Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

    Originally posted by jia View Post
    Oh GOD dear sis mainy to abhi 2 3 baar aik he baat ko dohraya hay to app us aik eh baat sy ukta gai hain ....kia khwateen apni aik he qisam ke zndagi say nahi ukta sakteen??kia un ka dil nahi krta apny ghar say nikalny ko ???kia us ka dil nahi krta k us ki ruki c zindagi main koi change aa ja'ay ....kia woh apny app ko khud mukhtaar nahi bnana chahteen kia woh nahi chahteen k hum log bhi apny paeroon per khari ho sakeen ?????
    main bhi yehi baat app ko samjhana chahti hoon k yeh koi breakfast nahi hay jis k liay hum log raat ko he eggs or milk etc laa kr rakh sakty hain...yeh poori zindagi hay jis main humain koi bhi cheez itni asaani say nahi millti...agr app is aat ke bhi favour main hain k zrorat k wqt krni chaheay to app he btain k jab kisi jo job ke zaroorat ho ge to kia usay un eggs etc ke trhaan aik din pehly he mill ja'ay ge??kia app aik raat main job talash kr sakti hain??????yaan agr app ko job mill bhi ja'ay to app nay sari zindagi job na ke ho or app ko achanak kisi office ka moon daikhna apry ga to app whaan per logoon ak moon daikhain geen...job nahi kr pa'ain geen.....
    jab us k ghar waloon ko problem ho to woh job chod day usay kisi hakeem nay to nahi btaya k tum nay sari zindagi job nahi krni:khi:...

    agr khwateen job kr bhi lain to kia hrj hay ??????????kia hum apny moashry ke aurtoon per itna bhi trust nahi kr sakteen k woh job kr sakte hain........or is k sath sath woh baqe actinities ko bhi poora kr lain geen?
    mujhy to un khwateen per poora yaqeen hay k woh job bhi kr lain geen or apny ghar ko bhi sanbhal lain geen...or rahi baat aik hee baat krny ke to dear sister yhaan per aik he topic dia gia hay debate ka.. jis per humain behas krni hay so woh main kr rahi hoon:)
    or main kisi bhi baat say confuse nahi hoti dont u worry and keep smile 2:)
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

    Comment


    • Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

      Originally posted by Gul View Post
      :)

      Deykehin DEAR ! jab sar par parti hai na tu ...insan kia karta wo masal k *gdahay ko b bap *( Lahol wala ) b man-na parta hai ....
      PROBLEMS se khelna aurat ki agar majboori hai tu oss mein tu deen nay b choot dee na aurat ko kai muqamaat per jo fraa-iz hein wo b adaa karnay ki choot...majboori mein koi olti harkat karna se behtar hai k ek idaray mein nokri karay ...phir wo massa-il se b iss liyay niptay gee k oss k pass aur koi way out nahi hai ..magar aik aurat jo mazay mein apnay parents k sath ya apnay hubby k sath reh rahai hai aur Aallah rakhay wo kama k b laa rahay hein tu ..koi tukkk nahi ban-ti k wo .....Phir b kamanay k liyay ja-ay ...aur apnay liyay aur doosroun k liyay problems kahri karya ..bul-keh iss tarah jo haqdaar hein , wo beychaari job ko dhoondhti reh jaaein gee aur yeh khawateen apnay huubyz k asar O rasookh se ..sifarshein laraa k job karein gee aur ................Oh GOD !..........

      anyway I hopr u got my point and ur answer ..:)



      agar husband ki jeeb main itna maal hai :lol to kisi dosri jaga kaam karwanay main baqool aap kay kay dosray ka haq mara jata hai ...to usay apnnay sarmaey say apna koi kaam start karwa day ...:D: usay woh kaam karnay day jis main timming bhi in ki pasand ki hoo kay ghar ko bhi time day sakye or apnay kaam ko bhi ...is baray main kia khayal hai ?:wk
      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

      Comment


      • Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

        main team B kay point of view janna chahoun gee unmarried or old ladies ki job kay baray main ?
        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

