Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Khud Kalami*

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Khud Kalami*

    :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose
    Attached Files

  • #2
    Re: Khud Kalami*

    Sab key paas aik hi talatum hai :)

    bohat umdah Gul - I admire you :)
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • #3
      Re: Khud Kalami*

      Bayshak ek hee Talatum ko sab apni apni aankh say daykhtay hein na Masood jee :) anyway Thanx for ..ur sweet Comments..:) Khush rahiyay

      Comment


      • #4
        Re: Khud Kalami*

        roserose

        kaya tahreer ha wak he bahot achi ha app ke tahrerayrose
        rose:rose
        sigpic

        Comment


        • #5
          Re: Khud Kalami*

          Thanx ....! :)

          Comment


          • #6
            Re: Khud Kalami*

            bahoot khoob Gul
            sigpic

            Comment


            • #7
              Re: Khud Kalami*

              Thanx Janab! :)

              Comment


              • #8
                Re: Khud Kalami*

                Boht achhi wording ki hy

                Comment


                • #9
                  Re: Khud Kalami*

                  Shukriya Mani jee

                  Comment


                  • #10
                    Re: Khud Kalami*

                    Kabhi Kabhi insaan buhat akela ho jata hai uss k pass sub kuch hota hai lakin phir bhi najaaney kion lagta hai k mera koi nahi, main kisi ka nahi.........

                    or phir wo khud say hum kalaam hota hai or apni barbaadi ka hisaab maangta hai. Gul ji her dafa aapki poetry read kar k main buss chhup sa ho jata hon. kuch nahi bachata mere pass kehney ko. itna he keh sakta hon k

                    You Are The BEST


                    Main apni bhi aik poem aapsay share karna chahta hon....... plz zaroor read kijiye ga

                    Comment


                    • #11
                      Re: Khud Kalami*

                      Kal jo main ney ik sapna dekha
                      kuch bheer thi, khud shorr tha
                      kuch ankhain thi khili khili
                      kuch chahrey thay sajey sajey
                      kahin gup shup ka dour tha
                      kahin qahqa bhi purzor tha
                      Sub dekh kar yea mahajraa
                      Main ussi our ko chal para
                      Mujhe dekh kar sub khush hoye
                      Mere hath ko bhi choom liya
                      Mujhe itna sub ney piya diya
                      Mera wajood bhi tharthraa giya
                      Main khamosh tha, hiraan tha
                      K Aaj Khuda mujh pay maherbaan tha
                      Main Tanha tha, Na Akela tha
                      Mere charon our khushiyon ka mela tha
                      Phir Ajeb say ik laher uthi
                      Sub kho giya Sub kho giya
                      YEa mahjra kuch or tha
                      Meri Ankh khuli, Meri Neend uri
                      phir haqeeqat ney mujhko ghair liya
                      Rukh khushiyon ney mujh say phair liya
                      Mere ird gird koi sadaa na thi
                      Meri aankh main bhi nammi see thi
                      kisi shakhas ki un main kami see thi
                      Kuch dard tha mere seeney main
                      Baraf thi uss pay jami hoi
                      Main abhi tuq issi soch main hon Usman
                      yea khuwaab tha ya kuch or tha
                      SHayed yea mere he wajood ka Shoorrr tha

                      Comment


                      • #12
                        Re: Khud Kalami*

                        Originally posted by T@nh@ Mus@fir View Post
                        Kal jo main ney ik sapna dekha
                        kuch bheer thi, khud shorr tha
                        kuch ankhain thi khili khili
                        kuch chahrey thay sajey sajey
                        kahin gup shup ka dour tha
                        kahin qahqa bhi purzor tha
                        Sub dekh kar yea mahajraa
                        Main ussi our ko chal para
                        Mujhe dekh kar sub khush hoye
                        Mere hath ko bhi choom liya
                        Mujhe itna sub ney piya diya
                        Mera wajood bhi tharthraa giya
                        Main khamosh tha, hiraan tha
                        K Aaj Khuda mujh pay maherbaan tha
                        Main Tanha tha, Na Akela tha
                        Mere charon our khushiyon ka mela tha
                        Phir Ajeb say ik laher uthi
                        Sub kho giya Sub kho giya
                        YEa mahjra kuch or tha
                        Meri Ankh khuli, Meri Neend uri
                        phir haqeeqat ney mujhko ghair liya
                        Rukh khushiyon ney mujh say phair liya
                        Mere ird gird koi sadaa na thi
                        Meri aankh main bhi nammi see thi
                        kisi shakhas ki un main kami see thi
                        Kuch dard tha mere seeney main
                        Baraf thi uss pay jami hoi
                        Main abhi tuq issi soch main hon Usman
                        yea khuwaab tha ya kuch or tha
                        SHayed yea mere he wajood ka Shoorrr tha

                        Buhat Umdah...
                        Buhat khoobsoorat !
                        MashaAllaH!

                        Comment


                        • #13
                          Re: Khud Kalami*

                          OH.......Gr888888888888
                          Gul ji...xelent....

                          kaisy likh laiti hain int aumda.??

                          Comment


                          • #14
                            Re: Khud Kalami*

                            zabardast Gul dearo
                            u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                            :pr:

                            Comment


                            • #15
                              Re: Khud Kalami*

                              excellent poem Gul sis :lpop:

                              Comment

                              Working...
                              X