

          Comment


          • #6
            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

            Comment


            • #7
              balikoll right likhaa haii aap nayy and i 100 persent agree to u
              "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

              Comment


              • #8
                http://www.islamworld.net/perfection...e_shariah.html
                Last edited by tauruskhan; 7 February 2008, 21:56.
                People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                Comment


                • #9
                  Originally posted by tauruskhan View Post
                  nice
                  aik cheeze jo app ney atleast meri durust ker di (Allah app ko is ka ajar day_
                  ayat 5:3 is not the last ayat but one of the last
                  last ayat is 2:181

                  complete answer to main pora per key hi dey paoon ga
                  kher filhal yeh link bi dehk lain
                  topic sey related hay
                  http://www.islamworld.net/perfection...e_shariah.html
                  je shukriya mujhy aap k jawab ka intizaar rahay ga. aur mian aap ka shar karda link zaroor dekhta hon abhi.jazka ALLH:rose
                  ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                  Comment


                  • #10
                    Attached Files
                    People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                    Comment


                    • #11
                      Attached Files
                      Last edited by tauruskhan; 7 February 2008, 23:03.
                      People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                      Comment


                      • #12
                        Originally posted by aabi2cool View Post
                        je shukriya mujhy aap k jawab ka intizaar rahay ga. aur mian aap ka shar karda link zaroor dekhta hon abhi.jazka ALLH:rose
                        kindly is link ko bi zaroor dehkiya ga
                        http://www.islamicweb.com/beliefs/mi...ation_evil.htm
                        People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                        Comment


                        • #13
                          Originally posted by tauruskhan View Post
                          kindly is link ko bi zaroor dehkiya ga
                          http://www.islamicweb.com/beliefs/mi...ation_evil.htm
                          pehli baat to ye hy k aap jitnay bhi links shar kartay hain wo sab angreezi main hain is liye sorry main un per baat naheen karsakta aap ko agar mujhy se baat karni hy to khud likheen ya urdu main ya phir roman main .
                          main har cheez ka jawab don ga :rose
                          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                          Comment


                          • #14
                            Mashallah kafi acchi kawish ki app ney
                            lakin main point ko explain hi naeen kia and nateejay per jump ker di

                            "new thing deen ka part kesay baney gi " app ney explain naeen kia
                            jo key main theme tha
                            meray khial main main nay explane kardiya tha laikin aap samjh naheen pay shayed. bhai koi bhi cheez jab islam k kisi usool k under chahay wo ijtihad ho ya qayas un k tehat aay gi to wo deen hi hogi na k gair deen aur ye baat bilkul bidahatn hy.ab aap ko chaiye k aap us ka gair islami ya gair deeni hona sabit kareen....aur aap bar bar aik lafaz dohra rahay hain k part of islam part of islam to mery bhai agar kaheen fuqha ya mohadtheen ye lafaz istimaal kiya to un ki murad is lafaz se ye hy k kisi bhi nai bidat ko islam main farz ya wajib ki hasiat na dey di jay is liye aysay moqon par fuqha lafaz islam ka hisa boltay hain na k un ki murad ye hoti hy k fulan kaam jo k kisi na ksi islami usool k tehat hi dakhl e islam hy wo islam ka hisa hi naheen yahan hisa se murad zaroori samjh kar karna aur na karnay waly ko mulamat karnay ka aqeeda rakha hy aur hum jitnay bhi si kisam k kaam kartay hain jo k bidate hasna k zumray main aatay hain ALAHMDULILAH hum se kisi ka aqeeda ye naheen hy wo farz ya wajib hain ya zaroori hain balk hum ziyada se ziyada unheen mustahab ka darja detay hain koi karlay to sawab na karay to gunah koi naheen. baqi ab aap sabit kareen k akhir aap ki deen ka hisa se kaya murad hy aur koi bhi shay jab deen hi k usool k tehat deen k andar aay gi to wo deen kion naheen kehlay gi ye aap ko sabit karna hy..

                            (kindly jo asool teh keya they us key tehat rehtay to accha tha
                            discussion meray aur app key beech thee , so mosoof ka word durust naeen hota , discussion main , second yeh negative meaning main aa jata hay , jesay hmm lar rahey hoon)
                            [/QUOTE]
                            jee aap nay bilkul baja farmaya ayenda is ka khial rakhoon ga:rose
                            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                            Comment


                            • #15
                              hadees jo mention hay wo kiyas and ijithad ki ijazat deti hay
                              kaheen bi , is sey sabit naeen hota key wo part of islam ban jaey ga
                              yani jab kisi cheez ki ijazat nabi kareem saw de daien to wo phir bhi aap k nazdeek islam naheen hogi ajeeb baat hy .
                              aray mery bhai is hadeeth mainnabi kareem apnay sahabi ko jis kaam k karnay ki ijazat de rahay hain wo kion islam naheen hy ?
                              aap nay kabhi hadeeth ki tareef parhi hy? nabi saw k qul fail aur taqreer ko hadeeth kehtay hain yani nabi kareem saw jo kaam khud kareen ya kisi kaam se rokeen ya karnay ka hukam dain ya phir aap k samnay koi kaam kiya jay to aap us se mana na kareen balk us par khamoshi ikhtiar kareen to ye bhi aap ki tarafse ijazat samjhi jay gi aur hadeeth taqreeri kehlay gi. aur aap to jantay hi hain k hadeeth shariat ka dosra bara makhaz hy .
                              ab oper jis hadeeth par hum baat kar rahay hain usay agar mukamal parha jay to khud nabi kareem saw nay apnay sahabi ko na serf ye k aik kaam karnay ki ijazat di balk khush bhi huy aur ALLAH ka shukar ada bhi kiya aur dua bhi de.
                              laikin aap keh rahay k ye serf qias ki ya ijtihad ki ijazat hyqias aur ijtihad deen anheen hain? ye ajeeb baat hy ?k aik cheez ki nabi kareem ijazat to daien magar ussi cheez ko istimaal kartay huy hum agar aaj kisi deeni masla ka istimbat kareen to wo cheez aur hamara istimbat kiya hua masla dono gair islami kehlaien....?
                              part of deen honey key liya , Hazoor PBUH key direct word zarori haan
                              moaf kijiye ga pehlay to ye waze kareen k part of islam se akhir aap ki murad kaya hyaur aap k nazdeek part of islam ki kaya tareef hy aur kaya kaya cheezen part of islam hain aap k nazdeek aur kaya kaya naheen. aur dosra ye jo baat aap nay ki hy is ka saboot bhi quran ya hadeeth se daien.
                              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                              Comment

                              Working...
                              X