        Comment


        • Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

          Originally posted by Aanchal View Post
          agar woh donoo zimdaaroeoun ko sahi sanbhaal sakti hai ..apna talent donoo jaghoun pay sahi istamal kar sakti hai pher kia masla hai ?:lpop:

          jab insan agar ki baat karta hai na tu agar .......k nbuhat se meanings nikaltay hein dear aanchal jee .....ZINDGEE agar magar se nahi POSITIVE way se sahi guzarti hai .....and sahi istemaal ......jo aap keh rahi hein oss ka sahi istemaal ho tu naaaaaaaaaaaaa! yehi tu problem hai k aisa hota nahi na...!


          Originally posted by Aanchal View Post
          :na:bachoun ki zimmdari donoo ki hai ..ham yeh nahi keh saktay mard kar laian to barapan hai or na karay to un pay yeh zimmdari nahi hai ......
          bachoun ki tarbiyat hee sirf ghar daari nahi My DEAR .....ghar ko sambhalna and ghar se respective kamoun ko sambhalna yeh aurat hee kaam hai .....aap ek baat leyti hein...:) aur doosri ko pechay chore deyti hein ....mard ya baap equally responsible hai bachoun ki tarbiyat mein bul keh deykha ja-ay tu aur b kai aspects samnay aatay hein bachoun ki tarbiyat k liyay magar AURAT ka kam sirf yeh nahi k wo bachoun ki negehdaasht karay oss ko ghar se mutaliqaa aur b kaam karnay hein wo ..agar oss ka hubby karay tu yeh oss ka bara pan hai janab! ...mein nay itni see araz ki thee aap plz sara stuff parha kijay :)
          Originally posted by Aanchal View Post
          woh aisi job karey jis say woh sab theek waqat pay kar lay to ? 7 bajye na to kam waqat key leye job karey pher ?

          SIRF AIK nahi bulkeh 3 3 MUSKAAN :):):) yehan phir agar ki situation hoi na :)


          Originally posted by Aanchal View Post
          khawaishat or wishes aik hi kheet ki mooli hai na :lol
          yeh dabian woh dabaian har cheez daba daba kay aik din khud zameen main dab jaian ...yehi hai zindagi ?:donno:
          yeh zindgee ki nahi samjhnay ki baat hai ....aap nay DESIRES and WISHES ko ek muqam dey diya...
          meri best wishes aap k sath hein ...:) kion k mein apni desires per control karna janti hoon ! :)

          Comment


          • Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

            Originally posted by Shaim View Post

            Main "NAHI" k haqq mai jaoon gi.......or main apny topic ko kuch is tarah defend krna chaahon gi k......Aurat ka tasawwur hamesha se hamary muas'ry mai "Ghar Ki Zimmedar" ka hi raha hai.....q k Aurat apny ghar k lye buhat ziada caring or zimmydaar hooti hai baat ye nahi k mardon mai ye khoobyan nahi.......mardoon ko bhi ALLAH TAALA ny in tamam senses n feelings se nawaza hai pr mard or Aurat ki zimmedaryon mai buhat fark hai.....

            Auray beshak ghar ki bhi Rani hai lekan usay Allah Tala nay buhat si khobeoun say nazawa hai woh pooray ghar kay elawa bahir kay kaam bhi achay kar sakti hai :D: ..aurtian to Razia sultna or Clepatra bhi thein ..itna naam kamaya :lpop:


            ik Aurat apny ghar ki nighibaan tasawwur ki jaati hai..

            to is main yeh baat kahan ati hai kay job karnay wali aurat nighiban nahi hoo sakti ?


