Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

harf==alif== se ash,aar likhiye

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #91
    Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

    Aik khaab tha ky apni shabon pay raha moheet
    kia khab tha kise say wazahat kabhe na kee
    aik aag the kay jalty rahy jis main umer bhar
    aik dard tha kay jis main khayanat kabhe na ke

    Comment


    • #92
      Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

      Is ma qismat ki saza hai na zamany ka kasooor
      ghum to insaaan ky jeeny ki saza hoty hain

      Comment


      • #93
        Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

        Isay aana nahe wapis mager phir bhe hath apny
        dua ko jab utha'ty hain to koi yaad aata hai
        hamare shaire per bhe usi ki hukumrane hai
        gazal jab bhe sunaty hain to koe yaad aaya hai

        Comment


        • #94
          Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

          Assalaam o alekum,




          aap ko bhuul jaaye.n ham itane to bevafaa nahii.n
          aap se kyaa gilaa kare.n aap se kuchh gilaa nahii.n
          shiishaa-e-dil ko to.Danaa unakaa to ek khel hai
          hamase hii bhuull ho ga_ii unakii ko_ii Khataa nahii.n
          :tang: RISK IS MY BUSINESS

          DANGER IS MY GAME

          DONT PLAY WITH ME
          BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:

          Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe

          Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe

          Comment


          • #95
            Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

            Is ko zamany ny majboor is qadar ker dia kay wo
            mere kise sada per tehraa he nahee
            mai tamaam tar koshishon ky bawajjod haar gae
            aur vo usay mil gaya jis ny usay manga he nahe

            Comment


            • #96
              Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

              Assalaam o alekum,


              aaya tha ghar sa.Nvaarane ehasaan kar gayaa
              barbaadiyo.n kaa aur bhii saamaan kar gayaa

              ab tak rahii us kii yaad merii zindagii ke saath
              do char pal kii mujh se jo pahachaan kar gayaa
              :tang: RISK IS MY BUSINESS

              DANGER IS MY GAME

              DONT PLAY WITH ME
              BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:

              Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe

              Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe

              Comment


              • #97
                Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

                Aaaj tak hai dil ko us kay lout aany ki ummed
                aaj tak tehre hoe hai zindage apni jagaa
                laakh chaha hum ny tujh ko bhool ja'ay mager
                hoslay apni jaga baybasi apni jagaa

                Comment


                • #98
                  Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

                  Assalaam o alekum,


                  aaj unhe.n kuchh is tarah jii khol kar dekhaa kiye
                  ek hii lamhe me.n jaise umr bhar dekhaa kiye

                  dil agar betaab hai dil kaa muqaddar hai yahii
                  jis qadar thii ham ko taufiiq-e-nazar dekhaa kiye
                  :tang: RISK IS MY BUSINESS

                  DANGER IS MY GAME

                  DONT PLAY WITH ME
                  BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:

                  Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe

                  Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe

                  Comment


                  • #99
                    Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

                    Aik umer rakha chand ny wahshat main aur phir
                    Aik shaks ky jamal ny gumsum rakha mujhy
                    Aik umer aaenay say ulajhny main kat gae
                    phir bujhty khad-0- khal ny gumsum rakha mujhy

                    Comment


                    • Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

                      Aik dard ki nisbat say bhe mil ja'ay ge dunya
                      tum apni kahanee main mera naam na lainaa

                      Comment


                      • Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

                        Abhe tare seva dunya bhe hay mojood es dil main
                        Mian khud ko kis tarha tare barabar dakh sakte hoon

                        Comment


                        • Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

                          Aik umer sy adat hai tery sham-o- hijar ki
                          ab koun tere yaad kay mamool say niklay

                          Comment


                          • Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

                            Aab to koe tamana he bake nahian rahe
                            Yay shar.e.aarzu kabhe gunjaan tha bohat

                            Comment


                            • Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

                              Is ky lout aany ka khaab dekhte aankhain
                              shaam sy dareechy main rakh ker beth jaty hain
                              pehly sath chalny say dil ko khoof aata thaa
                              aur ab bicharny kay waswasy daraty hain

                              Comment


                              • Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

                                Assalaam o alekum,


                                ai ishq na chhe.D aa aa ke hame.n
                                ham bhuule huo.n ko yaad na kar
                                pahale hii bahut naashad hai.n ham
                                tuu aur hame.n naashaad na kar
                                qismat kaa sitam hii kam nahii.n kuchh
                                ye taazaa sitam ijaad na kar
                                yuu.N zulm na kar bedaad na kar
                                ai ishq hame.n barbaad na kar
                                :tang: RISK IS MY BUSINESS

                                DANGER IS MY GAME

                                DONT PLAY WITH ME
                                BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:

                                Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe

                                Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe

                                Comment

                                Working...
                                X