Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Tareekh kay kia faiday hain?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Tareekh kay kia faiday hain?

    Originally posted by sarah gemini View Post
    hmen likhna nahi aata.......



    ab jb aap ne "tassli bkhsh"...jwab de diya hai tou mera kaam tou baqi nahi rehta...:)
    Mere jawaabat "beating about the bushes" se ziada nahi hotay hein, aur aap bhi khoob bahanay dhoondti hein jawaab na dene ke :na:
    :thmbup:

    Comment


    • #17
      Re: Tareekh kay kia faiday hain?

      Originally posted by munda_sialkoty View Post
      Mere jawaabat "beating about the bushes" se ziada nahi hotay hein, aur aap bhi khoob bahanay dhoondti hein jawaab na dene ke :na:
      yahan behas na kren...anchal se daant prr jaye gi....372-scare
      شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

      Comment


      • #18
        Re: Tareekh kay kia faiday hain?

        Originally posted by sarah gemini View Post
        yahan behas na kren...anchal se daant prr jaye gi....372-scare
        Mein Aanchal se nahi derta :na:

        Aur is baat ka usay bhi pata he



















        ke wo mujay daant sakti he :embarasse
        :thmbup:

        Comment


        • #19
          Re: Tareekh kay kia faiday hain?

          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          Mein Aanchal se nahi derta :na:

          Aur is baat ka usay bhi pata he



















          ke wo mujay daant sakti he :embarasse

          sirf DaaNT? peeT bhi to saktii haiN? parsoN yeh tamaashaa to maiN en bhi dekhaa thaa...kitne aaraam se piT rahe the 372-haha

          Fall view from inside my car
          near my work place :)

          Comment


          • #20
            Re: Tareekh kay kia faiday hain?

            Aanchal ke thread ko kharab mut ker, wo bohat ghusay wali zanani he :lol
            :thmbup:

            Comment


            • #21
              Re: Tareekh kay kia faiday hain?

              Originally posted by munda_sialkoty View Post
              Aanchal ke thread ko kharab mut ker, wo bohat ghusay wali zanani he :lol

              zanaani hahaha zanaani sawari hai? Dabba alag hotaa hai to yeh mardaane emn kia kar rahii haiN? hahaha

              Fall view from inside my car
              near my work place :)

              Comment


              • #22
                Re: Tareekh kay kia faiday hain?

                Originally posted by khan View Post
                AOA,

                Agar chand alfaaz main jawaab diya jaye tu tareekh hamain seekhne ka mohka faraham karti hai.



                Sohail Abbasi.
                Yaar tum sari zindagi Sohail Abbasi thay, Sohail Abbasi ho, aur Sohail Abbasi raho gay :lahoul
                :thmbup:

                Comment


                • #23
                  Re: Tareekh kay kia faiday hain?

                  jo qoom bhula deti hai tareekh ko apni
                  uss qoom ka jughrafiya baqi nai rehta


                  umm i think thats explains alot of thing about history:)
                  Zindagi ko samajhney ...seekhney aur sahi tareeqy se guzarney ke lein aik zindegani kafi nai tu iss lein hum tareekh ka sahara letey hian aur dosron ki zindegani ke waqeaat se seekhtey hian

                  Comment


                  • #24
                    Re: Tareekh kay kia faiday hain?

                    Originally posted by Pakiza View Post
                    jo qoom bhula deti hai tareekh ko apni
                    uss qoom ka jughrafiya baqi nai rehta
                    Wo aik shair he Allama Iqbal ka

                    Jis khet se dehkaan ko muyasar na ho roti
                    Us khet ke khoosha'e'gandum ko jalaa doo

                    mujay aisa kyoon lag raha he ke tum ne yeh jo sher banaya he yeh Allama Iqbal ke sher se inspiration le ke banaya he :embarasse
                    :thmbup:

                    Comment


                    • #25
                      Re: Tareekh kay kia faiday hain?

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      Wo aik shair he Allama Iqbal ka

                      Jis khet se dehkaan ko muyasar na ho roti
                      Us khet ke khoosha'e'gandum ko jalaa doo

                      mujay aisa kyoon lag raha he ke tum ne yeh jo sher banaya he yeh Allama Iqbal ke sher se inspiration le ke banaya he :embarasse
                      me ne jo shair likha hai uss ko kia hua:hhh:
                      mistake hai tu point out kardein:embarasse

                      Comment


                      • #26
                        Re: Tareekh kay kia faiday hain?

                        Originally posted by Pakiza View Post
                        me ne jo shair likha hai uss ko kia hua:hhh:
                        mistake hai tu point out kardein:embarasse

                        yuN to saiyad bhi ho, mirza bhi ho, afGhan bhi ho
                        tum sabhi kuchh ho bataao k musalmaan bhi ho?

                        Fall view from inside my car
                        near my work place :)

                        Comment


                        • #27
                          Re: Tareekh kay kia faiday hain?

                          Originally posted by munda_sialkoty View Post
                          Tareekh hamari ustaad hoti he, yeh hamein sikhati he ke kahan kootahi kerne per kitni maar perti he :D:
                          theek
                          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                          Comment


                          • #28
                            Re: Tareekh kay kia faiday hain?

                            Originally posted by SherAli View Post

                            zanaani hahaha zanaani sawari hai? Dabba alag hotaa hai to yeh mardaane emn kia kar rahii haiN? hahaha
                            aap ki batoun say kuch kuch shak hota hai kay aap new member nahi hian pooranay member hain jo new nick say aye hian :mm:
                            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                            Comment


                            • #29
                              Re: Tareekh kay kia faiday hain?

                              Originally posted by Pakiza View Post
                              jo qoom bhula deti hai tareekh ko apni
                              uss qoom ka jughrafiya baqi nai rehta


                              umm i think thats explains alot of thing about history:)
                              Zindagi ko samajhney ...seekhney aur sahi tareeqy se guzarney ke lein aik zindegani kafi nai tu iss lein hum tareekh ka sahara letey hian aur dosron ki zindegani ke waqeaat se seekhtey hian
                              ji yeh to hai tareekh say ham buhat kuch seekhtay hian ....

                              maazi kay badhsahoo kay arooj-o-zawaal kay waqeyat parhtay hian un say sabak hasil kartay hian ....
                              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                              Comment


                              • #30
                                Re: Tareekh kay kia faiday hain?

                                Tareekh say humye aik sabaq yeh bhi milta hai kay hamari zindagiyana ani jani hian ..ham say pehlay bhi kai qoomian ai or gain ..hamray bad bhi kai loog aian gay or jaian gay ...pehlay bhi itni bari bari emaratian bani or khutem hoo gai or aaj bhi hamary han jitni azeem emartian ban rahi hian hoo sakta hai kal in ka nishan tak na bachay ....
                                اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                                اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                                Comment

                                Working...
                                X