Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

Collapse
This is a sticky topic.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

    Mey dhoondta hun jissey wo jahan nahi milta
    nayi zameen' naya aasman nahi milta
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

    Comment


    • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

      Mehak bohat zabardast aur khoobsurat shair hai, bohat achha laga :)
      Attached Files
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

        ..
        Attached Files

        Comment


        • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

          ..
          Attached Files

          Comment


          • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

            Aik Qitaa
            Attached Files
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

              Kise tarang kise sar khushe main rehta tha
              yay kal ki baat hai dil zindage main rehta tha
              bass aik shaam bare khamoshi say tout gaya
              humay jo maan tere doste pay rehta thaa

              Comment


              • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

                Khud ko yun Mehsoor ker beytha hun apni zaat mey
                manzilein charon tarf hein raasta koi nahi


                Ahmed Faraz
                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                Comment


                • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

                  jo bete hai wo dohrany main kuch wakt lagay ga
                  is ghum ko aik yaad banany main kuch wakt lagay ga
                  neend to aany ko the per dil pichny kissy lay baitha
                  ab khud ko bay waqt sulany main kuch wakt lagy ga

                  Comment


                  • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

                    Haqeeqat ky nagar main jagty lamhon main phailay ga
                    mera khawab - e - tamanna shahar ky rastonmain phaily ga
                    mohabat rang hai aisa kay rokay say nahe rukta
                    kabhe pholon main bikhry ga kabhe taron main phaily ga

                    Comment


                    • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

                      Zulm kero ya sitam kero hum gila nahe kerty
                      khizan main phool yakeenan khila nahe kerty
                      milao khak main humay mager itna khayal rahy
                      hum jesy loog dobara mila nahe kerty

                      Comment


                      • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

                        Comment


                        • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

                          Gila keray bhe ager dil to kiya keray us say
                          kay pehly jese marasim nahe rahay us say
                          yay kis tarah hoa is tarah nahe hota
                          ana ki baat the ab kese pochty us say

                          Comment


                          • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

                            ..
                            Attached Files

                            Comment


                            • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

                              kabhe kabhe wo humko hans ky dekh lety hain
                              kabhe kabhe wo mera bayhud khayal rakhty hain
                              kuch us liay bhe bay haal ho ga'ay hum loog
                              tumhare yaad ka bay hud khayal rakhty hain

                              Comment


                              • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

                                ..
                                Attached Files

                                Comment

                                Working...
                                X