Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Alwida Aiy Chaand Mairay Alwida

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Alwida Aiy Chaand Mairay Alwida

    Asslamoalikum :rose
    Attached Files
    Last edited by Yaaram; 14 November 2005, 20:24.
    :roseENIGMA:rose

  • #2
    Re: Alwida Aiy Chaand Mairay Alwida

    wah wah kiya kiya cheezy hain:P

    Comment


    • #3
      Re: Alwida Aiy Chaand Mairay Alwida

      Bohat lambi lekan bohat pukhta nazm.........bohat zabardast :)
      Allah

      Comment


      • #4
        Re: Alwida Aiy Chaand Mairay Alwida

        Another classical Haya piece Bohat umdah, aur khoobsurat. Aisi shairi aisi besakhtgi, aisa biyaan siraf Haya ka hi hai.

        Hmmmm tum ney qiston mein kab sey likhna shuru kar diya hai :hammer
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • #5
          Re: Alwida Aiy Chaand Mairay Alwida

          Originally posted by Masood
          Another classical Haya piece Bohat umdah, aur khoobsurat. Aisi shairi aisi besakhtgi, aisa biyaan siraf Haya ka hi hai.

          Hmmmm tum ney qiston mein kab sey likhna shuru kar diya hai :hammer
          Ta ji taweel thi shayed is liye send ki jagha delete hui ja rahi thi is liye 2 qiston main ho gai hay:lol :lol kiya aap is ko aik page par kar saktay hain ok Yaaram ji say bhi kaihti hu'n woh bhi mairi bouhat:masha help kartay hain...:)Ta ji is qadar umda lafzon main aap nay tareef ki hay k main bouhat khush ho gai.:jazak: :)
          :roseENIGMA:rose

          Comment


          • #6
            Re: Alwida Aiy Chaand Mairay Alwida

            Originally posted by Rabi
            wah wah kiya kiya cheezy hain:P
            :jazak: Rabi ji bouhat bouhat shukriya.Khush rahiye sada.Aameen:)
            :roseENIGMA:rose

            Comment


            • #7
              Re: Alwida Aiy Chaand Mairay Alwida

              Originally posted by Rabi
              second wali bohat acchi hay (Y):)
              :lol Rabi ji aik hi nazm 2 hisson main post kar paai hu'n delete hui jarahi thi.abhi Yaaram ji ya Ta ji say help ka kaihti hu'n kay plz is ko aik page par hi kar dain.
              Bouhat shukriya Raabi ji kay aap ko maira likha pasand aaya.:jazak: :)
              :roseENIGMA:rose

              Comment


              • #8
                Re: Alwida Aiy Chaand Mairay Alwida

                Originally posted by YAARAM
                Bohat lambi lekan bohat pukhta nazm.........bohat zabardast :)
                Yaaram ji bouhat bouhat shukriya kay taweel honay kay ba'wajood aap nay read kiya aur pasand bhi aai.:jazak: :)

                Sir bhi pakra hoga kay is taweel nazm ko bhi urdu main compose karna hay.:lol
                :roseENIGMA:rose

                Comment


                • #9
                  Re: Alwida Aiy Chaand Mairay Alwida

                  Assalaam o alekum,


                  waaah bahooot khoob hayaa aapki kavish hameshaa se hi mujhe pasand rahi hai hamesha ki tareh yeh kavish bhi daad ke qabil hai isliye dili daad qabool karien aur aayinda bhi humaare pegham ko apni in anmol aur zabardast tehreeroon ki khushboo bikherti rahien khush rahien
                  :tang: RISK IS MY BUSINESS

                  DANGER IS MY GAME

                  DONT PLAY WITH ME
                  BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:

                  Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe

                  Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe

                  Comment


                  • #10
                    Re: Alwida Aiy Chaand Mairay Alwida

                    Originally posted by khurram_shaikh
                    Assalaam o alekum,


                    waaah bahooot khoob hayaa aapki kavish hameshaa se hi mujhe pasand rahi hai hamesha ki tareh yeh kavish bhi daad ke qabil hai isliye dili daad qabool karien aur aayinda bhi humaare pegham ko apni in anmol aur zabardast tehreeroon ki khushboo bikherti rahien khush rahien
                    W.salaam
                    :jazak: :) Khurram ji aap nay hamaisha ki tarha itnay umda lafzon main mairi howsla afzaai ki jis ko read kar k mujhay:masha bouhat khushi hui hay.:insha: Pegham main bhi likhti rahun gi.itnay umda reply ka bouhat shukriya qubool kijiye.hamaisha khush rahiye.Aameen:)
                    :roseENIGMA:rose

                    Comment

                    Working...
                    X