Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~~Bait Baazi~~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~~Bait Baazi~~

    جمیل بھائی شعر تو بڑا ہی زبردست مارا ہے پر یہ ک سے شروع ہورہا ہے جب کہ بیت بازی میں ایسا تو نہیں ہوتا





    Comment


    • Re: ~~Bait Baazi~~

      kon kisi ki khatir dega itni Sachi Qurbani .....
      Badal sab ki piyas bhuja kar khud piyasa reh jata hay

      ye
      Tum Agar Bhool bhi jaao tu Ye Haq hay Tumko
      Meri Baat Or hay Mainay Tu Muhubbat ki hay ... !

      Comment


      • Re: ~~Bait Baazi~~

        Kon kisi ki khatir Degaa itni Sachchi Qurbani ....
        Bdal Sab ki piyas bhuja kr khud piyasa reh jata hay

        ye
        Tum Agar Bhool bhi jaao tu Ye Haq hay Tumko
        Meri Baat Or hay Mainay Tu Muhubbat ki hay ... !

        Comment


        • Re: ~~Bait Baazi~~

          Originally posted by baniazkhan View Post
          جمیل بھائی شعر تو بڑا ہی زبردست مارا ہے پر یہ ک سے شروع ہورہا ہے جب کہ بیت بازی میں ایسا تو نہیں ہوتا
          actually next page agya tha wohan chulbuli aanchal ji ka first shair ..k..pay khtum ho raha tha thats why confusion
          ہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
          سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں

          Comment


          • Re: ~~Bait Baazi~~

            Originally posted by Jamil Akhter View Post
            actually next page agya tha wohan chulbuli aanchal ji ka first shair ..k..pay khtum ho raha tha thats why confusion
            OK Janab





            Comment


            • Re: ~~Bait Baazi~~

              یہ میری وفا کی ہیں وحشتیں مجھے اختیار جنوں نہیں
              جہاں نام ہم نے تیرا سنا وہی اپنے سر کو جھکا دیا
              ہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
              سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں

              Comment


              • Re: ~~Bait Baazi~~

                Originally posted by Jamil Akhter View Post
                یہ میری وفا کی ہیں وحشتیں مجھے اختیار جنوں نہیں
                جہاں نام ہم نے تیرا سنا وہی اپنے سر کو جھکا دیا
                اب ہوائیں ہی کریں گی روشنی کا فیصلہ
                جس دیے میں جان ہوگی وہ دیا رہ جائے گا
                Attached Files





                Comment


                • Re: ~~Bait Baazi~~

                  Originally posted by Jamil Akhter View Post
                  کبھی اٹھکلیاں کرنا ہواوں سے
                  کبھی تتلیوں کی خواءش میں مچلنا
                  ہمیں بھی بس راس ٓاتا جارہا ہے
                  تمھارے غم کی بانھوں میں سمبھلنا
                  it's easy to write in unicode but it's damaging Urdu language.
                  Hawaoun ki hamza ghaib hai
                  Khawahish ki imla ghalt hai
                  Bahon mein do aankhon wali hey nahin chhoti hey aati hai
                  Sambhalna mein meem nahin noon aati hai, jo meem ki aawaz deti hai....
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • Re: ~~Bait Baazi~~

                    Originally posted by baniazkhan View Post
                    اب ہوائیں ہی کریں گی روشنی کا فیصلہ
                    جس دیے میں جان ہوگی وہ دیا رہ جائے گا
                    Aik lerki hansti the choti choti bataon per
                    Mager yay baat puraani ha jany kitny salo ki

                    Comment


                    • Re: ~~Bait Baazi~~

                      Originally posted by cleopatra View Post
                      Aik lerki hansti the choti choti bataon per
                      Mager yay baat puraani ha jany kitny salo ki
                      haey aap ney kya yaad dila diya, Aik Lerki hamari bohat achhi dost hai aur bohat yaad aati hai agla shair unhi key naam:

                      yaad-e-maazi azzab hai ya'Rab
                      chheen ley mujh sey hafiza mera
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • Re: ~~Bait Baazi~~

                        Originally posted by Masood View Post


                        haey aap ney kya yaad dila diya, Aik Lerki hamari bohat achhi dost hai aur bohat yaad aati hai agla shair unhi key naam:

                        yaad-e-maazi azzab hai ya'Rab
                        chheen ley mujh sey hafiza mera
                        Achaa..:) ab kaha hain wo??

                        Apni tanhai mery naam pay aabaad karay
                        Koun ho ga jo mujay oski tarha yaad karay

                        Comment


                        • Re: ~~Bait Baazi~~

                          Originally posted by cleopatra View Post
                          Achaa..:) ab kaha hain wo??

                          Apni tanhai mery naam pay aabaad karay
                          Koun ho ga jo mujay oski tarha yaad karay
                          Woh hamesha hamarey saath rahein gi, chahey jahan bhi rahein :)

                          yahan sey ab kahin ley chal khiyaal-e-yaar mujhey
                          chaman mein raas na aaey gi yeh bahaar mujhey
                          teri lateef nigahon ki khaas jumbish ney
                          bana diya teri fitrat ka raazdaar mujhey
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • Re: ~~Bait Baazi~~

                            yay zindagi tery saath ho
                            yayhi aarzo din raat ho
                            Mai tery sang sang chalo
                            Tu har safer mery saty ho

                            Comment


                            • Re: ~~Bait Baazi~~

                              woh behisaab jo pii key kal sharaab aaya
                              agar'cheh mast tha main per mujhey hijaab aaya
                              khiyaal kis ka samaya hai deeda-o-dil mein
                              na dil ko chain mujhey aur na shab ko khawab aaya
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment


                              • Re: ~~Bait Baazi~~

                                Aik teri tamanna nay kuch aisa nawaaza hai
                                Maangi hi nahi jaati kuch aur dua hum say

                                Comment

                                Working...
                                X