Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

اشعار Ashaar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: اشعار Ashaar

    باتوں میں بہلانے کی ہر کوشش ہے بیکار
    وہ ہرجائی یاد آتا ہے بول سہیلی بول؟

    Comment


    • Re: اشعار Ashaar

      سناٹا ہے کیوں چہرے پر ؟
      بوجھل آج طبیعت ہے

      Comment


      • Re: اشعار Ashaar

        ساحل سے ساگر کس پل ٹکرایا ہو گا؟
        جس پل آس نراس کو باہم پایا ہو گا

        Comment


        • Re: اشعار Ashaar

          بھور بھۓ کیوں دھیرے دھیرے لب مسکائیں؟
          شب، تیرے سپنے میں کوئی آیا ہو گا

          Comment


          • Re: اشعار Ashaar

            Rukhsat Kay Waqt Us Nay Ajeeb Be Basi Kay Saath
            Dekha Kuch Is Tarah Keh Shikayat Nahi Rahi
            :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

            Comment


            • Re: اشعار Ashaar

              Ak Dil Hay Keh Basaya Nahi Jata Hum Say
              Log Sehra'on Ko Gulzaar Bana Detay Hain
              :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

              Comment


              • Re: اشعار Ashaar

                Baat Kirdaar Ki Hoti Hay Wagarna Aarif
                Qadd Main Tu Saya Bhi Insaan Say Bara Hota Hay
                :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                Comment


                • Re: اشعار Ashaar

                  Kab Tak Kesi Kay Soug Main Roye Gaye Beth Kar
                  Hum Khud Ko Kitni Baar Samjha Kay Ro Paray
                  :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                  Comment


                  • Re: اشعار Ashaar

                    Hum Say Chahaton Ki Numa'esh Na Ho Saki
                    Bas Itna Jantay Hain Keh Tumhay Chahatay Hain Hum
                    :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                    Comment


                    • Re: اشعار Ashaar

                      Maaf Na Kar Saki Thi Meri Zindagi Mujh Ko
                      Wo Ak Lamha Keh Main Tujh Say Tang Aaya Tha
                      :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                      Comment


                      • Re: اشعار Ashaar

                        Socha Tha Mil Gaii Teray Ghum Say Humay Nejaat
                        Yeh Sochtay Hi Phir Say Teri Yaad Aa Gaii
                        :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                        Comment


                        • Re: اشعار Ashaar

                          Samjhay Thay Tujh Say Dorr Nikal Jaye Gaye Kahi
                          Dekha Tha Har Muqaam Teri Rah Guzar Main Hay
                          :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                          Comment


                          • Re: اشعار Ashaar

                            Samaj Laitay Hain Tum Ko Meri Sourat Dekhnay Walay
                            Mera Chehra Tumhari Dastaan Maloom Hota Hay
                            :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                            Comment


                            • Re: اشعار Ashaar

                              Sang -e- Giran Hain Rah Main Lakhon Tu Kia Howa
                              Manzil Chupi Hoii Tu Meray Hoslon Main Hay
                              :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                              Comment


                              • Re: اشعار Ashaar

                                Ab Tak Waha Utartay Hain Khushboo Kay Qaaflay
                                Bholay Say Likh Dia Tha Tera Naam Jis Jaga
                                :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                                Comment

                                Working...
                                X