Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

harf==alif== se ash,aar likhiye

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

    Alif sey
    Attached Files
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

      udasiyon ko muqaddar na banao apna
      tumharey hissy ki khushiyan yehin kahin hoon gi

      Comment


      • Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

        Aik aik ker ky mujhy chor gae sab sakhya
        aaj ma khud ko tere raah ma tanha dekhon
        mujh per cha ja'ay wo barsaat ki khshbo ki tarah
        ang ang apna use rut mai mahakta dekho

        Comment


        • Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

          Aey merey dil! tujhey mubarak ho
          us ney tera bhi haal poochha hai
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

            Awaz day kay dekh lo shayad wo mil hi ja'ay
            verna yay umer bhar ka safer ra'igaan he hai

            Comment


            • Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

              agar ehsaas ho tou mohabbat ko kar lo mehsoos ....
              ye woh jazba hai jo lufzon mein samjhaya nahi jata ......

              Comment


              • Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

                Ghalib ney insaani zindagi ko aik khoobsurat shair mein yun dhala hai:

                aag sey paani mein bujhtey waqt uth'ti hai sada
                har koi darmandgi mein nala sey do'char hai
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

                  Aay abr - e - mohabat tou kahe aur barasna
                  mai rait ka tela hon mere piaas bohat hai

                  Comment


                  • Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

                    Alif say
                    Attached Files

                    Comment


                    • Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

                      :rose
                      Attached Files
                      Hamisha Dhoka hi khana

                      Comment


                      • Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

                        Andhiyon ke dosh per rakhe chiraag hain hum ne
                        jo bhuj gae to hawa se shikayatain kaise

                        Comment


                        • Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

                          Udaas shamain udaas rasty kabhe bula'ay tou lout aana
                          kise ki aankhon main ratjagon ky azaab aa'ay tou lout aana
                          mere wo batain tu jin per hansta tha khilkhila ker
                          bicharny waly mere wo batain kabhe rula'ay to lout aana

                          Comment


                          • Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

                            Udaas raston mai aur coffee ki taiz talkhiyo main
                            wo kuch ziada he yaad aata ha serdio main
                            mujhy ijazat nahe ha usko pukarnay ki
                            jo gonjta ha laho main seeny ki dharkano main

                            Comment


                            • Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

                              Ehsass mein Uljha howa hay Kho janay ka Koi shore
                              Milta nahi koi keh zara Hamein aasra tu day
                              Huma

                              Comment


                              • Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

                                apna pan bhe is begane pan mein hai
                                pura aalam ek deewane pan mein hai
                                yh jo mein tum se anjaan bana phirta hun
                                sari baatein is anjane pan mein hain

                                Comment

                                Working...
                                X