Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Khud Kalami*

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Khud Kalami*

    khoob

    Comment


    • #17
      Re: Khud Kalami*

      Bohat khoob......

      Comment


      • #18
        Re: Khud Kalami*

        Ak duM Umda

        Comment


        • #19
          Re: Khud Kalami*

          Sab ka buhat buhat shukriya!!

          Comment


          • #20
            Re: Khud Kalami*

            Alfaaz hi nahin mil rahay iss kalaam ki tareef kay liye.... waqayi bohat hi khoobsurti kay saath aap nay apnay dili jazbaat aur ehsaasaat ko alfaaz ki qaba day kar iss khoobsurat nazm main dhaala hay.... waqayi itna kuch likhnay kay liye soch ka wasee hona aur halaat ka qareeb say mushahida karna bohat zaroori hota hay... aap ki chand hi tehreer parhin hain aur har tehreer aik aisay dard ko paish karti hain jo aap nay khudh mehsoos kiya hoo... yehi tou sachayi hoti hay aik shaaer ki kay woh apni beeti apni khudh kalaami bhi baRi sacahayi say kaaghaz kay pannon per bikhair daita hay aur paRhnay waala kahin na kahin uss main apni zindagi ki jhalak dhoont-ta hay, aur unn lafzoon kay gehray samandar main jiss main bazahir tou talatum nazar aata hay magar andar kitni khamooshi hay ko mehsoos karnay ki koshish karta hay.... meri baatain phir afsanwi shakal ikhtiyaar kar rahi hain, aur iss say pehlay kay taweel hojayain main yahin per ikhtitaam karta hoon iss umeed kay saath kay bohat jald aap ka naya kalaam paRhna naseeb hoga... Nasri adaab main maaharat haasil hay jo kay har kisi kay bas ki baat nahin....

            keep sharing and khush rahyeh :)
            sigpic

            Comment


            • #21
              Re: Khud Kalami*

              v nice.......................

              Comment


              • #22
                Re: Khud Kalami*

                behoot acha lekha hai app ne
                sigpic

                Comment


                • #23
                  Re: Khud Kalami*

                  shukriyaa!!!!!!!!

                  Comment


                  • #24
                    Re: Khud Kalami*

                    :salam:Gul G.App ki is nazam nay baqaida Tabsara karnay Par majbor kar dia.yah App Apny Khadshat Ka nahin Balky har ous Shair K Dil Ki tarjomani Kar Rahi Hian Jo k Khobsort lafzon,narm Jazbat ka |zhar Shayraon ki sorat main Kartaa hy laykin Waqt guzarny K sath ous ki zindagi Mian Kuch aysay Log aa jaty Hain Jo ous ki is Khobi Ko Khami ka nam day kar osy hart karty Hain our ousy In Lateff Chezonn say dor karny K dar Par hojaty Hain.jabky who is bat ka andaza Nahien karty K is ki jo yah aadat hay who kab say hay or yah sab kuch Yah Banvte Nahin hay Kion K banawat K sath Acha Shayr kaha Nahin ja sakta......Main Chop Rahon to Bhayd Mayray Kholti Hay. Shaiyre Sach Bolti Hay.
                    Last edited by S.Athar; 31 January 2010, 08:28.
                    :star1:

                    Comment


                    • #25
                      Re: Khud Kalami*

                      Originally posted by thefire1 View Post
                      Alfaaz hi nahin mil rahay iss kalaam ki tareef kay liye.... waqayi bohat hi khoobsurti kay saath aap nay apnay dili jazbaat aur ehsaasaat ko alfaaz ki qaba day kar iss khoobsurat nazm main dhaala hay.... waqayi itna kuch likhnay kay liye soch ka wasee hona aur halaat ka qareeb say mushahida karna bohat zaroori hota hay... aap ki chand hi tehreer parhin hain aur har tehreer aik aisay dard ko paish karti hain jo aap nay khudh mehsoos kiya hoo... yehi tou sachayi hoti hay aik shaaer ki kay woh apni beeti apni khudh kalaami bhi baRi sacahayi say kaaghaz kay pannon per bikhair daita hay aur paRhnay waala kahin na kahin uss main apni zindagi ki jhalak dhoont-ta hay, aur unn lafzoon kay gehray samandar main jiss main bazahir tou talatum nazar aata hay magar andar kitni khamooshi hay ko mehsoos karnay ki koshish karta hay.... meri baatain phir afsanwi shakal ikhtiyaar kar rahi hain, aur iss say pehlay kay taweel hojayain main yahin per ikhtitaam karta hoon iss umeed kay saath kay bohat jald aap ka naya kalaam paRhna naseeb hoga... Nasri adaab main maaharat haasil hay jo kay har kisi kay bas ki baat nahin....

                      keep sharing and khush rahyeh :)
                      :) Shukriya!!
                      Koshish rahay gee k kuch ab likh paaOOn ...InshaAllah.!!
                      JazkaAllah Khair!!

                      Comment


                      • #26
                        Re: Khud Kalami*

                        Originally posted by SAZ View Post
                        Sallam Gul G.App ki is nazam nay baqaida Tabsara karnay Par majbor kar dia.yah App Apny Khadshat Ka nahin Balky har ous Shair K Dil Ki tarjomani Kar Rahi Hian Jo k Khobsort lafzon,narm Jazbat ka |zhar Shayraon ki sorat main Kartaa hy laykin Waqt guzarny K sath ous ki zindagi Mian Kuch aysay Log aa jaty Hain Jo ous ki is Khobi Ko Khami ka nam day kar osy hart karty Hain our ousy In Lateff Chezonn say dor karny K dar Par hojaty Hain.jabky who is bat ka andaza Nahien karty K is ki jo yah aadat hay who kab say hay or yah sab kuch Yah Banvte Nahin hay Kion K banawat K sath Acha Shayr kaha Nahin ja sakta......Main Chop Rahon to Bhayd Mayray Kholti Hay. Shaiyre Sach Bolti Hay.
                        Jee Sach kaha aap nay
                        Shukriya

                        Comment


                        • #27
                          Re: Khud Kalami*

                          zabardast Gul dear:phool:

                          Comment


                          • #28
                            Re: Khud Kalami*

                            very nice...

                            Comment


                            • #29
                              Re: Khud Kalami*

                              Wah Kia Baat Hay
                              Bohat Khoob
                              Keep Sharing...
                              :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                              Comment

                              Working...
                              X