Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Solve me

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: Solve me

    Originally posted by Mayan khan View Post
    nahi merey khyal se 15 and 30 ke beecha ka koi number hai........
    barrey shmart bundey ho..masha'Allah...
    .......................!!!!!

    Comment


    • #47
      Re: Solve me

      چلیں جی آپ لوگ ایسا کرو کہ ایک بار سوال دوبارہ پڑھ لو

      ویسے مجھے آپ لوگوں کی ذہانت پر کوئی شک نہیں ہے
      مگر غلطی ہورہی ہے اس لئے بتا رہا ہوں





      Comment


      • #48
        Re: Solve me

        pehley itna shmart nahi tha.....bas yahan shmaart shmart logo ke saath reh reh ke mein b shmart hogaya.
        مٹی كی محبت میں هم آشفته سروں نے--------وه قرض بھی اتارے هیں جو واجب هی نهیں تھے

        Comment


        • #49
          Re: Solve me

          Originally posted by Mayan khan View Post
          pehley itna shmart nahi tha.....bas yahan shmaart shmart logo ke saath reh reh ke mein b shmart hogaya.
          G itni taareef ki koi khaas zaroorat tu na thi...:shyy:

          @Baniaz bhai

          mayan bhai on my behalf answer karein gey....
          .......................!!!!!

          Comment


          • #50
            Re: Solve me

            Pehley waaley question mein confusion hai.........I think mein akaila hi baazar jaa raha hoon....wo log kahin pic dekhnay jaa rahay hain.....
            مٹی كی محبت میں هم آشفته سروں نے--------وه قرض بھی اتارے هیں جو واجب هی نهیں تھے

            Comment


            • #51
              Re: Solve me

              Originally posted by Mayan khan View Post
              Pehley waaley question mein confusion hai.........I think mein akaila hi baazar jaa raha hoon....wo log kahin pic dekhnay jaa rahay hain.....
              lolz...ye theek hai...

              khair me going now...IN'sha'Allah see ya all later..

              Allah hafiz
              .......................!!!!!

              Comment


              • #52
                Re: Solve me

                Ok......take a care......see u next time aur dhoop mein nikaltay waqt sar pe chadar waadar daal diya karo ....kyunke bhoosa bohat jald aag pakarta hai..........hehe
                مٹی كی محبت میں هم آشفته سروں نے--------وه قرض بھی اتارے هیں جو واجب هی نهیں تھے

                Comment


                • #53
                  Re: Solve me

                  کیا محترمہ بھوسہ اٹھا کر پھرتی ہیں
                  372-haha





                  Comment


                  • #54
                    Re: Solve me

                    nahi janab mein sir ke andar ki baat kar raha hoon
                    مٹی كی محبت میں هم آشفته سروں نے--------وه قرض بھی اتارے هیں جو واجب هی نهیں تھے

                    Comment


                    • #55
                      Re: Solve me

                      Originally posted by BhaTaktii RooH View Post
                      Australia ka aik Kangroo hai wo kabhi pani nai peeta.....n when Scientists ne us ko paani pilaney ki koshish ki Wo mar gaya....dats what i heard baqi patta nai.....:think:
                      Loo..main sooch raha tha...k shayed mreee bhateejee meray sawaloon ka answer zroor day gee...per...aik jawab dia aur woh bhi ghalat...


                      Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

                      Comment


                      • #56
                        Re: Solve me

                        Originally posted by Muhammad Ali Jawad View Post
                        Do you have answers for the following questions..

                        1-Woh kaun sa janwar (animal) hai..jiss nay kabhi pani nahi piya??

                        2-Woh kaun see jagah hai..jahan sirf aik baar suraj ki rooshni pari??

                        3-Woh kaun hai...jo saach bool ker bhi 'Doozakh' main jaye ga??

                        4-Woh kaun hai..jo jhoot bool ker bhi 'Jannat' main jye ga??

                        5-Woh kaun see cheez hai..jo hum khud istemaal kewrtay hain..lykin purchase koi aur kerta hai??
                        Baray afsoos ki baat hai..kisee nay himaat nahi ki k meray sawaloon ka sahi jawab deta..anyhow aap k knowledge k liye opper deye gaye swaloon k jawabat hazir hain..

                        1- Fish......Sirf khaa saktee hai..mager pee nahi saktee kyuon k khud pani main rehtee hai..

                        2-Gulf of Aqaba ka samandar main wo mooqam jahan say Hazrat Mosa (A.s) aur unn k lashkar nay samandar paar kia...aur faro'on aur uss ka lashkar gharaq ho gaya..(wo passage aaj bhi samndar main maujood hai..laykin pani main honay ki wajah say suraj ki rooshni wahan nahi poohch saktee..

                        3-Shaitan (Iblees)...woh hai..jiss nay Allah say kaha tha..k main teree makhlooq main say aik kasseer taadad ku gumrah kar ka doozakh main lay jaoon ga..uss nay SACH BOLA tha..lykin qiamat k din aik bari tadaad uss k behkanay say doozakh main jaye gee..aur khud woh mardood bhi dozakh main jaye ga.

