Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Tareekh kay kia faiday hain?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Tareekh kay kia faiday hain?

    Assalamalikum
    ham loog tareekhi waqeyaat to share kartay rehtay hain ..to kio na is subject pay kuch information bhi share ki jaye :)

    aap kay khayal main tareekh kay kia faiday hian ? takreekh humye kia seekhati hai ?
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

  • #2
    Re: Tareekh kay kia faiday hain?

    Originally posted by Aanchal View Post

    waalikum asslam Aanchal......apka swaal muej bohat achaa laga.....aur me koshish krun gi k iska tassli bkhsh dun.inshALLAH
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

    Comment

    • #3
      Re: Tareekh kay kia faiday hain?

      Originally posted by sarah gemini View Post

      theek :thmbup:

      main bhi kuch share karti rahoun gee :)

      tareekh say nai nasal ki tarbeyat hoti hai ...jab mazi main baray baray leaders or achay karnmay walye loog guzray hian unhay deekh kay wesa bannay ki khawish peda hoti hai ...
      is say ilm main izafa hota hai...
      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

      Comment

      • #4
        Re: Tareekh kay kia faiday hain?

        vo angrezi meN kahavat hai na k...History repeats itself...to aisa to hamesha hii se hotaa chalaa aayaa hai k taaqateN ubharti haiN aur vo saarii taaqateN ek mota'aiyun waqt tak balandii par muqeem hotii haiN uske ba'd zamiin par dhaRaam se gir jaatii haiN. ab aisa kiuN hotaa hai? yeh jaanne ke liye taareeKh ke avraaq ulaTne paRte haN aur jaaiza liyaa jaataa hai k kia sabab huaa. in vujuhaat se sabaq lena hii History kaa bahtareen iste'maal hai. vo ek aur kahaavat hai k...Histroy is the greatest teacher...yaqeenan, Allah bhii Qur'aan meN taareeKh par nazar-e-saanii kii talqeen karta hai k dekho tum se pahle zamiin par kia huaa aur usse sabaq lo.

        baaqii aayinda insha Allah :)

        Fall view from inside my car
        near my work place :)

        Comment

        • #5
          Re: Tareekh kay kia faiday hain?

          Originally posted by SherAli View Post

          hum ek baar phir khush hue sher ali.....:thmbup:
          شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

          Comment

          • #6
            Re: Tareekh kay kia faiday hain?

            Originally posted by sarah gemini View Post
            hum ek baar phir khush hue sher ali.....:thmbup:
            in'am kitthe honda? khaali khooli jamda nai na :) hahaha

            Fall view from inside my car
            near my work place :)

            Comment

            • #7
              Re: Tareekh kay kia faiday hain?

              AOA,

              Agar chand alfaaz main jawaab diya jaye tu tareekh hamain seekhne ka mohka faraham karti hai.

              Sohail Abbasi.
              Apna haq ada karo.

              Comment

              • #8
                Re: Tareekh kay kia faiday hain?

                Originally posted by Aanchal View Post
                Assalamalikum
                ham loog tareekhi waqeyaat to share kartay rehtay hain ..to kio na is subject pay kuch information bhi share ki jaye :)

                aap kay khayal main tareekh kay kia faiday hian ? takreekh humye kia seekhati hai ?
                WalikomAssalam
                Um muj k khayal main to tareekh k faida yay k humay past say aagahi hoti hain .. information milti hia .. positive way ma socha jaye to mazi ma hamary baro & buzrgo say jo galtiya hoe tareekh ko parny sy humko yay faida hota ha k hum wo galtya na dohra'ay on se sabaq lain ..
                aur negitive way ma socha jay to kiya past ko lay k baithy rahty hain hum..tareekh ko parhty raho rat'ty raho. future k bary ma sochna chahye k infuture hum mazi ki galtyo ko na dohra'ay :)

                Comment

                • #9
                  Re: Tareekh kay kia faiday hain?

                  taareeKh se to din raat ke aadaa kii shumaarii hotii hai. aaj 22 taareeKh hai sitambar kii to kal 23 hogii bhale ham aur aap raheN na raheN hahaha ;) hai na?

