Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~~Bait Baazi~~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~~Bait Baazi~~

    ZarOorat tOar Daiti hAi GharOor e Be-Nyaazii kO
    Na hOtii kOii MajbOori tO Har Banda KHUDA hOta
    ہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
    سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں

    Comment


    • Re: ~~Bait Baazi~~

      Is dafa to barishain rukti nahi hain dooston
      Hum nay kiya aanso piay sary mosam ro pary

      Comment


      • Re: ~~Bait Baazi~~

        ye aur baat hy woh nibha na saka mgr...
        jo kiye thy waade usne woh ghazab k thy....

        Y...

        Comment


        • Re: ~~Bait Baazi~~

          yay to khail hai naseebo ka
          Apni kismat mai wo shakhs likha hi nai
          Ab kise say koi gila hi nahi
          Jis ko chaha wo mila hi nahi

          Comment


          • Re: ~~Bait Baazi~~

            Na huwa per na huwa Meer ka andaaz naseeb
            Zauq yaron ney khoob zor ghazal mein mara
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • Re: ~~Bait Baazi~~

              اب کے یوں دل کو سزا دی ہم نے
              اس کی ہر بات بھلادی ہم نے





              Comment


              • Re: ~~Bait Baazi~~

                yay jo zindagi ki kitaab hai , yay kitaab bhi kiya kitaab hai
                kaheen aik haseen sa khawab hai , kaheen jan lewa azab hai

                yay

                Comment


                • Re: ~~Bait Baazi~~

                  Yeh jo raat dinn ka hay khel sa, issay dekh, iss per yaqeen na kar
                  Nahin aks koi bhi mustaqil, sar-e-aaina, ussay bhoool jaa...........!

                  "alif"
                  sigpic

                  Comment


                  • Re: ~~Bait Baazi~~

                    aadmi aadmi sey milta hai
                    dil magar kam kisi sey milta hai
                    mil ker bhi jo kabhi nahin milta
                    toot ker dil ussi sey milta hai
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • Re: ~~Bait Baazi~~

                      یادوں کے قبرستان تو مدت سے پر ہوئے
                      اب تیری یاد کاندھوں پہ لئے پھررہا ہے ساز
                      Last edited by S.Athar; 20 August 2011, 09:44.
                      :star1:

                      Comment


                      • Re: ~~Bait Baazi~~

                        ye se na?

                        yeh kiya sab se biiyan dil ki
                        haalatien karni
                        faraz tujh ko na ayien mohabbatien
                        karni

                        Comment


                        • Re: ~~Bait Baazi~~

                          Originally posted by Nareem View Post
                          ye se na?

                          yeh kiya sab se biiyan dil ki
                          haalatien karni
                          faraz tujh ko na ayien mohabbatien
                          karni
                          Faraaz ko shair is tarha qiston mein na sunana - mind kar jaey ga :D


                          Yeh tasalli hai keh hain na'shaad sab
                          main akela hi nahin barbaad sab
                          sab ki khaatir hain yahan sab ajnabi
                          aur kehney ko hain ghar aabad sab
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • Re: ~~Bait Baazi~~

                            bas aik tere bichardne ki deir thi
                            simat kar aa gaya lamhon main karb sadiyon ka

                            Comment


                            • Re: ~~Bait Baazi~~

                              آج وہ بچھڑا تو نہ عہد تھا نہ پیماں تھا
                              اُن بند لبوں کی داستاں کو جانتا تھا میں

                              ساز
                              :star1:

                              Comment


                              • Re: ~~Bait Baazi~~

                                nagar nagar main wo bikhray hain zulm kay manzar
                                hamare rooh kay chalay bhi sog karthay hain,

                                "wasi shah"











                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X