:salam: salam pakistan
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
MUBAHISA: Friendship with India??
Collapse
X
-
Re: Friendship with India??
Khl mey ney kaheen nahi deykha key Pakistanis indians sey nafrat kertey hon...
Political level per kuch disputes hein aur us ki main waja Kashmir hai.....(ye bhi angrezon ka ata ker karda tauhfa hai....)
leykin Public level per aeysa kuch bhi nahi hia.....meyrey to indians itney achey friends rahey hein" Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "
-
Re: Friendship with India??
this is a debatable topic.well ham samjhte hain k dosti ka matlab ye hai k peacefully raha jaye yani bagher kisi waja k aik doosre ko tang nahi kiya jaye. jahan tak Quaid ki soch ka taaluq hai hamain es bare mein kuch andaza nahi. lakin ham es baat per sure hain k woh esi dosti nahi chahte thay jo hamari present leadership chah rahi hai.aik baat aur kahen ham ne esi bhi books dekhi hain jo Quaid k views ko bhot ghalat tareeqey se interpret kerti hain aur in a discussion a research scholar told k ye aik lobby hai jo young generation mein ye impression phelana chah rahi hai k Jinnah didnt want a separate homeland rather he had to accept this un-willingly. jo k sara-sar ghalat hai.
ab kiya hamari India dushmani mohabbat mein badal sakti hai?? tou ye aik multi-dimentional question hai. aap jo bhi ker len India k sath ache taalqat tou shayed ban jayen lakin aap uss ko mohabbat ka naam nahi de sakte. wajoohat kuch nahi bhot sari hain aur ham INSHALLAH apne views zaroor share karen gey.
ofcourse bhot se log ham se differ karen gay
Last edited by Gul-e-Lala; 12 December 2006, 20:22."All I have learned from Life is that I know nothing."
Comment
-
Re: Friendship with India??
mughe nahi lagta ke pakistani indians se nafrat karte hai....political level me aisa ho sakta hai....pakistan aur india ke dosti ho jae to ache baat hai....waise kuch had tak to ho gae hai....
indians bhi pakistan ko bura nahi samaghte..me bohot indians se mile hoo..bohot ache dost sabit hoe hai....:)sigpic
Comment
-
Re: Friendship with India??
Originally posted by aabi2cool View Postmary khial main to pakistan ko is waqat sab se ziyada khud se dosti ki zaroorat hy .:lpop:
yaar dosti jiss say b hoo achi hoti hai
maray khalal main pakistan ki aawam indian ko like karti hai
bus hakoomat hi drame bazi karti hai.
may rah ik dost india ka hai us se phone pe bateen hoti hai
app india ko films dekhtay hoo iss say bar ky kiya ho sati hai dosti ki masaalShakeel and co
ab allover the pakistan
E.mail
shakeelnco
mk_shakeel
@hoamil.com
Comment
-
Re: Friendship with India??
Main aap ki is baat say itifaq kerta hoon k Pakistani Indians say nafrat nahien kertay laikin jahan tak main nay daikha hai main pichlay 3 saal say indians saath rah raha hoon un k saath kaam ker raha hoon...laikin aaj tak main nay kisi hindu ko pakistan k khilaf baat kertay nahien daikha laikin mujhay afsos k saath kahna perta hai k hamaray muslim bhaion ki zuban say main nay jo alfaz sunay hain mujhay bhot hi dukh hota hai... is say pahlay main tu kuch umeed kerta tha un k aray main...laikin jab un say mila un ki mahflon main gya tu mujhay aik jhatka sa laga....main yeh nahien kahta k 100% aisay hi hain laikin aroud the 80% logon ki zuban say main nay taqreeban aikjaisay alfaz hi sunay us baad main nay unki mahflon main jana chor dia...wo log yeh samjhtay hain k un per jobhi zulm india main hota hai wo Pakistan ki wajha say hota hai...laikin aik baat aur hai k un logon ko hamari awam k saath koee shikayat nahienn hai...laikin pata nahien kiun wo is mulk ko abhi tak qabool nahien ker sakay....aisa mahsoos hota hai k wo log ya tu ahsas e kamtari ka shikar hain...ya phir hasad aur jalan ka....aap logon ko mere alfaz buray lag rahay hooon gay laikin jo main nay biyan kia hi us main zara bhi jhoot nahien hai....Originally posted by Wafa View Postmughe nahi lagta ke pakistani indians se nafrat karte hai....political level me aisa ho sakta hai....pakistan aur india ke dosti ho jae to ache baat hai....waise kuch had tak to ho gae hai....
indians bhi pakistan ko bura nahi samaghte..me bohot indians se mile hoo..bohot ache dost sabit hoe hai....:)
Baqi raha sawal india aur pakistan ki hkoomti dosti ka ... tu mere khyal main yeh Gari ziyada dair nahien chal sakti ... Pakistan nay kitni dafa dosti kahath berhaya..laikin koee is haat ko thamnay wala bhi tu ho...
agar aik din mil baith ker uthatay hain aur dosti ka ailan kertay hain...tu aglay din kisi na kisi siyasi leader ka pakistan k khila biyan aa jata hai aur badlay main idhar say bhi biyan jari ho jata hai....
Mera nahien khyal k ham kabhi achat dost ban sakain gay...sigpic
Comment
-
Re: Friendship with India??
Agreed :blush:Originally posted by Gul-e-Lala View Postthis is a debatable topic.well ham samjhte hain k dosti ka matlab ye hai k peacefully raha jaye yani bagher kisi waja k aik doosre ko tang nahi kiya jaye. jahan tak Quaid ki soch ka taaluq hai hamain es bare mein kuch andaza nahi. lakin ham es baat per sure hain k woh esi dosti nahi chahte thay jo hamari present leadership chah rahi hai.aik baat aur kahen ham ne esi bhi books dekhi hain jo Quaid k views ko bhot ghalat tareeqey se interpret kerti hain aur in a discussion a research scholar told k ye aik lobby hai jo young generation mein ye impression phelana chah rahi hai k Jinnah didnt want a separate homeland rather he had to accept this un-willingly. jo k sara-sar ghalat hai.
ab kiya hamari India dushmani mohabbat mein badal sakti hai?? tou ye aik multi-dimentional question hai. aap jo bhi ker len India k sath ache taalqat tou shayed ban jayen lakin aap uss ko mohabbat ka naam nahi de sakte.:thmbup:
Comment
![7 4 14[1]](images/smilies/7_4_14[1].gif)
Comment