Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Poetry for Females "Males Not Allowed" ..........

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #91
    Re: Poetry for Females "Males Not Allowed" ..........

    ~*~EK DIA JALANA~*~

    Main Janta Ho Ke Aab Chatoon Per

    Diya Jalane Ki Rasam Nahi Rahi Hai

    Mager Tumhe Mere Yaad Aye Tu Yaad Rakhoo! Tum Apni Ankhoon Se

    Ansoo O Ke Chamakty Moti Na Girne Dena

    Bus Itna Karna

    Ke Apni Chat Per

    Mere Muhabbat Ki Nazam Gaa Ker

    Meri Rafaqat Ko Yaad Ker Ke

    Diya Jalana!

    Tum Apni Chat Per Kisi Bhi Kone Main Bhaith Ker

    Ek Dia Jalana ..!!
    u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

    :pr:

    Comment


    • #92
      Re: Poetry for Females "Males Not Allowed" ..........

      ~*~INTIZAAR ~*~

      Meri Wafoon Ka Sach Hay Koi Shumaar Nahi
      Magar Usay Tu Zara Sa Bhi Aitebaar Nahi

      Bas Aik Bar Kaha Tha K Main Tumhari Hoon
      Us Aik Din Say Mujhay Khud Pay Ikhtiyar Nahi

      Yeh Aasman, Yeh Samandar, Yeh Rastay Besood
      Kisi Ka Ishq Magar Zehan Par Sawar Nahi


      Har Aik Baat Teri Baais-E-Musarrat Hai
      Har Aik Lafz Magar Lafz-E-INTIZAAR Nahi

      Main apnay Aap Hi Tum Say Rahoon Ga Door Magar
      Bas Aik Bar Yeh Keh Do K Mujh se Pyaar Nahi..!!
      Koi achi si saza do mujhko
      Chalo aisa karo bhula do mujhko
      Tum say bichroun tou moot aa jaye
      Dil ki gharioun say dua do mujhko..
      u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

      :pr:

      Comment


      • #93
        Re: Poetry for Females "Males Not Allowed" ..........

        u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

        :pr:

        Comment


        • #94
          Re: Poetry for Females "Males Not Allowed" ..........

          Originally posted by *Hala* View Post
          Yeh degree bhi lelo, yeh naukari bhi lelo,

          bhale mujhse lelo woo USA ka visa
          :khi:



          Magar mujhko lauta do college ki canteen,



          Woh TeeKha Samosaa, Woh thanda saaa paani,



          Woh College ki sabse - puraani nishaanee,



          Woh chai waalaa jisko - saare kehte the... jaani,



          Woh jaani ke haathon - ki 'cutting' chai meethi,



          Woh chup-kese journal - mein jo bheji thi chitthi,



          Woh parhte hi chitthi - tha uska bharakna,



          Woh chehre ki laali, woh aankhon kaa gussaa ...



          Woh teekha samosa, woh thanda saaa paani...........



          Karri dhoop mein - apne room se nikalnaa,



          Woh project ki Khaatir - tha dar dar bhataknaa ,



          Woh lecture mein doston - ki proxy lagaanaa,



          Woh sir ko chiDhaana, aeroplane uraanaa,



          Woh submission ki raaton - ko jagna jagaanaa,



          Woh lab ke kisse, woh practical ki kahani....



          Woh teekha samosa, woh thanda saaa paani.......




          Woh dena Bimaari - ka har time bahana,



          Woh doosron ka assignment - ko apnaa banana,



          Woh seminar ke din - pairon ka chhat-p! ataanaa,



          Woh workshop mei n din bhar - pasinaa bahanaa,



          Woh slogans banana - aur Gym me lagaanaa,



          Phir Exam ke din ko - tha bechain hona,



          Woh teekha samosa, woh thanda saaa paani........



          College ki thi - woh lambi si raatein,



          Woh doston ke jhoonD men - pyaari si Baatein;



          Woh gathering ke din ka - jo larnaa Jhagarnaa;



          Woh kuRiyon ka yuhin - hamesha akaRnaa;



          Bhulaaye nahin bhool sakta hai koi -------



          Woh college, woh baatein, woh guzara jamana...



          Woh Teekha Samosa, Woh thanda saaa paani




          wah wah bohat he khoob
          Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

          Comment


          • #95
            Re: Poetry for Females "Males Not Allowed" ..........

            Originally posted by *Hala* View Post
            ~*~INTIZAAR ~*~


            Meri Wafoon Ka Sach Hay Koi Shumaar Nahi
            Magar Usay Tu Zara Sa Bhi Aitebaar Nahi


            Bas Aik Bar Kaha Tha K Main Tumhari Hoon
            Us Aik Din Say Mujhay Khud Pay Ikhtiyar Nahi

            Yeh Aasman, Yeh Samandar, Yeh Rastay Besood
            Kisi Ka Ishq Magar Zehan Par Sawar Nahi

            Har Aik Baat Teri Baais-E-Musarrat Hai
            Har Aik Lafz Magar Lafz-E-INTIZAAR Nahi

            Main apnay Aap Hi Tum Say Rahoon Ga Door Magar
            Bas Aik Bar Yeh Keh Do K Mujh se Pyaar Nahi..!!



            Koi achi si saza do mujhko

            Chalo aisa karo bhula do mujhko
            Tum say bichroun tou moot aa jaye
            Dil ki gharioun say dua do mujhko..

            :phool::phool:
            Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

            Comment


            • #96
              Re: Poetry for Females "Males Not Allowed" ..........

