Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

sirf ashaar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: sirf ashaar

    Main Nay Mangi Thi Ujalay Ki Faqat Ak Kiran
    Tum Say Yeh Kis Nay Kaha Aag Laga Di Jaye
    :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

    Comment


    • Re: sirf ashaar

      Mera Kamal -e- Sher Bas Itna Hay Ay Jigar
      Wo Mujh Pay Chah Gaye Main Zamanay Pay Chah Gia
      :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

      Comment


      • Re: sirf ashaar

        Yeh Dil Nahi Hay Dard Ka Roshan Charaag Hay
        Yeh Wo Charaag Hay Jo Bujhaya Na Jaye Ga
        :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

        Comment


        • Re: sirf ashaar

          Palat Kar Aankh Nam Karna Mujhay Hargiz Nahi Aata
          Gaye Lamhon Ka Ghum Karna Mujhay Hargiz Nahi Aata
          :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

          Comment


          • Re: sirf ashaar

            Haan Yeh Khushi Ki Baat Hay Zinda Hay Aadmi
            Afsoos Hay Tu Bas Yahi Hay Insaan Mar Gaye
            :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

            Comment


            • Re: sirf ashaar

              Shehar Main Hamdam Dareena Bohat Thay Nasir
              Waqt Parnay Per Meray Kaam Na Aaya Koii
              :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

              Comment


              • Re: sirf ashaar

                Mayoos Ho Kay Sochon Tu Dunya Main Kuch Nahi
                Chahon Tu Sab Jahan Meri Dastaras Main Hay
                :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                Comment


                • Re: sirf ashaar

                  Badla Na Meray Baad Bhi Mouzoo -e- Guftagoo
                  Main Ja Chuka Hoon Phir Bhi Teri Mehfilon Main Hoon
                  :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                  Comment


                  • Re: sirf ashaar

                    Tu Chalay Saath Tu Aahat Bhi Na Aaye Apni
                    Darmiyan Main Hum Bhi Na Hon Yon Tujhay Tanha Chahay
                    :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                    Comment


                    • Re: sirf ashaar

                      Sadmay teri zaat k uthaye nahi jaatay..


                      ab maut ka taalib hai talabgar tumhara..
                      __________________

                      Comment


                      • Re: sirf ashaar

                        گلاب آنکھیں، شراب آنکھیں
                        یہی تو ہیں، لاجواب آنکھیں

                        اِنہیں میں اُلفت، اِنہی میں نفرت
                        ثواب آنکھیں، عذاب آنکھیں...

                        Comment


                        • Re: sirf ashaar

                          شرما گئے، لجا گئے، دامن چھڑا گئے
                          اے عشق! مرحبا، وہ یہاں تک تو آگئے

                          Comment


                          • Re: sirf ashaar

                            دل پر ہزار طرح کے اوہام چھا گئے
                            یہ تم نے کیا کیا، مری دنیا میں آگئے؟

                            Comment


                            • Re: sirf ashaar

                              سب کچھ لٹا کے راہ محبت میں اہل دل
                              خوش ہیں کہ جیسے دولت کونین پا گئے

                              Comment


                              • Re: sirf ashaar

                                صحن چمن کو اپنی بہاروں پہ ناز تھا
                                وہ آگئے تو ساری بہاروں پہ چھا گئے

                                Comment

                                Working...
                                X