Re: کیا چاروں امام برحق ہیں ؟
bhai mai ne to tanz mai ap se sawal poocha tha magar ap ne to dil pr hi le lia or poora alif se ye tak mazaron pr hazri ka tareeqa bata dia, Allah na kre k mai kabhi ksi mazar k samne se bhi guzron...
baharhal ap ne aik bat achi kahi hai hai k
کسی بھی قبر کو دیکھ کر یہ ضرور سوچنا چااہئے کل کو ہمارا مقام بھی یہی ہے
beshak hme qabr pr ibrat k lye jana chahye k kal hm bhi in ki tarah bebas or lachar hongay,, or un k haqq mai dua krni chahye magar ye bat yad rakhni chahye k qabron pr kuch (dua) dene ki gharz se jaen kuch lene (mangne) ki gharz se nhi
*مزار/درگاہ پر جانا سنت ہے کیونکہ وہ قبر ہوتی ہے باقی کسی بھی مستندد صحیح حدیث میں اس کی مناعمت نہیں
mazar or dargah pr jana sunnat hai ye bat sabit krye ahdees ki Roshni mai,
agar wo sirf qabr hoti hain aam logon ki qabron ki tarah to qabrustan mai kyon nhi hoti?
Originally posted by Sub-Zero
View Post

Comment