Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

    kaon hai moatber zamane main!
    kis ke wade pe ihtemad karain?

    bhool jane ki umar beet gayee!
    aao aik dosre ko yaad karain!!


    Comment


    • #47
      Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

      Unn yaadon ko kaise bhool jaon mein
      Joh zenat ki tarah mere dil mein roshni layee hain


      Comment


      • #48
        Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

        Har baat samjhane k liye nhi hoti
        zindagi hamesha pane k liye hoti
        yaad to aati h aapki har pal
        per har yaad jatane k liye nhi hoti


        Comment


        • #49
          Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

          waqt gar miltaa to karte kaam kuchh
          kab tumhaarii yaad se fursat milii


          Comment


          • #50
            Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

            Samjha Lo apny dil ko pyar na kare
            Meri Fitrat hai Bewafai Izhar na kare
            Humse Pao gay Dhoka Tum Yaad Rekhna
            Pehly hee Kehty hai Koi Hamara Itibaar na kare


            Comment


            • #51
              Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

              yaad kerny ki ham ny had ker di
              bhool jana tera kamal sahi..!!


              Comment


              • #52
                Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

                Koi Zaroorat Nahi Kisi Ko Yaad Aon Mein

                Koi Mujhe Yaad Aa Raha Hai Yehi Bohut Hai


                Comment


                • #53
                  Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

                  pehlu main reh k dil ne diya hai bohat faraib
                  rakha hai usko yaad, bhulaane ke baad bhi


                  Comment


                  • #54
                    Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

                    Yaad kerne ke siwa aur kar bhi kia saktey hain hum
                    Bhool jaaney mai tujhey nakaam ho jaane ke baad


                    Comment


                    • #55
                      Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

                      Yaad karte hai tumhe tanhai mein ,
                      dil dooba hai gamo ki garai mein,
                      hume mat dhoundna duniya ki bhid mein,
                      hum milenge tumhe tumahi parchaai mein.


                      Comment


                      • #56
                        Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

                        Khushboo teri yaari di saanu mehka jaandi hai,
                        teri har ik kitti hoyi gal saanu behka jaandi hai,
                        saah taan bahut der lagaande ne aun -jaan vich,
                        har saah ton pehle teri yaad aa jaandi hai


                        Comment


                        • #57
                          Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

                          Be Sabab Tu Nahin Thi Teri Yaadein
                          Teri Yaadon Se Kiya Nahin Seekha Mein Ne


                          Comment


                          • #58
                            Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

                            Teri Yaadon ke Bina koi Lamha Guzaara Nahin
                            Ek pal Nahin jab Tumhe Humne Pukaara Nahin

                            Meri Naakaamiyon Ka Itna Bhi Ghum Na Kijiye
                            Agar aap Jeete Hain to Main Haara Nahin


                            Comment


                            • #59
                              Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

                              Teri Yaadon Se Pyar Karte Hai,
                              Sau Janam Bhi Nisaar Karte Hai,
                              Kabhi Fursat Mile To Aakar Milna,
                              Hum Aaj Bhi Tera Intezaar Karte Hai


                              Comment


                              • #60
                                Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

                                Yaadein Akasar Logo Ki Yaad Dila Jaati Hai
                                Soote Main Hume Dara Kar Jaati Hai


                                Comment

                                Working...
                                X