Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

اشعار Ashaar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: اشعار Ashaar

    Dosti kay na wafa kay hotay hain
    saaray khagrey anaa kay hotay hain


    Comment


    • Re: اشعار Ashaar

      Jo taa-aluq torna ho toh mukammal tor deta hoon
      main jis ko chorna hota hay us ko chor detaa hoon
      Yaqeen rakhta nahee hoon main kisi kachay ta-aluq par
      jo dhaga tootnay wala ho us ko tor deta hoon


      Comment


      • Re: اشعار Ashaar

        Woh loat ayein toh poochna nahee dekhna unhain ghor se
        jinhain raastey main khabar huee kay yeh rasta koi aur hay


        Comment


        • Re: اشعار Ashaar

          ♥ Hay phir hamein duaon k saharay ki zarurat.__!! .

          ♥ Ay kash hamein aaj koi dil se dua de.__!! .


          Comment


          • Re: اشعار Ashaar

            سُنو اس درد نگری کا کوئی تو بھید بتلاؤ ؟
            پلٹ کر پھر نہیں آیا وہاں پر جو گیا کوئی

            Comment


            • Re: اشعار Ashaar

              ♥ Kuch waqat ki rawani ney hamain badal diya __!! .

              ♥ Wafa pr ab bhi qaiym hain magr mohbt chor di hm ne.__!!


              Comment


              • Re: اشعار Ashaar

                Rung-o-khushbu k, husn-o-khoobi k

                tum se thay, jitnay ista'aaray thay.


                Comment


                • Re: اشعار Ashaar

                  wo jis k hjr me rona usy dua dena

                  smjh me ata nhe falsfa muhbt ka


                  Comment


                  • Re: اشعار Ashaar

                    tmam umr he Khawar khushi ko tarso gy

                    na azmana kbhe hosla muhbt ka.


                    Comment


                    • Re: اشعار Ashaar

                      Nahi shikayat-e-hijraan ke iss waseely se

                      Hum un se rishta-e-dil ustawaar karty rahy.

                      ---------------------

                      Khayal-e-yaar, kbhi Zikar-e-yaar karty rahy
                      Issi Mataa pe hum Rozgar karty rahy.


                      Comment


                      • Re: اشعار Ashaar

                        meri tnha sfari mera muqdr the Faraz

                        warna is shehr e tamana sy to dunya guzri.


                        ************************
                        'Gaye DiNu Ki TuaqaB Mein Titliy0n Ki Tarha

                        'Tere Khayal K Humrah Kr Rhi H00'n Safar.


                        Comment


                        • Re: اشعار Ashaar

                          Nasib ab to nhi shaakh b nasheman ki
                          Ladaa hua kbi phuulo se aashiyana tha


                          Comment


                          • Re: اشعار Ashaar

                            Khairaat main mili khushi mujhe achi nahee lagty
                            main apnay dukhon main rehta hoon nawabon ki tarah
                            ********************
                            vo bhii Gubaar-e-Khaak thaa ham bhii Gubaar-e-Khaak the
                            vo bhii kahii.n bikhar gayaa ham bhii kahii.n bikhar gaye


                            Comment


                            • Re: اشعار Ashaar

                              Tum Ye Kese Juda Ho Gaye,?
                              Har Taraf Har Jagah Ho Gaye,,
                              *******************************
                              Woh Mere Paas Se Guzray Tou Yeh Maaloom Hoa ....
                              Zindagi Youn Bhi Dabey Paaoun Guzar Jati Hai .


                              Comment


                              • Re: اشعار Ashaar

                                Jane kya baat kr rhe thay k hum
                                Ho gaye ik naam par khamosh ..



                                kisi saahil pr jee lagta nahee hay
                                bulata hay hamain daria hamara


                                Comment

                                Working...
                                X