Re: کیا چاروں امام برحق ہیں ؟
charon imam mujtahid hain magar ye charon apas mai hi aik dosre k ijtehad k paband nhi hain na imam abu Hanifa imam Malik k ijtehad k paband hain na imam Malik imam abu hanifa k ijtehad k paband hain na imam Shafaee imam Hanbal k ijtehad k paband hain or na imam Hanbal imam shafaee k ijtehad k paband hain jb in mai apas mai hi itna tazad paya jata hai to hum ksi aik imam ko kese haq jan kr unki taqleed shroo kr detay hain agar aik amal aik imam k nazdeeq halal hai wohi amal 2sre imam k nazdeek Haram hai to aisa kese mumkin hai k aik amal aik waqt mai halal bhi ho or haram bhi or in dono pr amal krne wale ko sawab bhi milay, aik mujtahid mai ye bat honi chahye k wo apne ijtehad ki zimedari ko khod qabool kre or charon imamon ne apne ijtehad ki zimedari qabool ki or ye kaha k agar hmare qol ko quran or hadees k mukhalif pao to hmare qol ko chhor kr quran or hadees ki bat manna magar badqismati se muqallid hazraat is bat ko nhi samajhtay,

Comment