Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Zindagi Sey Kuchh Lamhey Udhaar Maangey

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Zindagi Sey Kuchh Lamhey Udhaar Maangey

    Zindagi Sey Kuchh Lamhey Udhaar Maangey
    Aur Maut Hai Keh Chalney Ko Tayyar Maangey
    Attached Files
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

  • #2
    Re: Zindagi Sey Kuchh Lamhey Udhaar Maangey

    Sath lay jaanay ko tujhay waqt ki raftaar maangay:)


    kuch afsurda lekin boht khoob , boht umdah:rose


    kaafi arsay baad kuch naya perhnay ko mila aapki taraf se n its too good :rose
    Last edited by Eshaa Chaudhry; 28 May 2009, 03:20.
    sigpic

    Comment


    • #3
      Re: Zindagi Sey Kuchh Lamhey Udhaar Maangey

      buht khubsurat lekha hai .. khush rahien
      u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

      :pr:

      Comment


      • #4
        Re: Zindagi Sey Kuchh Lamhey Udhaar Maangey

        Originally posted by Masood View Post
        Zindagi Sey Kuchh Lamhey Udhaar Maangey
        Aur Maut Hai Keh Chalney Ko Tayyar Maangey

        Assalamualikum ,

        Sare kalam ki jaan akhiri shair hai :thmbup:.

        Comment


        • #5
          Re: Zindagi Sey Kuchh Lamhey Udhaar Maangey

          Yep bohat muddat baad dimagh ka keerra apni jaggah sey hilla tha :D

          thanks
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • #6
            Re: Zindagi Sey Kuchh Lamhey Udhaar Maangey

            Assalamualikum ,

            Tab hi toh is mein Itna wazan hai ......:)

            Comment


            • #7
              Re: Zindagi Sey Kuchh Lamhey Udhaar Maangey

              Originally posted by milestone View Post
              Assalamualikum ,

              Tab hi toh is mein Itna wazan hai ......:)
              Wa salaam

              Wazan kuchh ziyada hi tha, jabhi paoun mein mauch aa gaii hai 372-haha
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • #8
                Re: Zindagi Sey Kuchh Lamhey Udhaar Maangey

                Acha ! is keere ne Dimagh se paon tak pahunch mein itni takleef pahunchai aap ko ?:)

                Comment


                • #9
                  Re: Zindagi Sey Kuchh Lamhey Udhaar Maangey

                  Originally posted by milestone View Post
                  Acha ! is keere ne Dimagh se paon tak pahunch mein itni takleef pahunchai aap ko ?:)
                  Haey aap ney kya baat chherr di - na-chherr-sakhi-sargum wali baat hai kuchh
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • #10
                    Re: Zindagi Sey Kuchh Lamhey Udhaar Maangey

                    kah bhi dijiye na is mein haihaat hai kuchh:D:

                    Comment


                    • #11
                      Re: Zindagi Sey Kuchh Lamhey Udhaar Maangey

                      Originally posted by milestone View Post
                      kah bhi dijiye na is mein haihaat hai kuchh:D:
                      Kehney mein to koi harj nahin per yeh to btaein keh yeh HAIHAAT kya hota hai? Zara merey zakheera-e-alfaaz mein bhi izafa farmaein :p
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • #12
                        Re: Zindagi Sey Kuchh Lamhey Udhaar Maangey

                        haihaath >>> Afsoos ..... is lafz ko shayeh aap altaaf hussain hali ke ashar mein paiengey .

                        Comment


                        • #13
                          Re: Zindagi Sey Kuchh Lamhey Udhaar Maangey

                          Originally posted by milestone View Post
                          haihaath >>> Afsoos ..... is lafz ko shayeh aap altaaf hussain hali ke ashar mein paiengey .
                          Haali Nama to main ney parhi hai - ab ghar jaa ker check karta hoon keh Haali ko kya hogeya tha jo itney mushkil alfaaz likh marey :p

                          Waisey achha lagta hai mujhey agar ko aisey alfaaz istimaal karey jis sey zauq-e-Urdu mein husn pedah ho - nawazish aapki :)
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • #14
                            Re: Zindagi Sey Kuchh Lamhey Udhaar Maangey

                            ji agar aap ko na mile toh bataiye ga phir mein apne paas check kar ti hoon .... shaire kuch aisa hai mujhe ab theek se yaad nahi araha hai phir bhi ..... haali ne kaha >>>> GHalib mar ga ya Haihaat Haihaat.....

                            hmm aap ki nazar ....abhi mein ne jora hai ...

                            ham faqeeraon ki shaan hai puraani qaba mein
                            Zaher mein , posheeda apni zaat hai kuchh:)

                            tarmeem kigai hai
                            Last edited by milestone; 28 May 2009, 13:23.

                            Comment


                            • #15
                              Re: Zindagi Sey Kuchh Lamhey Udhaar Maangey

                              Originally posted by milestone View Post
                              ji agar aap ko na mile toh bataiye ga phir mein apne paas check kar ti hoon .... shaire kuch aisa hai mujhe ab theek se yaad nahi araha hai phir bhi ..... haali ne kaha >>>> GHalib mar ga ya Haihaat Haihaat.....

                              hmm aap ki nazar ....abhi mein ne jora hai ...

                              ham faqeeraon ki shaan hai puraani qaba mein
                              posheeda apni zaat mein hain sifaath kuchh:)
                              Kahin aap lafz Sad'haif ka mughalta to nahin khaa rahin? Sad'haif ka matlab afsos hai.

                              Aur aap ki mehrbani ka kya kehney, muqrar kehta agar mehfil ru'baru hoti...

                              chalein kuchh aap ki nazar :)

                              alfaaz key pairaaey mein chhupey hain mehrbaan kya kya
                              hamari mehfil mein aaey hain qadar'daan kya kya
                              woh chup bhi rahein to mehfil khushboo sey mehak uthey
                              yun bhi tum ney sajaey hain gulistaan kya kya
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment

                              Working...
                              X