Asslamoalikum :rose
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Alwida Aiy Chaand Mairay Alwida
Collapse
X
-
Re: Alwida Aiy Chaand Mairay Alwida
Another classical Haya piece Bohat umdah, aur khoobsurat. Aisi shairi aisi besakhtgi, aisa biyaan siraf Haya ka hi hai.
Hmmmm tum ney qiston mein kab sey likhna shuru kar diya hai :hammertumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
Re: Alwida Aiy Chaand Mairay Alwida
Originally posted by MasoodAnother classical Haya piece Bohat umdah, aur khoobsurat. Aisi shairi aisi besakhtgi, aisa biyaan siraf Haya ka hi hai.
Hmmmm tum ney qiston mein kab sey likhna shuru kar diya hai :hammer:roseENIGMA:rose
Comment
-
Re: Alwida Aiy Chaand Mairay Alwida
Originally posted by Rabisecond wali bohat acchi hay (Y):)
Bouhat shukriya Raabi ji kay aap ko maira likha pasand aaya.:jazak: :):roseENIGMA:rose
Comment
-
Re: Alwida Aiy Chaand Mairay Alwida
Originally posted by YAARAMBohat lambi lekan bohat pukhta nazm.........bohat zabardast :)
Sir bhi pakra hoga kay is taweel nazm ko bhi urdu main compose karna hay.:lol:roseENIGMA:rose
Comment
-
Re: Alwida Aiy Chaand Mairay Alwida
Assalaam o alekum,
waaah bahooot khoob hayaa aapki kavish hameshaa se hi mujhe pasand rahi hai hamesha ki tareh yeh kavish bhi daad ke qabil hai isliye dili daad qabool karien aur aayinda bhi humaare pegham ko apni in anmol aur zabardast tehreeroon ki khushboo bikherti rahien khush rahien:tang: RISK IS MY BUSINESS
DANGER IS MY GAME
DONT PLAY WITH ME
BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:
Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe
Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe
Comment
-
Re: Alwida Aiy Chaand Mairay Alwida
Originally posted by khurram_shaikhAssalaam o alekum,
waaah bahooot khoob hayaa aapki kavish hameshaa se hi mujhe pasand rahi hai hamesha ki tareh yeh kavish bhi daad ke qabil hai isliye dili daad qabool karien aur aayinda bhi humaare pegham ko apni in anmol aur zabardast tehreeroon ki khushboo bikherti rahien khush rahien
:jazak: :) Khurram ji aap nay hamaisha ki tarha itnay umda lafzon main mairi howsla afzaai ki jis ko read kar k mujhay:masha bouhat khushi hui hay.:insha: Pegham main bhi likhti rahun gi.itnay umda reply ka bouhat shukriya qubool kijiye.hamaisha khush rahiye.Aameen:):roseENIGMA:rose
Comment
Comment