Re: مزارات پر پھول ڈالنا چادریں ڈالنا
Meray muhtram bhai...Jamil..!!
Aap ki biyan kertda hadees sahi hai..
Doosree baat...jo aap samjha nahi paa rahay..wo ye hai.....k ager kisee ka aqeeda Qauran aur Nabi Karim (s.a.w) k bataye hoay ossoloon k mutabiq na ho....tu kia uss ki islah kerna humara farz nahi..?? Farukh sahab nay tu sirf yahee samjhany ki kushish ki ha..k bhai..Qabar say muta'aliq ye aqeeda jo aap nay iss thread main paish kia hai..Quran--o-sunnat ki munafi hain..!! Aur Farrikh sahab nay sahi Ahdees Nabwi (s.a.w) say ye baat sabit bhi ki hai...Allah unn ku jazaye khair ata farmaye (aameen)
Ab ager aap kehtay hain..k shirk say muta'aliq Qaurni ayaat sirf mushraikeen-e-Makkah say muta'a'iq theen...tu phir tu ye bhi sabit kerna paray ga..k shariyat say muta'aliq doosary bohut say Ahkaamat sirf Nabi Karim (s.a.w) k daour k liye thay aur wo ab apply nahi ho saktay..?? Aap iss ka kia jawab dainy gay...
Bhai ye jaan lain...Quran-o-Hadees k ahkaamat qaiyamat tak k lye nazfiz-ul-amal hain.. chahe wo Shirk say muta'aliq honn. ya kisee aur metter say..aur jo koi Allah ki hadayat k mutabiq amal mnahi kerta wo qiyamat k din ye jawaz nahi paish ker sakta k main..tu Nabi karim (s.a.w) k daur main paida nai hoa iss liye meray opper ye qanoon nafiz nahi ho saktay..(Nauzubillah)...
Allah hum sab ku hidayat naseeb faramye..(Aamin)
Originally posted by Gambler
View Post

Comment