Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~~Bait Baazi~~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~~Bait Baazi~~

    Na Ghum mein zard hein Khazan mein Soort-e-Barg
    Na Dil Ko Hosla Hay Kisi Bhi Bahar ka

    Huma

    Comment


    • Re: ~~Bait Baazi~~

      ...
      Last edited by Shaheen; 25 February 2007, 16:26.

      Comment


      • Re: ~~Bait Baazi~~

        Ohh Sorry Huma g

        Ae barish jara tham ke baras,
        Jab mera yaaar aa jaye to jam ke baras,
        Pehle na baras ki woh aa na sakey,
        Phir itna baras ki wo jaa na sakey...

        Comment


        • Re: ~~Bait Baazi~~

          Array No SMS ..Here na Saheen jee:( .....Poetry naa:):)

          Yeh kia kiya keh mujh say Onhein kar diya Alag
          Aankhoun mein jo dard thay Wo Kion Poonch diyay
          Huma

          Comment


          • Re: ~~Bait Baazi~~

            ok sorry :(

            Yehi Wafaa ka silaah hai, to koi baat nahi
            Yeh dard tum ne diya hai, to koi baat nahi
            Yehi bohot hai ke tum dekhte ho sahil se
            Safeena doob raha hai, to koi baat nahi
            Last edited by Shaheen; 25 February 2007, 16:46.

            Comment


            • Re: ~~Bait Baazi~~

              nah jaanay kyun mayri aankhien barasnay lagti hein
              jo sachh kahoon to kuchh aysa udaas hoon bhi nhi

              Comment


              • Re: ~~Bait Baazi~~

                yuun hii nahiin mashhuur-e-zamaanaa meraa qaatil
                us shaKhs ko is fan mein mahaarat bhii bahut thii

                Comment


                • Re: ~~Bait Baazi~~

                  Originally posted by sumera View Post
                  nah jaanay kyun mayri aankhien barasnay lagti hein
                  jo sachh kahoon to kuchh aysa udaas hoon bhi nhi
                  نشاں یہی ہے زمانے میں زندہ قوموں کا
                  کہ صبح شام بدلتی ہیں انکی تقد یریں
                  ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                  Comment


                  • Re: ~~Bait Baazi~~

                    Na uskee baat sunoo mai na wo meree nazrein
                    Muamlaate-e-zubaan ho chale hain mubham phir


                    Zafar M.

                    Comment


                    • Re: ~~Bait Baazi~~

                      Raahon main he milay thay ham raahen naseeb ban gain
                      wo bhi na apnay ghr gaya .. ham bhi na apnay ghar gaye !!!

                      Comment


                      • Re: ~~Bait Baazi~~

                        yaadish bakhair ehad-e-muhabbat ki shairi
                        ik aah thi jo geet key saanchey mein dhal gaii
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • Re: ~~Bait Baazi~~

                          ye raat ..ye tanhaai ... ye aawargi ka sath
                          ham apnay shehar main hotay to ghar gaye hotay ...

                          Comment


                          • Re: ~~Bait Baazi~~

                            yehi kaha tha meri aankh dekh sakti hai
                            keh mujh peh toot parra sara shehar nabeena
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • Re: ~~Bait Baazi~~

                              Apni zulfon mein chupalo mujhay udaas hoon mein
                              Roshni Chubhti hai ankhon mein .... adhera karna

                              Comment


                              • Re: ~~Bait Baazi~~

                                inhi pathron peh chal key aa sako to aao
                                merey ghar key raastey mein koi kehkashan nahin
                                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                                Comment

                                Working...
                                X