Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

    Aaj ki raat bhi mumkin hai na so saku ! Mohsin
    yaad phir ayee hai neendoo ko uranay wali


    Comment


    • Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

      Yaad-e-yaar-e-meherbaN sey bhaTkooN kabhee
      Ye bhala kaisey ho, ye bhala kaisey ho


      Comment


      • Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

        ehsaas ke mai_khaane mein kahan abh fikr-o-nazar ki qandiileN
        aalaam ki shiddat kiya kahiye, kuch yaad rahi kuch bhool gaye


        Comment


        • Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

          Roodaad-e mohabbat kya kehiyey, kuchh yaad rahee kuch bhool gayey
          Do din ki musarrat kya kehiyey, kuchh yaad rahee kuch bhool gayey


          Comment


          • Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

            aabad rakha hai yaad ka jazeera
            niklo safar pe to chaley aana wahan


            Comment


            • Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

              Aik yaad si seene mein hai khwabeeda-o-bedaar
              Aik khwaab sa aaknkhon mein hai nadeeda-o-benaam


              Comment


              • Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

                phir chali aarehi hai sard hawa
                phir jalney laga taad ka diyaa


                Comment


                • Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

                  میرے صبر پر کوئی اجر کیا، میری دوپہر پر یہ ابر کیوں؟
                  مجھے اوڑھنے دے اذیتیں، میری عادتیں نہ خراب کر


                  Comment


                  • Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

                    Har aik phool kisee yaad sey mahekta hai
                    Teray Kheyaal sey jaagee huwee fizaayeiN haiN

                    Tu paas ho key na ho phir bhee tu muqaabil hai
                    JahaaN bhi jaa-ooN ye lagta hai tairy mehfil hai


                    Comment


                    • Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

                      mat yaad dillao wo qissey puraney
                      lagtey they jab vasl ke mousam suhanaey


                      Comment


                      • Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

                        aayegi door door se yaadon ki toliyaan
                        hum dil ki dharkanon ka wo mela lagaeinge


                        Comment


                        • Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

                          mujhe to yaad nahi koi bhi khushi aisi
                          shareek jis mein kisi tarah ka malaal na tha


                          Comment


                          • Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

                            Yaad tairy ek zamaaney sey hamaarey dil meiN thi
                            Tu yahaaN aaney sey pahley bhi isee mehfil meiN thi


                            Comment


                            • Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

                              yaad-e-maazi se ghabra k aksar
                              mehkadey se yun hi pi letay hain


                              Comment


                              • Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

                                aaj tak mil na saka apni tabaahi ka suraaGh
                                yun tere nama-o-paiGhaam kae yaad aaye


                                Comment

                                Working...
                                X