            ......jab wo student ho tab uski saari tawajju apni studies pr


            is say aik sawal zehan main a raha hai kay aap loog pher science or technology ki taleem kay baray main kia kehtay hoo ? jab us nay job hi nahi karni to ghar main is ka kia istamal karay gee ?:cc:


            or jb studies complete to usy ik nae ghar ki zimmydaari somp di jaati hai jahan nae ghar k sabhi logon or apny Husband ki zimmydaari us pr hooti hai.

            ghar kay sab afraad ko zimmdarian bantni chaye sab kuch us pay daal deena bhi to sahi nahi hai na



            ..
            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

            Comment


            • Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

              Originally posted by Gul View Post

              jab insan agar ki baat karta hai na tu agar .......k nbuhat se meanings nikaltay hein dear aanchal jee .....ZINDGEE agar magar se nahi POSITIVE way se sahi guzarti hai .....and sahi istemaal ......jo aap keh rahi hein oss ka sahi istemaal ho tu naaaaaaaaaaaaa! yehi tu problem hai k aisa hota nahi na...!


              [/B][/FONT][/I][/COLOR][/SIZE]
              :tauba
              woh to main aap ko pehlay examples say day chuki houn jin ko main nay deekha hai jo job bhi karti hain or ghar bhi sanbhlati hian .....
              ankhoun deekha haal hai koi suni sunaai batian to nahi na kay banda yakeen na karay ....i m 100% sure woh donoo kaam sahi kar sakti hai :thmbup:


              kuch ladies apnay husband say zaida parhi likhi hoti hain zaida talented hoti hian ...un kay husband unhay is leye bhi job nahi karnay daytay kay un say agay na nikal jaian .:a stick:...yeh bhi aik ankhoun deekha waqia hai :)
              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

              Comment


              • Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

                Originally posted by Gul View Post



                bachoun ki tarbiyat hee sirf ghar daari nahi My DEAR .....ghar ko sambhalna and ghar se respective kamoun ko sambhalna yeh aurat hee kaam hai .....aap ek baat leyti hein...:) aur doosri ko pechay chore deyti hein ....mard ya baap equally responsible hai bachoun ki tarbiyat mein bul keh deykha ja-ay tu aur b kai aspects samnay aatay hein bachoun ki tarbiyat k liyay magar AURAT ka kam sirf yeh nahi k wo bachoun ki negehdaasht karay oss ko ghar se mutaliqaa aur b kaam karnay hein wo ..agar oss ka hubby karay tu yeh oss ka bara pan hai janab! ...mein nay itni see araz ki thee aap plz sara stuff parha kijay :)




                ji main nay post parh kay jawan dia hai ...aap ghooma pheera kay pher vohi baat karti hai :lol


                SIRF AIK nahi bulkeh 3 3 MUSKAAN :):):) yehan phir agar ki situation hoi na :)


                aap agar magar ko pakrti rehti hian :khi: agar magar na lagian to sawaal kesay complete hoo ga ?:D:
                chalian agar magar ko hata kay main yeh sawal pher say pouchti houn :D: Khawateen aisi job kaaian jis say un ki timmings aisi hoo kay ghar kay kaam ko bhi sahi time day sakian to ?


                [/B]
                [/COLOR]
                ..
                اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                Comment


                • Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

                  Originally posted by Shaim View Post
                  Starting In The Name Of ALLAH :rose
                  Ab hum us zimmydaari ko zer-e-behes laaaty hain jo k ik Aurat pr hooti hain.
                  ghar k sabhi kaam waghera.....let suppose apk paas ik full time servent bhi hai even then kuch cheezin aise hooti hain jo ik Aurat jis se sb rishty mansoob hain usy sar-anjaam deni hooti hain......or ager usky paas ik bhi servenmt nahi to sab usy khud hi krna hai isky ilawa sab se ziada xpect ik Aurat se usky Bacchy krty hain jinka poora haqq hoota hai apni Maa'n pr k wo unki nighidasht kary or unhy poori tawajju de specially initial yrs mai........



                  So in tamaam zimmydaarion k bais ik Aurat job nahi kr sakti........or ager kary to sab hi rishty sab hi zimmydarian buri tarah se mutaa'sir hooti hain....jiski wajah se mera Opinion Khawateen k job NA KARNY k haqq mai jaata hai.....!

