Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

sirf ashaar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: sirf ashaar

    hy hijr mein visal, zhey khobi khayal
    baithey hyn anjuman mein teri, anjuman sy dor


    Comment


    • Re: sirf ashaar

      ik tehni pe chaand tika tha
      maiN ye samjha tum bethe ho


      Comment


      • Re: sirf ashaar

        dortey phirtey thy jalwey unky mouj-e-nor mein
        dor sy hm raz-e-shma-e-anjuman daikha kiye


        Comment


        • Re: sirf ashaar

          bhoole se likh dia tha tera naam jis jagah
          ab tak wahaN utarte haiN khushboo k qaafle


          Comment


          • Re: sirf ashaar

            zindagi sirf tere naam se mansoob rahe
            janay kitnay he damagh ne, yeh socha hoga


            Comment


            • Re: sirf ashaar

              wo hoNtt hoNttoN pe rakh de ager dum_e_aakhir
              mujhe gumaaN hai k aayi qazaa thaher jaaye


              Comment


              • Re: sirf ashaar

                Kaaba nahin, ky sari khudai ko dakhl ho
                dil mei nsawaye yar kisi ka guzr nahin


                Comment


                • Re: sirf ashaar

                  ye achanak jo ujaala huwa jaata hai
                  dil ne chupke se tere naam pukara ho ga


                  Comment


                  • Re: sirf ashaar

                    gharor apni xorat py yOn kb unhaiN tha
                    merey ishq-e-rusva ko Akhtar Dua dYn


                    Comment


                    • Re: sirf ashaar

                      Nahi Hai Teri Misaal Jana
                      Main Thak Gaya Hoon Bata Bata K,.


                      Comment


                      • Re: sirf ashaar

                        ye rakh-rakha`o muhabbat sikha gayi usko
                        wo roth kr bhi mujhy muskura kr milta hy


                        Comment


                        • Re: sirf ashaar

                          yaad aata hai mujhe wasl ka manzer ab bhi
                          tere haathoN ka mere lub se shararat kerna


                          Comment


                          • Re: sirf ashaar

                            sb ky aaney sy yahan pehley tha jana ka zahor
                            dil na tha mojod ... lekin dil-ruba mojod tha


                            Comment


                            • Re: sirf ashaar

                              deeda-e-dil ki tabaahi mujhe maNzoor magar
                              unka utra hua chehra nahi dekha jaata


                              Comment


                              • Re: sirf ashaar

                                آیا ہوں تیرے پاس جو خود کو سمیٹ کر
                                لایا ہوں تیرے واسطے نایاب چیز میں


                                Comment

                                Working...
                                X