Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

harf==alif== se ash,aar likhiye

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

    us say milna yaad hy mil kr bichharna yaad hy
    kya bata sakta hoon kya jata raha kya reh gya

    Comment


    • Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

      Comment


      • Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

        in tayz hawaooon mein kahan jaao gay Mohsin
        raatooon ko to paagal bhi nikaltay nhi ghar say

        Comment


        • Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

          Comment


          • Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

            ik larki ko dekha to aisa laga
            dosri larki ko dekha to waise laga
            jab donoon ke jootey khaey
            to aik jaisa laga

            Comment


            • Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

              iss mein shamil hai mera husan -e talab bhi aay dost
              warna iss Husan se be daad gari mushkil hai

              Comment


              • Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

                Abhi tuk saada rakha hai khaghaz apni chahat ka,
                Munasib jub bhi samjhen ge koi pegham likh denge,
                Koi paighaam kya likhna hai is chhote se khaghaz per,
                Jise hum chahte hain bus usi ka naam likh den ge,

                Comment


                • Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

                  azal se ek kami mehsoos hoti hai ragO pay mein
                  Magar kaisi kami hai yeh , issay kiya kehtay aa-ay hein

                  Comment


                  • Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

                    Ankho se meri is lye laali nahi jaati
                    Yaadoon se koi raat khaali nahi jati
                    Maange tou agar jaan bhi to huns kar tujhe de dein
                    Teri to koi baat bhi taali nahi jaati

                    Comment


                    • Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

                      Afsurdgee-e Zabt -e Alam Aaj bhi sahi
                      Laikin Nishat-e Zabt-e Musarrat kahan se laein

                      Comment


                      • Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

                        Aik Khuab Hai, Khuab Ko Khona Bhi Nahi Hai...
                        Tabeer Ke Dhagay Mein Pirona Bhi Nahi Hai...
                        Mere Dil Se Lipta Hai Woh Aik Raaz Ki Soorat...
                        Wo SHakhs Ke Jis Ko Mera Hona Bhi Nahi hai

                        Comment


                        • Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

                          Izhaar ka jiss Ko Hosla hai
                          woh apni sadi ka deVtaa hai

                          Comment


                          • Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

                            Aisi Hawa Chali Kay Sabhi Phool Jal Gay
                            Jan Say Aziz Log Bhi Kasay Badal Gay
                            Tery Baghair Jenay Ka Kis Ko Guman Tha
                            Hum Khud Hi Sochtay Hain Kay Kasay Sambhal Gay

                            Comment


                            • Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

                              [B]aik muddat se aik hee ruth ek hee manzar aur naam bohat
                              Roaz tamasha deykhtay hein , mein , aur dil aur aaeyna[/
                              B]

                              Comment


                              • Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

                                Uss ki Ankhein yeh keh rahi hain Faraz*
                                hum pe tAsneef aik kitaab karo

                                Comment

                                Working...
                                X