                  [/COLOR][/SIZE][/FONT]


                  gaoun main bhi aksar aurtian baray gharoun main ja kay kaam karti hain lekan un kay ghar main koi noukar nahi hoti woh sara kaam khud hi karti hain ...gaoun ki aurtian kheetoun main bhi kaam karti hain or bachay bhi sanbhalti hian ......to 2 ,2 zimmdadiran sanbhal rahi hai na ?


                  job ki baat hai to job kai taraha ki hoti hai zaori hai wohi job ki jaye jis say ghar ko time na millye ? aik samjhdar aurat yakeenan in sab batoun ka khayal reakhti hai :rose

                  aap loog husband or bachoun tak mehdood hoo kay baat kar rehaye hoo is say agay peachay ki khawateen ki life main bhi to kuch likhian na :lpop:
                  اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                  اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                  Comment


                  • Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

                    Originally posted by Originally Posted by jia View Post
                    Oh GOD dear sis mainy to abhi 2 3 baar aik he baat ko dohraya hay to app us aik eh baat sy ukta gai hain ....kia khwateen apni aik he qisam ke zndagi say nahi ukta sakteen??kia un ka dil nahi krta apny ghar say nikalny ko ???kia us ka dil nahi krta k us ki ruki c zindagi main koi change aa ja'ay ....kia woh apny app ko khud mukhtaar nahi bnana chahteen kia woh nahi chahteen k hum log bhi apny paeroon per khari ho sakeen ?????

                    Jia jee ...! ab ..iss moamlay mein ...kia kahain k aurat nahi har insan hee apnay ek jaisay life style se oktaa jaat ahai ek jaisi routine, aik jaisay timings per othna sona subah office k liyay jaja wahi ek jaisay chehray wahi buk buk jhak jhak ...wahi kursi wahi maiz wahi....BOSS ka bulana wahi falouN k jhanjhat ! ......insan tu oss b oktaa jata hai ..leikn jab wahin insan ( both genders ) ghar mein aatay hein tu sofay per beyth kar kehtay hein ufffffffffffff thak gai ghar mein kitna sakoon hai ..:) isnt it ?:)

                    Originally posted by Originally Posted by jia View Post
                    main bhi yehi baat app ko samjhana chahti hoon k yeh koi breakfast nahi hay jis k liay hum log raat ko he eggs or milk etc laa kr rakh sakty hain...yeh poori zindagi hay jis main humain koi bhi cheez itni asaani say nahi millti...agr app is baat ke bhi favour main hain k zrorat k wqt krni chaheay to app he btain k jab kisi jo job ke zaroorat ho ge to kia usay un eggs etc ke trhaan aik din pehly he mill ja'ay ge??kia app aik raat main job talash kr sakti hain??????yaan agr app ko job mill bhi ja'ay to app nay sari zindagi job na ke ho or app ko achanak kisi office ka moon daikhna apry ga to app whaan per logoon ak moon daikhain geen...job nahi kr pa'ain geen.....
                    ap yeh meri abilities per shak kar rahi :wk hein mein kuch arsa pehlay jab mein UAE mein thee pakistani 30,000 tak ki job ko rudd kar chuki hoon jo sirf urdu language parhanay k liyay thee :) :) ..Anyway Allah Taalah apna reham karay Mujh per aap per hum sab per,
                    Koi kaam ratoun raat aasan nahi hota ...magar Jab waqt Aan parta hai tu sab marhalay insan tay karta jata hai ..yeh insan ki zindgee mein qudrat nay kuch aisay *HARMONIES* rakhay hein jo khud ba khud active ho jatay hein ..anyway ....rahi baat MILK BREAD AND EGGS ki mein nay yeh tu kahin b nahi kah k wo aap ek din pehlay nahi la k rakh saktay ..bulkeh ..hum tu yehan weekly grocery kartay hein kion k jaghein khasi door door hoti hein tu ...fridge mein la k anday dhoodh rakh leytay hein albta bread sirf 2 ya 3 din tak ki aati hai baqi mein hoon na ..Allah k fazal se ghar per roti banan-na janti hoon :):):):)