                        4-Hazrat Ibrahim (A.s)...jab unhoon nay boot khanay main dakhil ho ker apni qaum k saray boot taur daly aur kul hara bary (big) boot (idol) kay haath main rakh dia..jab unn ki qaum k loog wapis aye tu dekah k saray boot (idol) tootay hoay hain..unhoon Hazrat Ibrahim (A.s) say kaha k ye yaqeenan tumhara hi kam hay..tum nay hi humaray boot torry hain...?? Tu Hazrat (A.s) nay uss per (laghvi manoo main jhoot boltay hoay faramaya)....k ye mainy nahi bulkeh iss baray boot (idol) nay tooray hain..ager tum ku yqaeen nahi tu iss say pooch ker dekh loo..jiss per unn ki qaum k loog sharmina ho gaye..iss (laghvi jhoot) k bawajood Hazrat Ibrahim (A.s). jannat main jain gay..

                        5-Kafan (coffin) ..woh cheez hai..jo hum sab istemall kertay hain..lykin khud kabhi purchase nahi kertay..bulkeh humaray mernay k baad humaray doost ahbab hi purchase ker k humain pehnatay hain..


                        Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

                        Comment


                        • #57
                          Re: Solve me

                          Originally posted by Mayan khan View Post
                          Ok......take a care......see u next time aur dhoop mein nikaltay waqt sar pe chadar waadar daal diya karo ....kyunke bhoosa bohat jald aag pakarta hai..........hehe
                          acha tabhi har class test k baad school mai bachey cheekh rahey hotey "Mayan ko aag lag gayii"...:think:
                          Originally posted by baniazkhan View Post
                          کیا محترمہ بھوسہ اٹھا کر پھرتی ہیں
                          372-haha
                          hansney wlai koi baat nai thi acha....
                          .......................!!!!!

                          Comment


                          • #58
                            Re: Solve me

                            Originally posted by Muhammad Ali Jawad View Post
                            Baray afsoos ki baat hai..kisee nay himaat nahi ki k meray sawaloon ka sahi jawab deta..anyhow aap k knowledge k liye opper deye gaye swaloon k jawabat hazir hain..

                            1- Fish......Sirf khaa saktee hai..mager pee nahi saktee kyuon k khud pani main rehtee hai..

                            2-Gulf of Aqaba ka samandar main wo mooqam jahan say Hazrat Mosa (A.s) aur unn k lashkar nay samandar paar kia...aur faro'on aur uss ka lashkar gharaq ho gaya..(wo passage aaj bhi samndar main maujood hai..laykin pani main honay ki wajah say suraj ki rooshni wahan nahi poohch saktee..

                            3-Shaitan (Iblees)...woh hai..jiss nay Allah say kaha tha..k main teree makhlooq main say aik kasseer taadad ku gumrah kar ka doozakh main lay jaoon ga..uss nay SACH BOLA tha..lykin qiamat k din aik bari tadaad uss k behkanay say doozakh main jaye gee..aur khud woh mardood bhi dozakh main jaye ga.

                            4-Hazrat Ibrahim (A.s)...jab unhoon nay boot khanay main dakhil ho ker apni qaum k saray boot taur daly aur kul hara bary (big) boot (idol) kay haath main rakh dia..jab unn ki qaum k loog wapis aye tu dekah k saray boot (idol) tootay hoay hain..unhoon Hazrat Ibrahim (A.s) say kaha k ye yaqeenan tumhara hi kam hay..tum nay hi humaray boot torry hain...?? Tu Hazrat (A.s) nay uss per (laghvi manoo main jhoot boltay hoay faramaya)....k ye mainy nahi bulkeh iss baray boot (idol) nay tooray hain..ager tum ku yqaeen nahi tu iss say pooch ker dekh loo..jiss per unn ki qaum k loog sharmina ho gaye..iss (laghvi jhoot) k bawajood Hazrat Ibrahim (A.s). jannat main jain gay..

                            5-Kafan (coffin) ..woh cheez hai..jo hum sab istemall kertay hain..lykin khud kabhi purchase nahi kertay..bulkeh humaray mernay k baad humaray doost ahbab hi purchase ker k humain pehnatay hain..
                            in mai se 2,4,5 me ko patta they...par patta nai kya howa....likhney ka dil nai kiya....:think:
                            .......................!!!!!

                            Comment


                            • #59
                              Re: Solve me

                              لو جی آپ لوگ بھی کیا یاد کرو گے۔

                              جناب پہلے سوال کا جواب ہے کہ آپ اکیلے ہی بازار جارہے ہیں باقی لوگ تو سامنے سے آرہے ہیں۔

                              اور جناب تیسرے سوال کا جواب ہے


                              Baby's Pampers 372-haha





                              Comment


                              • #60
                                Re: Solve me

                                :rose
                                Attached Files





                                Comment

                                Working...
                                X