Asslamaolikum :)
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Ishq Ki Jab Ibtida Ki
Collapse
X
-
Re: Ishq Ki Jab Ibtida Ki
walekum assalaam,
ajnabi si ek soorat aaj dekhi hai hayaa
Aankhien apni thin khuli aur aainaa tha saamnien :thmbup: :thmbup:
waaaah bahoot khooob bahoot hi umdeh ek aur zabardast kalaam share kiyaa aapnien dili daad qabool karien khush rahienLast edited by khurram_shaikh; 16 November 2005, 18:22.:tang: RISK IS MY BUSINESS
DANGER IS MY GAME
DONT PLAY WITH ME
BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:
Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe
Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe
Comment
-
Re: Ishq Ki Jab Ibtida Ki
:jazak: :) W.salaam..khurram ji aap k replies maira dil khush kar daitay hain:) :masha bouhat dil say daad daitay hain.mujhay khush ho gi k agar mujh junior kay kalam ki ghaltiyon ki nishandahi aap loge karain is liye k khud itna sahi nahi pata chalta.zaahir hay k yeh main nay seekha to hay nahi bas jis waqt jo kuch mind main aata hay us ko usi waqt diary main note,,aur phir forum main post.is liye aap sab mujhay agar koi ghalti lagay to zaroor agaah kiya kijiye ga mujhay bouhat khushi ho gi.khush rahiye.:):roseENIGMA:rose
Comment
-
Re: Ishq Ki Jab Ibtida Ki
Haya!
aap k aashar parrhay khayal acha hay but main iss ko ghazal nahi keh sakti cuze ghazal k her 2nd misray ko hum qafiya hona chahiye jub k aap k pehlay 2 ashar hum qafiya hain jub k last 2 asshar pehlay 2 ashar k qafiyon say mail nahi khatay hain.
mehnat kijieye zaror kamyabi hasil ho gi insha Allah
regards
uzma khan
Comment
Comment