                    Originally posted by Originally Posted by jia View Post
                    jab us k ghar waloon ko problem ho to woh job chod day usay kisi hakeem nay to nahi btaya k tum nay sari zindagi job nahi krni...

                    agr khwateen job kr bhi lain to kia hrj hay ??????????kia hum apny moashry ke aurtoon per itna bhi trust nahi kr sakteen k woh job kr sakte hain........or is k sath sath woh baqe actinities ko bhi poora kr lain geen?
                    mujhy to un khwateen per poora yaqeen hay k woh job bhi kr lain geen or apny ghar ko bhi sanbhal lain geen..
                    jo brown mein bold kia hai na ..!aisa nahi hota ...baray Conflicts paida ho jaatay hein .....! Kion k larkiyan ya khawateen job karnay ki itni aadi ho chuki hoti hein ...wo ghar par nahi beyth sakti onn ka life style ek dum .....:pagal: anyway ....iss k liyay b meray pass misaalein hein ..my sis in pakistan ..Doctor hein ....and mashaAllah ...achay khatay peetay gharanay mein shadi hoi ..khoob jagerein etc ..bla bla ...onnhoun nay abhi ghar banaya hai jo qareeban 70. 80 lakh ya aik caror ka tu ho ga hee mashaAllah Allah Onhein naseeb kary wahan rehna, khushiyan manan-na ..ameen sum ameen.magar wo job karti hein kion k wo kehti hein k mein ghar beyth kar kia karoon ek maah ki chutti li tu hOL othnay lagay ...sab se mil mila liya....seyrein b ho gaein magar mein ab baqi waqt kia karoon, itni boriyat hai ....ghar per, mujhay kehnay lagi tum kaisay waqt guzaar leyti ho mein sirf muskara dee :) Onhoun nay apni chutti ..ko ...shorten kia aur wapic JOIN kar liya..ab mujhay yeh batatein kia koi aurat jo pichlay kuch saloun se job kar rahi hoon onn ko hubby kahein tu bhee kia wo jobs chorein gee ...kabhi nahi ..! .aur han aap ka yaqeen hee tu nahi thek na janab Jia jee ! :):) :comfort:

                    Originally posted by Originally Posted by jia View Post
                    .or rahi baat aik hee baat krny ke to dear sister yhaan per aik he topic dia gia hay debate ka.. jis per humain behas krni hay so woh main kr rahi hoon
                    or main kisi bhi baat say confuse nahi hoti dont u worry and keep smile 2

                    DEAR SISTER sahiba :):) TOPIC AIK HAI magar aap ki taraf se points sahi nahi aa rahay aap ek hee topic per 1000z or more points laa kar hee Koi debate kartay hein ya ek hee ...? :) wesay working women ki lives jaisi ek routine ki aadi hoti hai aap nay b tu ossi tarah baat ki na :) ..THEY HAVE NO CHOICES ..:):)

                    LOTS OF LUV dear ! :)
                    :phool:

                    Comment


                    • Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

                      Originally posted by Aanchal View Post
                      agar husband ki jeeb main itna maal hai :lol to kisi dosri jaga kaam karwanay main baqool aap kay kay dosray ka haq mara jata hai ...to usay apnnay sarmaey say apna koi kaam start karwa day ...:D: usay woh kaam karnay day jis main timming bhi in ki pasand ki hoo kay ghar ko bhi time day sakye or apnay kaam ko bhi ...is baray main kia khayal hai ?:wk
                      YEH TU JEE ONN MIAN BIVI ka moamla hai na aap ziada behtar janti hein ONN khawateen ko ...hum nahi jantay :wk ab Aap ko kia btaaON ap KHASI samjhdar dikhti hein ....:cc: K aisia khawateen agar husband k under hee kam karan chhati tu wo ghar per rehna b prefer kar sakti theen asal mein wo husband k under nahi rehna chahti nahi ....wo KHUD KAFEEL honay ki koshish mein ...
                      JANAY KIA KIA soort-e haalat paida kar deyti hein ..

