Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Ishq Ki Jab Ibtida Ki

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Ishq Ki Jab Ibtida Ki

    Asslamaolikum :)
    Attached Files
    Last edited by Yaaram; 16 November 2005, 00:42.
    :roseENIGMA:rose

  • #2
    Re: Ishq Ki Jab Ibtida Ki

    Bohat zabardast kalam aap ka parha bohat acha laga thanx for sharing :)
    Allah

    Comment


    • #3
      Re: Ishq Ki Jab Ibtida Ki

      Originally posted by Adnan
      Bohat zabardast kalam aap ka parha bohat acha laga thanx for sharing :)
      :jazak: :) Adnan ji..bouhat shukriya.mujhay khushi hui k aap ko pasand aaya.:)
      :roseENIGMA:rose

      Comment


      • #4
        Re: Ishq Ki Jab Ibtida Ki

        walekum assalaam,


        ajnabi si ek soorat aaj dekhi hai hayaa
        Aankhien apni thin khuli aur aainaa tha saamnien :thmbup: :thmbup:


        waaaah bahoot khooob bahoot hi umdeh ek aur zabardast kalaam share kiyaa aapnien dili daad qabool karien khush rahien
        Last edited by khurram_shaikh; 16 November 2005, 18:22.
        :tang: RISK IS MY BUSINESS

        DANGER IS MY GAME

        DONT PLAY WITH ME
        BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:

        Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe

        Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe

        Comment


        • #5
          Re: Ishq Ki Jab Ibtida Ki

          :jazak: :) W.salaam..khurram ji aap k replies maira dil khush kar daitay hain:) :masha bouhat dil say daad daitay hain.mujhay khush ho gi k agar mujh junior kay kalam ki ghaltiyon ki nishandahi aap loge karain is liye k khud itna sahi nahi pata chalta.zaahir hay k yeh main nay seekha to hay nahi bas jis waqt jo kuch mind main aata hay us ko usi waqt diary main note,,aur phir forum main post.is liye aap sab mujhay agar koi ghalti lagay to zaroor agaah kiya kijiye ga mujhay bouhat khushi ho gi.khush rahiye.:)
          :roseENIGMA:rose

          Comment


          • #6
            Re: Ishq Ki Jab Ibtida Ki

            kiya baat hay app ki kiya kiya tareef karo may app ki lafz hi nahi mary pass to

            Comment


            • #7
              Re: Ishq Ki Jab Ibtida Ki

              :jazak: :) Rabi aap ki yeh howsla afzaai mujhay dil say pasand aai.bouhat khush rahiye.Aameen.:)
              :roseENIGMA:rose

              Comment


              • #8
                Re: Ishq Ki Jab Ibtida Ki

                nice One Hiya_N

                Comment


                • #9
                  Re: Ishq Ki Jab Ibtida Ki

                  Umm Nice :rose

                  Comment


                  • #10
                    Re: Ishq Ki Jab Ibtida Ki

                    Haya!
                    aap k aashar parrhay khayal acha hay but main iss ko ghazal nahi keh sakti cuze ghazal k her 2nd misray ko hum qafiya hona chahiye jub k aap k pehlay 2 ashar hum qafiya hain jub k last 2 asshar pehlay 2 ashar k qafiyon say mail nahi khatay hain.
                    mehnat kijieye zaror kamyabi hasil ho gi insha Allah
                    regards
                    uzma khan

                    Comment

                    Working...
                    X