                  Fall view from inside my car
                  near my work place :)

                  Comment

                  • #10
                    Re: Tareekh kay kia faiday hain?

                    Originally posted by SherAli View Post
                    vo angrezi meN kahavat hai na k...History repeats itself...to aisa to hamesha hii se hotaa chalaa aayaa hai k taaqateN ubharti haiN aur vo saarii taaqateN ek mota'aiyun waqt tak balandii par muqeem hotii haiN uske ba'd zamiin par dhaRaam se gir jaatii haiN. ab aisa kiuN hotaa hai? yeh jaanne ke liye taareeKh ke avraaq ulaTne paRte haN aur jaaiza liyaa jaataa hai k kia sabab huaa. in vujuhaat se sabaq lena hii History kaa bahtareen iste'maal hai. vo ek aur kahaavat hai k...Histroy is the greatest teacher...yaqeenan, Allah bhii Qur'aan meN taareeKh par nazar-e-saanii kii talqeen karta hai k dekho tum se pahle zamiin par kia huaa aur usse sabaq lo.

                    baaqii aayinda insha Allah :)
                    good points :thmbup:
                    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                    Comment

                    • #11
                      Re: Tareekh kay kia faiday hain?

                      Originally posted by khan View Post
                      AOA,

                      Agar chand alfaaz main jawaab diya jaye tu tareekh hamain seekhne ka mohka faraham karti hai.

                      Sohail Abbasi.
                      ji is say ilm main izafa hota hai :thmbup:
                      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                      Comment

                      • #12
                        Re: Tareekh kay kia faiday hain?

                        Originally posted by aik_lerki View Post
                        WalikomAssalam
                        Um muj k khayal main to tareekh k faida yay k humay past say aagahi hoti hain .. information milti hia .. positive way ma socha jaye to mazi ma hamary baro & buzrgo say jo galtiya hoe tareekh ko parny sy humko yay faida hota ha k hum wo galtya na dohra'ay on se sabaq lain ..
                        aur negitive way ma socha jay to kiya past ko lay k baithy rahty hain hum..tareekh ko parhty raho rat'ty raho. future k bary ma sochna chahye k infuture hum mazi ki galtyo ko na dohra'ay :)
                        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                        Comment

                        • #13
                          Re: Tareekh kay kia faiday hain?

                          Originally posted by sarah gemini View Post
                          waalikum asslam Aanchal......apka swaal muej bohat achaa laga.....aur me koshish krun gi k iska tassli bkhsh dun.inshALLAH
                          21 ko thread post hua tha aur aaj 23 ho gai he :na:

                          Aap itna soochti kyoon hein, hamari tarah sirf likhti kyoon nahi :embarasse
                          :thmbup:

                          Comment

                          • #14
                            Re: Tareekh kay kia faiday hain?

                            Originally posted by Aanchal View Post
                            Assalamalikum
                            ham loog tareekhi waqeyaat to share kartay rehtay hain ..to kio na is subject pay kuch information bhi share ki jaye :)

                            aap kay khayal main tareekh kay kia faiday hian ? takreekh humye kia seekhati hai ?
                            Tareekh hamari ustaad hoti he, yeh hamein sikhati he ke kahan kootahi kerne per kitni maar perti he :D:
                            :thmbup:

                            Comment

                            • #15
                              Re: Tareekh kay kia faiday hain?

                              Originally posted by munda_sialkoty View Post
                              21 ko thread post hua tha aur aaj 23 ho gai he :na:

                              Aap itna soochti kyoon hein, hamari tarah sirf likhti kyoon nahi :embarasse
                              hmen likhna nahi aata.......

                              Originally posted by munda_sialkoty View Post
                              Tareekh hamari ustaad hoti he, yeh hamein sikhati he ke kahan kootahi kerne per kitni maar perti he :D:
                              ab jb aap ne "tassli bkhsh"...jwab de diya hai tou mera kaam tou baqi nahi rehta...:)

                              Working...
                              X