                      Comment


                      • Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

                        Originally posted by Aanchal View Post
                        :tauba
                        woh to main aap ko pehlay examples say day chuki houn jin ko main nay deekha hai jo job bhi karti hain or ghar bhi sanbhlati hian .....
                        ankhoun deekha haal hai koi suni sunaai batian to nahi na kay banda yakeen na karay ....i m 100% sure woh donoo kaam sahi kar sakti hai :thmbup:


                        kuch ladies apnay husband say zaida parhi likhi hoti hain zaida talented hoti hian ...un kay husband unhay is leye bhi job nahi karnay daytay kay un say agay na nikal jaian .:a stick:...yeh bhi aik ankhoun deekha waqia hai :)

                        :) TU AURAT KI ALLA ZARFI HAI K WO PHIR ZIADA ELM HONAY K BAWAJOOD APNAY HUSBAND Ki bat maan leyti hai ....aur ghar per reh kar apnay bachoun ko ek acha mahole deyti hai ....KION K wo FARMAN BARDAR hai KioN k WO AIK ACHI muslimah hai jis ko pata hai k oss ko apnay husband ki baat man-na hai yehi oss ki zindgee hai yehi oss ki zimadari...! iss mein Koi muqabla nahi ....:):) LOTS OF SMILES :):):lpop:

                        Comment


                        • Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

                          Originally posted by Aanchal
                          ji main nay post parh kay jawan dia hai ...aap ghooma pheera kay pher vohi baat karti hai
                          :)
                          aap deykh lijay k mein aap hee ghuma-ay phiraa-ay howay mukalmoun ka jawab dey rahi hoon mein nay abhi tak koi aat apnay se add nahi ki :) iss liya jab aap hee ghomaa phira kar wahi baat karein gee tu wahin jawab milay ga na ..U CAN Not change my replies :) unless U will not change ur questions :)


                          Originally posted by Aanchal
                          aap agar magar ko pakrti rehti hian agar magar na lagian to sawaal kesay complete hoo ga ?
                          chalian agar magar ko hata kay main yeh sawal pher say pouchti houn Khawateen aisi job kaaian jis say un ki timmings aisi hoo kay ghar kay kaam ko bhi sahi time day sakian to ?
                          nahi sach manein kai sawal KIA KION KAISAY KAB se b shoro hotay hein ..:):):)

                          Agar ki situation ya saktay hein ki situation ...wahan aati hai jahan par sirf dhons( sorry iss se ziada suitable word nahi mila :( ) jaama k baat ki ja-ay !

                          jaisay goya ,,

                          Koi JOB karnay ki KHAWAHISH rakhnay wali Khatoon apnay hubby se yeh kahay ...
                          agar aap Neck tie laga saktay hein tu mein nahi laga sakti ..hmm

                          Ya yeh k agar Aap job kar saktay hein tu kia mein job nahi kar sakti kar k dikah doon gee ....:khi: ::D

                          Comment


                          • Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

                            Originally posted by Aanchal View Post
                            gaoun main bhi aksar aurtian baray gharoun main ja kay kaam karti hain lekan un kay ghar main koi noukar nahi hoti woh sara kaam khud hi karti hain ...gaoun ki aurtian kheetoun main bhi kaam karti hain or bachay bhi sanbhalti hian ......to 2 ,2 zimmdadiran sanbhal rahi hai na ?
                            :SubhanAllhaa: kitni achi misaal dee aap nay ...Khawateen khaitoun mein kaam karti hein ....aur ghar k kaam b....ONN khawateen k liyay khaitoun mein kam karna goya ghar ka kaam hai , secondly onn khawateen k wo family probs nahi hotay ..jo hamari shehar ki khawateen k hotay hein ....yeh khud parhi likhi nahi hotien onn k bachay schools ki hadd tak jo parthay hotay hein, wahi elm onn tak rehta hai bulkeh onn k tu bachy b khaitoun mein kaam kartay hein aur sath sath parhtay hein ...onn ka setup ek dum differnt hota hai ..u can not match them wid aik gharailo woman of city... aap jis FAST zamany aur waqt ki baat kar rati hein oss mein inn khawateen ki baat jo Gaooun mein hoti hein ek dum contrast hai ..mein onn KHAWATEEN ko wesay SALAM :salam: karti hoon ..magar yehan per JOB FOR PAY ki baat hai na k JOB wid out pay ki baat ?
                            Originally posted by Aanchal View Post

