Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Prawns?

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Prawns?

    Kya ham kha saktey hein? abhi tak mey khati ayi hun magar mujhey abhi maloom hua hai key issey khana Markrooh hai??
    Last edited by Z.; 4 January 2007, 22:09.
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

  • #2
    Re: Prawns?

    Originally posted by Xenya View Post
    Kya ham kha saktey hein? abhi tak mey khati ayi hun magar i just came to know that its Makrooh`??
    xenya jee boht acha kiya aap ney ye sawal poch liya .....wessay hum prawns khatay to nhin:na: kion bht na pasand hain humein ....lekin kuch roz pehlay hee humein bhi kisi ney yehee baat kahee thi k ye makrooh hai.........hum bhi soch rahay thay k PG per ye quesation poochein gay ...
    sigpic

    Comment

    • #3
      Re: Prawns?

      Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post

      mey ney aik jaga perha tha key Islam mey sea food halal hai bas jo poisonus na hon ...

      ab mey ney perha hai key acc. to hanafi school of thought eating Prawns is Makrooh .... to is ka matlab hai key hum nahi kha saktey hein?
      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

      Comment

      • #4
        Re: Prawns?

        Originally posted by Xenya View Post
        mey ney aik jaga perha tha key Islam mey sea food halal hai bas jo poisonus na hon ...

        ab mey ney perha hai key acc. to hanafi school of thought eating Prawns is Makrooh .... to is ka matlab hai key hum nahi kha saktey hein?
        humnay kaheen perha to nahin , lekin humaray ek family frnd ki mother ney ye baat kahee thi ....aur :masha wo khasee knowledge rakhty hain DEEN ki ..lekin ye baat humnay pehli baar suni thi ...aur is per koi Islami nukta nazar se kuch suna aur perha nahin is lieey hum bhi confuse hain
        Last edited by Eshaa Chaudhry; 4 January 2007, 00:54.
        sigpic

        Comment

        • #5
          Re: Prawns?

          Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
          humnay kaheen perha to nahin , lekin humaray ek family frnd ki mother ney ye baat kahee thi ....aur :masha wo khasee knowledge rakhty hain DEEN ki ..lekin ye baat humnay pehli baar suni thi ...aur is per koi Islami nukta nazar se kuch suna aur perha nahin is lieey hum bhi confuse hain
          Right....lets wait together for the answer... :)

          inshAllah
          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

          Comment

          • #6
            Re: Prawns?

            :salam:Xenya ji main ne is bare main suna he ke its MAKROOH !
            batane wale to achi maloomat rakhte hain ISLAM ke bare main .
            lakin kahin padha nahi he is bare main so thoda doubt he:rose
            mera khayal he ke confirmation zaroori he :donno:
            :rose

            Comment

            • #7
              Re: Prawns?

              verse 5:96 is the verse in the quran which mentions about eating food from the sea:

              the thing though, the verse mentioned above doesn't say fish. it says "said al-bahr" which means catch of the sea, which is more general than "fish" and includes things like crabs, lobsters, dolphins, whales, starfish, and a whole lot of other things that aren't necessarily "fish". so it doesn't really matter if you classify these crustations as fish or not, what does matter is if they are included in the meaning of said al-bahr.

              -------------------------------------------------------------------------

              Prawns according to the four madhab

              Only one of the four Imaams say it is makrooh, and that is Imaam Abu Hanifah. The other three Imaams state it is halaal.

              Assalam Alaykum

              The permissibility of eating prawns or otherwise [according to the Hanafi Fuqaha] depends on whether they are considered from the fish family or not.

              Many scholars of the Arabic language like Zabeedi, Fayrozabadi and others have considered prawns as fish. On the other hand the contemporary zoologists do not consider prawns as fish as they do not have a spine..

              Normally, the ruling of such issues are not based on technical research rather it is based upon the understanding of the common people, and we have learnt that according to the understanding of the scholars of the Arabic language prawns are considered fish.

              Moreover, according to the other 3 schools of Fiqh, to eat prawns is totally permissible which makes a leniency in the ruling.

              Therefore it is permissible to eat prawns, but to refrain and abstain is always advisable.

              Comment

              • #8
                Re: Prawns?

                sahi jums bhai:thmbup:..:jazak: ...:phool:
                hume crabs (kaikra) ke baare mein bhi poochna hai... batayenge?:)

                Comment

                • #9
                  Re: Prawns?

                  Shukran Jums,

                  yani key bas ab No Prawns :thmbup:
                  " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                  Comment

                  • #10
                    Re: Prawns?

                    Originally posted by Xenya View Post
                    Kya ham kha saktey hein? abhi tak mey khati ayi hun magar i just came to know that its Makrooh`??
                    Asalamo alykom , main pehly bhi kai martaba keh chuka hon aur aap sab logon se darkhawast bhi karchuka hon baray mehrbani islam section main apni baat khalistan urdu main kiya kareen tak main bhi khuch samjh sakon aur aap ko quran o sunnat k mutabik jawab de sakon ......aynda aysi koi post jo islam section main ho aur us main engrezi ka ziyada istimal hoa to mujhy moazrat k sath kehna par raha hy k main delete kardia karon ga.....
                    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                    Comment

                    • #11
                      Re: Prawns?

                      Mujy khudh bara shoak hay khany ka.per hamary hann milty nahi hian:(

                      Comment

                      • #12
                        Re: Prawns?

                        Originally posted by aabi2cool View Post

                        Tu aapko kis ne Roka hai Quran-o-sunnat ke Mutabiq jawaab na day chahay hum English mey reply karay agar aapkay paas urdu mey Information hai tu aap be-shak hum se Share karay...hamaray english mey psot karnay se kiya aap apni Malomaat jo ke urdu mey hai share karna band kardey ghay...Umeed hai aapko samajh aagayi hogi...Maqsad tu hamara sub ka aik hi hai ke Sharring karna.Shukriya :)
                        Last edited by جنیداختر; 4 January 2007, 19:03.

                        Comment

                        • #13
                          Re: Prawns?

                          Originally posted by jums View Post
                          Tu aapko kis ne Roka hai Quran-o-sunnat ke Mutabiq jawaab na day chahay hum English mey reply karay agar aapkay paas urdu mey Information hai tu aap be-shak hum se Share karay...hamaray english mey psot karnay se kiya aap apni Malomaat jo ke urdu mey hai share karna band kardey ghay...Umeed hai aapko samajh aagayi hogi...Maqsad tu hamara sub ka aik hi hai ke Sharring karna.Shukriya :)
                          :)

                          Comment

                          • #14
                            Re: Prawns?

                            Originally posted by aabi2cool View Post
                            Asalamo alykom , main pehly bhi kai martaba keh chuka hon aur aap sab logon se darkhawast bhi karchuka hon baray mehrbani islam section main apni baat khalistan urdu main kiya kareen tak main bhi khuch samjh sakon aur aap ko quran o sunnat k mutabik jawab de sakon ......aynda aysi koi post jo islam section main ho aur us main engrezi ka ziyada istimal hoa to mujhy moazrat k sath kehna par raha hy k main delete kardia karon ga.....
                            walaikum salam

                            mey ney apni post edit ker di hai....inshAllah ainda mey poori post Urdu mey karun gi:thmbup:
                            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                            Comment

                            • #15
                              Re: Prawns?

                              Originally posted by Khalil View Post
                              Mujy khudh bara shoak hay khany ka.per hamary hann milty nahi hian:(
                              :tomato: :tomato: :tomato: :tomato: bohat mazay kay hotay hain................hummmmmmmmmmmm
                              ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                              Comment

                              Working...
                              X