Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Tareekh kay kia faiday hain?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Tareekh kay kia faiday hain?

    Originally posted by Aanchal View Post
    aap ki batoun say kuch kuch shak hota hai kay aap new member nahi hian pooranay member hain jo new nick say aye hian :mm:


    kis par shak hai aapko? vaise shak par mujhe is gaane ke yeh bol yaad aa gaye. shayad aapko bhii pasand aaye:

    aankh dhoka hai, kia bharosa hai
    suno, dosto! shak dosti ka dushman hai
    apne dil meN ise ghar banaane na do
    kal taRapna pare yaad meN jinkii
    rok lo rooTh kar usko jaane na do
    ba'd men pyaar ke chaahe bhejo hazaaroN salaam
    vo phir nahiiN aate, vo phir nahiiN aate

    zindagii ek safar meN guzar jaate ahiN jo maqaam
    vo phir nahiiN aate, vo phir nahiiN aate

    Fall view from inside my car
    near my work place :)

    Comment


    • #32
      Re: Tareekh kay kia faiday hain?

      Originally posted by Pakiza View Post
      me ne jo shair likha hai uss ko kia hua:hhh:
      mistake hai tu point out kardein:embarasse
      Your shair must be valid on its very place :thmbup:
      :thmbup:

      Comment


      • #33
        Re: Tareekh kay kia faiday hain?

        Originally posted by Aanchal View Post
        theek
        Sirf theek
        :thmbup:

        Comment


        • #34
          Re: Tareekh kay kia faiday hain?

          Originally posted by Aanchal View Post
          Tareekh say humye aik sabaq yeh bhi milta hai kay hamari zindagiyana ani jani hian ..ham say pehlay bhi kai qoomian ai or gain ..hamray bad bhi kai loog aian gay or jaian gay ...pehlay bhi itni bari bari emaratian bani or khutem hoo gai or aaj bhi hamary han jitni azeem emartian ban rahi hian hoo sakta hai kal in ka nishan tak na bachay ....
          hamein draa rahi ho na :(
          :thmbup:

          Comment


          • #35
            Re: Tareekh kay kia faiday hain?

            tareekh ke auraq hum ko seekhatey hian ke jab tal insaan ne zindagi ko sada rakha zindagi asaan rahi aur jab jab insaan ne khud ko be ja bulandi pe khara karney ki koshish ki tu zamee boss hua
            tareekh sabaq hai
            ibrat hai
            aur hum ko mustaqbil ki lein roshni bhi deti hai

            Comment

            Working...
            X