Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Zindagi Sey Kuchh Lamhey Udhaar Maangey

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Zindagi Sey Kuchh Lamhey Udhaar Maangey

    jishurkriya ... mein ne oper tarmeem ki hai shaire mein ....

    ji nahi maghalita nahi hai ye . sad ;haif yeh lafz apni jagha sahi hai ke is ke mane atey hai 100 bar afsoos .....
    likin haihaath alag lafz hai ji manew bhi afsoos ke hain aur is ko mein ne haali ke ilawa kaheen nasar mein bhi padha hai likin yeh ziyada use nahi hota ... is lafz ko kaheen qawaed mein bataor-e-misaal paish kia gaya hai .

    Comment


    • #17
      Re: Zindagi Sey Kuchh Lamhey Udhaar Maangey

      na kia kuch toh hamne kia kia
      insaan se pocho insaan kia kia
      zameen toh zameen aasmaan bhi
      bataye ke naseeb-e-duman kia kia
      kaisa hai ?
      Last edited by milestone; 28 May 2009, 13:37.

      Comment


      • #18
        Re: Zindagi Sey Kuchh Lamhey Udhaar Maangey

        daad qabool kijiyey...

        zauq-e-takkallum haseen, Allah Allah
        hui mehfil rangeen, Allah Allah
        zulfon key badal chhattey mahtab nikla
        hui raat surm'geen, Allah Allah
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • #19
          Re: Zindagi Sey Kuchh Lamhey Udhaar Maangey

          shurkiya janaab!

          Sohbath ka asar hai kaheen na kaheen Allah Allah ...
          Abhi jana hai , Jatey hain phir ayeingey yaheen Allah Allah :)

          Comment


          • #20
            Re: Zindagi Sey Kuchh Lamhey Udhaar Maangey

            Assalam o Alaikum WR WB...

            Bohat umdah...bohat khoobsorat..
            khush rahain


            میرے الفاظ ہی پردہ ہیں میرے چہرے کا


            میں ہوں خاموش جہاں ، مجھ کو وہاں سے سنئیے

            Comment


            • #21
              Re: Zindagi Sey Kuchh Lamhey Udhaar Maangey

              v.VV Nice
              :star1:

              Comment


              • #22
                Re: Zindagi Sey Kuchh Lamhey Udhaar Maangey

                bahut hi umda shering:phool:

                Comment


                • #23
                  Re: Zindagi Sey Kuchh Lamhey Udhaar Maangey

                  Aapki Shairi ki Tareef krna .. guyaa Soraj ko charaagh dikhana hugaa ..
                  Buhut ,omda,alfaz-o-khayalaat ka majmoa .. buhut Saari daad qubool kijye
                  Tum Agar Bhool bhi jaao tu Ye Haq hay Tumko
                  Meri Baat Or hay Mainay Tu Muhubbat ki hay ... !

                  Comment

                  Working...
                  X