Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

harf==alif== se ash,aar likhiye

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

    Ab sans ka ehsaas bhe ek bare girain hay
    Khud apnay khelaaf aesi bhe baghvaat na hoi the
    Ujhray hoeay es dil k har ek zakham sa pochoo
    Es shar mian kis kis sa mohabaat na hoi the

    Comment


    • Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

      Aur duniya sey bhalaee ka sila kya milta
      aainah main ney dikhaya tha keh pather barsey

      Shakeeb Jalali
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

        Angan main ghane pairh ke neechay teri yadein
        Mela sa laga deti hain acha nai kartiN :)
        Noshi Gillani
        Allah

        Comment


        • Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

          Khaalid Aleem:
          Attached Files
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

            Alif sy
            Attached Files

            Comment


            • Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

              az bar mujhey bhi aisa tera naam ho gaya
              is ko mita mita ke jo likhta raha hoon main
              Afzal Shahid
              Allah

              Comment


              • Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

                Apna he tha qasoor jo tofaan main ghir ga'ay
                aik mouj the kay jis ko kinara samajh liya

                Comment


                • Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

                  Shaam aai tari yadoon k sitaray niklay
                  Rang hi gham k nahian naaksh bhe piaray niklay
                  Wo to jaan lay k bhe waisa hi sobaak naam raha
                  Eshq k baab mian saab jurm hamaray niklay

                  PARVEEN SHAKIR

                  Comment


                  • Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

                    Aik paal mian yay dunya ujaar dati hay
                    Wo baasti jisay bastay zamanay lagtay hian

                    Pahlay eshaar k liyay sorry yahian alif sa shar likhnay thay

                    Comment


                    • Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

                      az bar mujhey bhi aisa tera naam ho gaya
                      is ko mita mita kar likhta jo raha hooN main
                      Allah

                      Comment


                      • Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

                        Aaa jaa ky intazar ky sab diay bujh ga'ay
                        kab tak tasavurat say mehfil saja'ian hum

                        meem

                        Comment


                        • Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

                          Amraat tari chahaat ka piyay bin na raha jayay
                          Yay jurram aagar hay to kiyay bin na raha jayay
                          Jaab jaab main hawa ban k taray shar sa guzroon
                          Dastak taray dar par bhe diyay bin na raha jayay

                          Comment


                          • Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

                            ik ajnabhi jhonkey ne jab poocha mere gham ka sabab
                            Sehra ki bheegi ret par main ne likha awargi :)
                            Allah

                            Comment


                            • Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

                              Aaj mushkil tha sanbhlna aay dost
                              Too museebat main ajab yaad aaya
                              Allah

                              Comment


                              • Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

                                ek muddat hu_ii ek zamaanaa huaa
                                Khaak-e-gulashan me.n jab aashiyaanaa huaa

                                zulf-e-baraham kii jab se shanaasaa_ii hu_ii
                                zindagii kaa chalan mujremaanaa huaa
                                Visit My Early PS Work
                                You Are Welcome To Comment

                                Comment

                                Working...
                                X