Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Taza-Tareen Khabren Rozana

Collapse
This is a sticky topic.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Budget 2006/2007......?

    Behna agar mumkin ho sakey to aap is BUDGET ki zara head lines btaein gi takeh comment ki jaa sakein ...
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment

    • Re: Budget 2006/2007......?

      Bhai jaan main ny head line hee likhi hain

      Comment

      • Re: Budget 2006/2007......?

        Originally posted by Masood
        Behna agar mumkin ho sakey to aap is BUDGET ki zara head lines btaein gi takeh comment ki jaa sakein ...
        JI ZAROOR
        but just wait i was seeking 4 the headlines!

        Comment

        • Re: Budget 2006/2007......?

          Originally posted by barg.e.gul
          mey ney abhi study nahi kiya barish ---but i hope inhon ney defence budget phir sa kuch barha na diya ho
          yes it has increased to 27 millions more

          Comment

          • Re: Budget 2006/2007......?

            Originally posted by Khalil
            g han i m satisfied
            Mengai per kabbo pa lia hay
            ghurbat khatam hugai hay
            aam aadmi ko sahooliat farahim ker di gai hay.

            what a hell.
            :pagal:

            Comment

            • Re: Budget 2006/2007......?

              aap ko www.jang.com.pk
              per sara ghurbat mitany wala muwad mil jay ga

              Comment

              • Re: Budget 2006/2007......?

                Originally posted by Me Here
                yes it has increased to 27 millions more

                phir to wo saaarey kaam ho gaye jo khl ney mention kiye hein
                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                Comment

                • Re: Budget 2006/2007......?

                  Asalam oA likum

                  Ager yehi BUDGET Pora Sal raha to Thik hai or Ager es kay sath sath jisa kay pak GOVT ki Rivayat may hai kay wo Mini Bidget be dayti rehti hai too Yaqeen janay Pak Awam Chaki may Aatey ki terhan pees jain gay :)

                  Comment

                  • Re: Budget 2006/2007......?

                    Originally posted by barg.e.gul

                    phir to wo saaarey kaam ho gaye jo khl ney mention kiye hein

                    Comment

                    • Re: Budget 2006/2007......?

                      Originally posted by Khalil
                      aap ko www.jang.com.pk
                      per sara ghurbat mitany wala muwad mil jay ga
                      :budhu:

                      Comment

                      • Re: Budget 2006/2007......?

                        Originally posted by TheMask
                        Asalam oA likum

                        Ager yehi BUDGET Pora Sal raha to Thik hai or Ager es kay sath sath jisa kay pak GOVT ki Rivayat may hai kay wo Mini Bidget be dayti rehti hai too Yaqeen janay Pak Awam Chaki may Aatey ki terhan pees jain gay :)
                        Walikum Assalam!
                        me detailed study ker rahi hon budget ki after that i would say something
                        wasey mini budget ye log dete zaror hain:embarasse

                        Comment

                        • Re: Budget 2006/2007......?

                          I'll discuss it in detales - but right now just a very simple question:

                          Kya aaj tak kabhi koi Budget apni muqrarah raqam key mutabiq un projects per sarf huwa hai jiney naam kiya jata hai?????????
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment

                          • Re: Budget 2006/2007......?

                            sab drama hay.............................

                            Comment

                            • Re: Budget 2006/2007......?

                              Aik Punjabi ki kahawat he "wakhani sujji te maarni khabi", kuch aisa hi hota aaya he is ghareeb awam ke saath...aur mujay puri ummid he ke ub bhi aisa hi ho ga. Budget ke baad aik aur mini budget zaroor pesh ho ga, dekh lijiye ga. aur waise bhi jo prices govt. ne fix ki hein ghareeb awam ko usi rates pe cheezein kabi nahi milein gi. Pichlay dinoon awam ka moun bund kerne ke liye Utility stores pe cheeni ki keematon mein kami ker ke 27 rupees per kg ker di gaein. lekin baad mein pata chala ke jo loog 500 rupees ki purchasing karain ge yeh sahoolat unhein hi di jaye gi aur per head maximum 4 KG cheeni di jaye gi.

                              Is tarah ke to dramay ho rahay hein...maash ki daal ka rate 58 rupees set kia gaya he, lekin shops per 80 rupees per kg bik rahi hein...asal masla rate ko kum kerna nahi bulke control rates pe awam ko un cheezon ki dusteyaabi he, jis per hamari hakoomat bilkul nakaam he.

                              agriculture department mein loans ka jahan tak taaluq he, to govt ki itni formalities hein ke unhein pura kerna aik un-perh kisaan ke bus ki baat nahi nazar aati...aik lateefa sunana chahoon ga is se related.

                              aik gaoon mein circus lagi aur circus management ne us ki entry free ker di...pura gaoon circus dekhnay chala gaya...jub circus khatam hui to circus walon ne main gate bund ker diya aur kaha ke is circus ki entry to free thi lekin exit free nahi he...jo paisay de ga wohi wapis jaye ga.

                              Kuch isi tarah ke khail hamari hakoomat bhi apni nadaan awaam ke saath khail rahi he.
                              :thmbup:

                              Comment

                              • Re: Budget 2006/2007......?

                                Originally posted by munda_sialkoty

                                :salam: aap k jazbat ghareeb awam kee terjumani kerty hian

                                Comment

                                Working...
                                X