Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~~Bait Baazi~~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~~Bait Baazi~~

    Afsana-e-hayaat key sab rang urr gaey
    baqi kitab-e-dil peh tera naam rah geya
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • Re: ~~Bait Baazi~~

      Anaa mein Khum bhi Ho gaa yeh Mana nahi kabhi
      Jo DIL hee Dhuk giya tu Kaisi Anaaa Huma

      Comment


      • Re: ~~Bait Baazi~~

        aisa na ho yeh dard baney dard-e-la'dawa
        aisa na ho tum bhi madawa na kar sako
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • Re: ~~Bait Baazi~~

          Wo jo Ho Gai Eyan aankhoun Say Talkhiyan
          Wo DIL mein ek Narm Goshay ki hein tarjuman
          Huma

          Comment


          • Re: ~~Bait Baazi~~

            nainan terey jadu hain, gaisoo terey khushboo hain
            batein kisi jungle mein bhatka huwa aahu hain
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • Re: ~~Bait Baazi~~

              Na Arriz hein Gulab jaisay , na Aankhein Ghizal C hein
              Wo Hai Aam see EK larki Ossay Nam Bhi wahein dein
              Huma
              Last edited by Gul; 26 February 2007, 15:45.

              Comment


              • Re: ~~Bait Baazi~~

                najanay kon duaaon main yaad karta hay
                main dobta hoon samndr uchaal deta hay

                Comment


                • Re: ~~Bait Baazi~~

                  Yad rakho Tu Dil k pass hein hum
                  Bhool jao tu faslay hein Buhat

                  Comment


                  • Re: ~~Bait Baazi~~

                    tum na aaey terey baad mausam badla rutein beetin
                    ham rahey muztarib, udaas guzri bahar bohat

                    masood
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • Re: ~~Bait Baazi~~

                      Tum he nay ham ko sunaya na apna gahm ..warna
                      dua wo kartay ham ,, keh aasmaan hila detay ...

                      Comment


                      • Re: ~~Bait Baazi~~

                        yuun sajaa chaand ki jhalakaa tere andaaz kaa rang
                        yuun fazaa mahakii ki badalaa mere hamaraaz kaa rang


                        Zafar M.

                        Comment


                        • Re: ~~Bait Baazi~~

                          Originally posted by *Moon*Corona* View Post
                          Tum he nay ham ko sunaya na apna gahm ..warna
                          dua wo kartay ham ,, keh aasmaan hila detay ...
                          Yun na ashkoun mein sawan jaata
                          Dil Ko Kisi Dhoop ka andesha tha buhat
                          Huma

                          Comment


                          • Re: ~~Bait Baazi~~

                            G say likhna hay ya T say

                            /pareshan + hakka bakka moon corona

                            Comment


                            • Re: ~~Bait Baazi~~

                              Originally posted by Zafar M. View Post
                              yuun sajaa chaand ki jhalakaa tere andaaz kaa rang
                              yuun fazaa mahakii ki badalaa mere hamaraaz kaa rang
                              Guzar giya Wo lamha K JissKo saincha tha
                              Baray Piyar sey aur Kai Omeedoun say
                              Huma

                              Comment


                              • Re: ~~Bait Baazi~~

                                Yaadon ki maiz per koe tasveer chorh do
                                kab sy hamary zehan ka kamra udaas hai


                                Zafar M.

                                Comment

                                Working...
                                X