Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~~Bait Baazi~~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~~Bait Baazi~~

    یہ کسی نام کا نہیں ہوتا
    یہ کسی دام کا نہیں ہوتا
    پیار میں جب تلک نہ ٹوٹے
    دل کسی کام کا نہیں ہوتا





    Comment


    • Re: ~~Bait Baazi~~

      apney hathon ki lakeeron mein basa ley mujh ko
      main hoon tera, to naseeb apna bnaa ley mujh ko
      main jo kaanta hoon to chal mujh sey bacha kar daman
      main hoon gar phool to joorrey mein saja ley mujh ko

      Next Wao sey
      Last edited by Masood; 4 May 2011, 16:17.
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • Re: ~~Bait Baazi~~

        وہ سر سے پاؤں تک گلابوں کا شجر لگتا ہے
        با وضو ہوکے بھی چھوتے ہوئے ڈر لگتا ہے

        :rose





        Comment


        • Re: ~~Bait Baazi~~

          yun dil na lagy na dard uthy, mut roz milo to acha hai
          na pyar barhe na jhagra ho tum door baso to acha hai
          Last edited by Daood; 6 May 2011, 17:32.
          Zindgi iss baar mera naam na shamil krna
          Agur ye tae hai ke yahi khail rahe ga

          Comment


          • Re: ~~Bait Baazi~~

            :garmi:
            Zindgi iss baar mera naam na shamil krna
            Agur ye tae hai ke yahi khail rahe ga

            Comment


            • Re: ~~Bait Baazi~~

              Yaad phir aaya woh guzra hua saawan mujh ko
              phir meri aankh ne rone ka bahaana chaaha


              Comment


              • Re: ~~Bait Baazi~~

                ادھورے پن کی یہ رفتہ رفتہ تکمیل کرتی ہے

                محبّت زندگی کو حسن میں تبدیل کرتی ہے

                Comment


                • Re: ~~Bait Baazi~~

                  Click image for larger version

Name:	yehi-bohat.png
Views:	1
Size:	17.1 KB
ID:	2418319
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • Re: ~~Bait Baazi~~

                    yeh or bat hia k munmbr pe a k kuch na kahain
                    khamosh log bala k khateeb hotay hain

                    Comment


                    • Re: ~~Bait Baazi~~

                      Namoon ka ek hujoom sahi meray aaas paaa
                      Dil sunn kar ek naam,dhaRakta zaroor hay..!
                      sigpic

                      Comment


                      • Re: ~~Bait Baazi~~

                        Click image for larger version

Name:	yeh-tabiyat.png
Views:	1
Size:	25.9 KB
ID:	2418367
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • Re: ~~Bait Baazi~~

                          muqaam e ishq ki manzil zara asaan ho jaye
                          gumaan le kar yaqeen de do usse mera khuda kar do
                          ajab wo marhala aya ke hijar o qurab yaksaan hain
                          asar abb kuch nahi hota jafaa kar lo wafa kar do

                          Comment


                          • Re: ~~Bait Baazi~~

                            Click image for larger version

Name:	woh-koi.png
Views:	1
Size:	29.3 KB
ID:	2418370
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • Re: ~~Bait Baazi~~

                              ya misahi usse bhool gai hai Mohsin~
                              ya phir aisa hai mera zakham he gehra ho ga

                              Comment


                              • Re: ~~Bait Baazi~~

                                Jamil, aap key post kardah shair GAAF sey shuru ho raha hai jabkeh sabqa shair ALIF peh khatam hota hai. Baitbazi key asoolon ko madd-e-nazar rakhtey huwey shair post kiya karein. Agla shair ALIF sey post kiya jaey - ADMIN

                                Gar payaar ko kahtay hein tijaarat se alag shay
                                Kyun baat nikal aati hai phir sood o zayaan tak?
                                Last edited by Admin; 31 May 2011, 22:52.
                                ہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
                                سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں

                                Comment

                                Working...
                                X