Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Prawns?
Collapse
This topic is closed.
X
X
-
Re: Jheenga Machli?
Originally posted by Xenya View PostKya ham kha saktey hein? abhi tak mey khati ayi hun magar mujhey abhi maloom hua hai key issey khana Markrooh hai??
Merey paas jo informations hain unkey mutabiq bhi yehi hai jaisey keh Aabid bhai ney btaya hai keh samunder ki har shay halaal hai - Jheenga machhli bohat mazedar hoti hai - one of my favorittes... isi tarha lobster bhi .. aur aap bhi europe mein rehti ho to aap janti ho gi fish yahan kitni zaroori hai balkeh haftey mein aik din fish bohat zaroori hoti hai - to us fish ko change kar key kabhi jheenga rakh lein to taste dobala ho jaey ...Last edited by Masood; 14 January 2007, 00:56.tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
Re: Jheenga Machli?
Originally posted by Masood View PostSalaam behna
samunder ki har shay halaal hai -
Comment
-
Re: Jheenga Machli?
Originally posted by Aanchal View Posthar shaye ? samndar main to Magarmach bhi hotay hain :lpop:
Yeh kaunsa magarmachh hai jo samunder mein rehta hai :cc: :donno:tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
Re: Jheenga Machli?
Originally posted by Masood View Post:a stick: :a stick: :a stick:
Yeh kaunsa magarmachh hai jo samunder mein rehta hai :cc: :donno:
aap shark bhi khaoo gay ab sari sandar ki balaian bhi :khi: :bhago:
:
Comment
-
Re: Prawns?
salam
aap ko kis nay kaha k prawns makroo hain jis nay bhi ya kahaa hay k prawns makroo hain un say jaker ya poochey k aap nay kis say poocha k prawns makroo hain
jabka Quran may hay us ka mafhoom ya hay
"samander ke tamam makhlooq halal hay sewaey un k. k jo app ko nuqsaan dain "
is aayat say saaf zahir hota hay k prawns halal hay koe makroo nahi hain
Comment
-
Re: Prawns?
Originally posted by sharique View Postsalam
aap ko kis nay kaha k prawns makroo hain jis nay bhi ya kahaa hay k prawns makroo hain un say jaker ya poochey k aap nay kis say poocha k prawns makroo hain
jabka Quran may hay us ka mafhoom ya hay
"samander ke tamam makhlooq halal hay sewaey un k. k jo app ko nuqsaan dain "
is aayat say saaf zahir hota hay k prawns halal hay koe makroo nahi hain" Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "
Comment
-
Re: Jheenga Machli?
Originally posted by Masood View PostSalaam behna
Merey paas jo informations hain unkey mutabiq bhi yehi hai jaisey keh Aabid bhai ney btaya hai keh samunder ki har shay halaal hai - Jheenga machhli bohat mazedar hoti hai - one of my favorittes... isi tarha lobster bhi .. aur aap bhi europe mein rehti ho to aap janti ho gi fish yahan kitni zaroori hai balkeh haftey mein aik din fish bohat zaroori hoti hai - to us fish ko change kar key kabhi jheenga rakh lein to taste dobala ho jaey ...
shukran :thmbup:" Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "
Comment
Comment