Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Solve me

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Solve me

    Waiting





    Comment


    • #17
      Re: Solve me

      Assalaam-O-alaikum

      Rania ki kashtii ko main aagay baRhaata hoon :)

      Jald hi haazir hota hoon.
      sigpic

      Comment


      • #18
        Re: Solve me

        Assalaam-O-alaikum

        Aik koshish kii hay, dekhyeh sahi hay kay nahin.... :)

        1A- Khudhkushi (Marnay kay baad touba ka mouqa hi nahin)
        2B- Ghussa
        3C- Behray shakhs kay balance main problem hota hay kiyonki balance nerve signal per inhisaar karta hay, yeh nerve signal jo dimagh tak jaatay hain humain seedha khaRa rehnay main madad kartay hain!

        19A- Aap nay jab keh dia kay aadmi ajeeb hay tou ajeeb aadmi aisay kaam hi karay ga :lol jokes apart... meray khayal say uss nay helmet pehna hua hay :)

        20B - 25 Anday

        38A
        1. Takhtee , Chalk
        2. Giraibaan, Chalk
        3. Kumhar, Chalk
        4. Libas, Chalk

        Fi amaan ALLAH
        sigpic

        Comment


        • #19
          Re: Solve me

          بہت زبردست اور بہت شکریہ آپ لوگوں کا

          تمام سوالات کے جوابات مکمل ہوچکے ہیں
          صرف ایک سوال کے علاوہ
          جوابات پیش خدمت ہیں
          Attached Files





          Comment


          • #20
            Re: Solve me

            SHUKRIYA aap ka janab, isi tarah apnay sawaalat paish kartay rahyeh sochnay aur samajhnay ki salahyet main izaafa hota hay :)

            Jahan tak behray kay na bolnay ka sawaal hay tou aksar behray nahin boltay uss ki waja yeh hay kay woh apnay aap ko sunn nahin saktay isi liye woh apni ghalti ko durast nahin kar saktay..... isi liye aksar behray loog bolnay kay bajayay ISHAROON KI LANGUAGE use kartay hain!
            Last edited by thefire1; 24 February 2011, 08:28.
            sigpic

            Comment


            • #21
              Re: Solve me

              good going Ali bhai...

              waisey wo andooN waley ka answer me ka bhi yahi aya tha par time nai milla bataney ka...
              .......................!!!!!

              Comment


              • #22
                Re: Solve me

                Originally posted by Mayan khan View Post
                2B ==== Ghussa I think.....
                deer kha jawab...ma sara dora wraizey taso teerey kraley aghey kho ba sa na sa asar keedo kana...:P
                .......................!!!!!

                Comment


                • #23
                  Re: Solve me

                  Thank you Rania

                  Main nay bataya yaa aap nay bataya baat tou aik hi hay naa :)

                  Originally posted by BhaTaktii RooH View Post
                  good going Ali bhai...

                  waisey wo andooN waley ka answer me ka bhi yahi aya tha par time nai milla bataney ka...
                  sigpic

                  Comment


                  • #24
                    Re: Solve me

                    چلیں جی یہ بتائیں کے زمین اور آسمان کے درمیان میں کیا ہے





                    Comment


                    • #25
                      Re: Solve me

                      /thinking
                      sigpic

                      Comment


                      • #26
                        Re: Solve me

                        Do you have answers for the following questions..

                        1-Woh kaun sa janwar (animal) hai..jiss nay kabhi pani nahi piya??

                        2-Woh kaun see jagah hai..jahan sirf aik baar suraj ki rooshni pari??

                        3-Woh kaun hai...jo saach bool ker bhi 'Doozakh' main jaye ga??

                        4-Woh kaun hai..jo jhoot bool ker bhi 'Jannat' main jye ga??

                        5-Woh kaun see cheez hai..jo hum khud istemaal kewrtay hain..lykin purchase koi aur kerta hai??


                        Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

                        Comment


                        • #27
                          Re: Solve me

                          Originally posted by Muhammad Ali Jawad View Post
                          Do you have answers for the following questions..

                          1-Woh kaun sa janwar (animal) hai..jiss nay kabhi pani nahi piya??

                          2-Woh kaun see jagah hai..jahan sirf aik baar suraj ki rooshni pari??

                          3-Woh kaun hai...jo saach bool ker bhi 'Doozakh' main jaye ga??

                          4-Woh kaun hai..jo jhoot bool ker bhi 'Jannat' main jye ga??

                          5-Woh kaun see cheez hai..jo hum khud istemaal kewrtay hain..lykin purchase koi aur kerta hai??

                          pehly is mere swal ka tou jawab dein.





                          Comment


                          • #28
                            Re: Solve me

                            Originally posted by baniazkhan View Post
                            چلیں جی یہ بتائیں کے زمین اور آسمان کے درمیان میں کیا ہے


                            Lafz "Meem"..


                            Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

                            Comment


                            • #29
                              Re: Solve me

                              Assalaam-O-alaikum

                              Jawab hazir-e-khidmat hain!

                              1. Woh Kutta jo kay shuroo main shaitaan kay roop main tha.
                              2. Darya-e-neel ka woh hissa jahan firo'on apnay lashkar kay saath gharq hua.
                              3. Shimmer (Munafiq)
                              4. Hazrat Abu Talib RZ
                              5. Masjid (Ibaadat gaah)

                              Pata nahin kitnay jawab darust hain, aap kay comments ka intizaar rahay ga!!

                              FI amaan ALLAH
                              sigpic

                              Comment


                              • #30
                                Re: Solve me

                                Originally posted by thefire1 View Post
                                Assalaam-O-alaikum

                                Jawab hazir-e-khidmat hain!

                                1. Woh Kutta jo kay shuroo main shaitaan kay roop main tha.
                                2. Darya-e-neel ka woh hissa jahan firo'on apnay lashkar kay saath gharq hua.
                                3. Shimmer (Munafiq)
                                4. Hazrat Abu Talib RZ
                                5. Masjid (Ibaadat gaah)

                                Pata nahin kitnay jawab darust hain, aap kay comments ka intizaar rahay ga!!

                                FI amaan ALLAH
                                Walikum Salam !!

                                Aap k jawabat ka shukria...lykin sirf jawab No. (2) theek hai..aur woh bhi 70%..

                                Baqi jawabaat sahi nahi hain...

                                1.Ye kaun saa kutta hai..jo shorro main shaitan k roop main tha..(I don't know

                                3.Shimmer nay kab saach bola tha...(do you have any info.)

                                4.Hazrat Abu Talib nay kaun sa jhoot bola tha...aur unn k Jannat main janay k mutaliq mainy nahi suna..

                                5.Masjid jo purchase kertay hain..ya banwatay hain..khud bhi istemaal kertay .....lykin jo mainy poccha hai..k wo chaeez hum khud nahi khridaty (buy) kertay...

                                aik baar phir kushish kijye...

                                Fe-Amaan Allah..


                                Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

                                Comment

                                Working...
                                X