              Originally posted by *Hala* View Post
              ~*~EK DIA JALANA~*~


              Main Janta Ho Ke Aab Chatoon Per

              Diya Jalane Ki Rasam Nahi Rahi Hai

              Mager Tumhe Mere Yaad Aye Tu Yaad Rakhoo! Tum Apni Ankhoon Se

              Ansoo O Ke Chamakty Moti Na Girne Dena

              Bus Itna Karna

              Ke Apni Chat Per

              Mere Muhabbat Ki Nazam Gaa Ker

              Meri Rafaqat Ko Yaad Ker Ke

              Diya Jalana!

              Tum Apni Chat Per Kisi Bhi Kone Main Bhaith Ker

              Ek Dia Jalana ..!!


              :phool:
              Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

              Comment


              • #97
                Re: Poetry for Females "Males Not Allowed" ..........

                :roseMain Aajayun ???khi:

                Comment


                • #98
                  Re: Poetry for Females "Males Not Allowed" ..........




                  :rosePlz Plz Plz
                  HALA G agar main Ghalat nhi hoon tu aap ki Ek Post Main SABI likha hua hy SABI met likha kren Again
                  Plz Plz Plz:rose

                  Comment


                  • #99
                    Re: Poetry for Females "Males Not Allowed" ..........

                    yes mani u can come.

                    samj nhi ayee app ki bat..
                    Sabi kia hai..or kis chez ka bat kar rahi hi :donno:
                    u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                    :pr:

                    Comment


                    • Re: Poetry for Females "Males Not Allowed" ..........

                      Jab sena gham se bojhal ho,
                      Or yad kisi ki aati ho,
                      Tab kamrey main band ho jana,
                      Or chupkey chupkey ro lena,

                      Jab palken karb se mondi hon,
                      Or sab samjhen tum sotey ho,
                      Tab munh pey takiya rakh lena,
                      Or chupkey chupkey ro lena,

                      Ye duniya zalim duniya hai,
                      Ye bat bohot phelaye gi,
                      Tum sab ke samney chup rehna,
                      Or chupkey chupkey ro lena,

                      Jab barish chehra dho daley,
                      Or ashk bhi bonden lagtey hon,
                      Woh lamha hargiz mat khona,
                      Or chupkey chukey ro lena..................
                      u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                      :pr:

                      Comment


                      • Re: Poetry for Females "Males Not Allowed" ..........

                        Humari Rah ki Deewar Ho Raha hai Wo

                        Safar Ki Shaam Galy Lag ke Ro Raha hai Wo


                        Abhi Se kehne laga hai hume KHUDA hafiz

                        Abhi Se Waqif-e-Anjaam Ho Raha hai Wo


                        Phir Aansoun se Liya kaam os ne MARHAM ka

                        Humare Dil ka har ik Daagh dho Raha hai Wo


                        Dekhaee dethe nahi Oski Aankh mein Aansoon

                        Magar Lahoon mein Sitare Se Bu Raha hai Wo


                        Tamam Sheher ka Mouzo-e-Guftagoo hai Wohi

                        usey Kaho Ke Buhat Aam Ho raha Hai Wo


                        Kahan gaee Wo Khalish Aur Wehshatein uski

                        Ye Chaand Raat hai Aur Ghar mein So Raha hai Wo...
                        u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                        :pr:

                        Comment


                        • Re: Poetry for Females "Males Not Allowed" ..........

                          khizaoon ki udasi hai jo abb tak din pe chaai hai
                          baharoon ka haseen mosam kaheen se saath lana tum

                          ye mana aur bhi tum ko jahan k hain bohat se ghum
                          mager dunya k meloon main humain na bhool jana tum

                          mere ashaar jitney hain tumharey naam kerta hoon
                          ghazal meri sunno jab bhi ghazal main doob jana tum

                          ager koi tum se... mere barey main poochey tou
                          faqat itni si khwahish hai mujhey apna batana tum

                          yahi meraj e ulfat ho k jab bhi yaad aaon tab
                          bila wajha hi zere lab zara sa muskurana tum

                          u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                          :pr:

                          Comment


                          • Re: Poetry for Females "Males Not Allowed" ..........

                            Tumhe chah ker bhi na chaha humne
                            yeh dard kis kis ko na sunaya humne

                            bari sadgi se diya wafa ka badla apne
                            baywafai ko galay laga ker yado mai basaya humne

                            barishon k mosam tou anay jane hote hen
                            phir kiu saailab ko dar par tehraya hum ne

                            jiss pyaar ki wadi ko jalaya aapne
                            us k her ik gul ko tha sajaya hum ne

                            taptay sehra mai talaash-e-aab ki tarah
                            teri mohabbat k liye khud ko tarsaya humne

                            kisi se shikwa tou ab ker nahi sakte SHEHROON
                            chalo mout ko he hath yeh thamaya hum ne
                            u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                            :pr:

                            Comment


                            • Re: Poetry for Females "Males Not Allowed" ..........

                              Shikwa teri yaadon se kuch istarah kia hum ne,
                              Hansti hansti shama ko rulaa dia hum ne,
                              Ek lamha diya tu ney jeenay k leay aur,
                              Us main zindagi ko bitaa diya hum ne,
                              Ek safhee par likhi teri yaad ki dastaan ,
                              aur doosra hissa khali hi jala dia hum ne,
                              Kis baat ki maazrat chahtay hain woh,
                              Jis baat ko suntey hi bhula dai hum ne,
                              Woh kyun nahin aatay hamaray pass,
                              Jin ki rahoon main palkoon ko bicha dia hum ne
                              u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                              :pr:

                              Comment


                              • Re: Poetry for Females "Males Not Allowed" ..........

                                Poetry for Females "Males Not Allowed" :(

                                Y??
                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X