                            job ki baat hai to job kai taraha ki hoti hai zaori hai wohi job ki jaye jis say ghar ko time na millye ? aik samjhdar aurat yakeenan in sab batoun ka khayal reakhti hai :rose

                            aap loog husband or bachoun tak mehdood hoo kay baat kar rehaye hoo is say agay peachay ki khawateen ki life main bhi to kuch likhian na :lpop:

                            :) KION K ABHI AAP NAY HAMEIN SUNAA hee kahaan hai :) .....
                            AIK samjhdaaar aur saleeqa shoaa`r aurat ki zindgee ka mehwar oss ka ghar ....oss k bachay oss ka khawand hota hai ...iss liyay oss ki zindgee k ek ek pal ...ossi k gird ghoomta hai wo zindgee k saray Khoobsoorat lmahay apni family k sath taswar karti hai ...iss liyay WO aurat baat b yehi karti hai :) .....Samjh gaein houn gee OMEED -e_WASIQ hai :):)

                            Comment


                            • Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

                              Originally posted by Gul View Post
                              :)
                              aap deykh lijay k mein aap hee ghuma-ay phiraa-ay howay mukalmoun ka jawab dey rahi hoon mein nay abhi tak koi aat apnay se add nahi ki :) iss liya jab aap hee ghomaa phira kar wahi baat karein gee tu wahin jawab milay ga na ..U CAN Not change my replies :) unless U will not change ur questions :)


                              sawal to kafi aap say poouchye gay hian aap ghooma pheera kay pher vohi a jati hain ...or pher ham say shikwa kay ham hi aisay sawaal kartay hian :lol

                              nahi sach manein kai sawal KIA KION KAISAY KAB se b shoro hotay hein ..:):):)

                              Agar ki situation ya saktay hein ki situation ...wahan aati hai jahan par sirf dhons( sorry iss se ziada suitable word nahi mila :( ) jaama k baat ki ja-ay !

                              jaisay goya ,,

                              Koi JOB karnay ki KHAWAHISH rakhnay wali Khatoon apnay hubby se yeh kahay ...
                              agar aap Neck tie laga saktay hein tu mein nahi laga sakti ..hmm

                              Ya yeh k agar Aap job kar saktay hein tu kia mein job nahi kar sakti kar k dikah doon gee ....:khi: ::D

                              yeh mery sawal ka jawaab nahi hai :) mujhay zara wazeha jawaab chaye :roseor team B ki taraf say #123 post main keye gay sawal ka jawab bhi koi day me waiting :thmbup:
                              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                              Comment


                              • Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

                                Originally posted by Gul View Post

                                Jia jee ...! ab ..iss moamlay mein ...kia kahain k aurat nahi har insan hee apnay ek jaisay life style se oktaa jaat ahai ek jaisi routine, aik jaisay timings per othna sona subah office k liyay jaja wahi ek jaisay chehray wahi buk buk jhak jhak ...wahi kursi wahi maiz wahi....BOSS ka bulana wahi falouN k jhanjhat ! ......insan tu oss b oktaa jata hai ..leikn jab wahin insan ( both genders ) ghar mein aatay hein tu sofay per beyth kar kehtay hein ufffffffffffff thak gai ghar mein kitna sakoon hai ..:) isnt it ?:)

                                [/I] [/I][/SIZE][/FONT]:phool:
                                or yehi baat ghar walye jab bahir jatay hain to kehtay hain kay uffff kitna acha lag raha hai ghar main aik hi jaga beath beath kay thak gay they ..hai na ?:wk
                                اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                                اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                                Comment

                                Working...