Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Ghazal

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Ghazal

    umeed e sahar sis
    apka intkhaab bht hi alaA hai.

    Comment


    • #32
      Re: Ghazal

      wah Bohat khoob..Ap ka zouq mashaAllah acha hai..aur ap na humain Tehreek di ka hum bhi phir sa kuch share kary warna poetry to ab to mudat howi humary leay shajar-e-Mamnoo hu ka rah gai thi


      Bohat KHoobsorat Sharing wardha


      Khush rehay
      :(

      Comment


      • #33
        Re: Ghazal

        ... ya Mujhy aFsar e ShaHaNa....

        ya mujhe afsar-e-shaha na banaya hota
        ya mera taj gadaya na banaya hota

        khaksari k liye garche banaya tha mujhe
        kash khak-e-dar-e-janan na banaya hota

        nasha-e-ishq ka gar zarf diya tha mujh ko
        umr ka tang na paimana banaya hota

        apna diwana banaya mujhe hota tune
        kyon khirdmand banaya na banaya hota

        shola-e-husn chaman mein na dikhaya us ne
        warna bulbul ko bhi parwana banaya hota

        roz-e-mamura-e-duniya mein kharabi hai 'Zafar'
        aisi basti se to wirana banaya hota
        .Umeed E SahaR...

        Comment


        • #34
          Re: Ghazal

          Bohut Khubsurat Ghazal Ka Intekhab Kiya Hai :)
          Mainda Ziker Vi Tu'n, Mainda Fiker Vi Tu'n
          Mainda Zoaq Vi Tu'n, Vajdaan Vi Tu'n
          Mainda Aval, Akhir, Ander, Bahir
          Zahir Tey Pinha'an Vi Tu'n
          Mainda Bakht Tey, Naam Nishan Vi Tu'n

          Comment


          • #35
            Re: Ghazal

            ....''KIYA HAI ..?''''....

            Har ek baat pe kahate ho tum k tu' kya hai ??
            tumhin kaho ke yeh andaaz-e-guftagu kya hai....!

            Jala hai jism jahaan dil bhi jal gaya hoga...
            kuredte ho jo' ab raakh justaju kya hai...???

            RaAgon mein daurhate phirane ke hum nahin qaayal ..
            jab aankh hi se na tapaka toh phir lahu kya hai...??

            Rahi na taaqat-e-guftaar aur agar ho bhi
            toh kis ummeed pe kahiye ke aarzoo kya hai...??

            Bana hai shah ka musaahib, phire hai itraata
            wagarna shahar mein "Ghalib" ki aabroo kya hai....??
            .Umeed E SahaR...

            Comment


            • #36
              Re: Ghazal

              zafar aur ghalib hum'asar shair hain. ustad shagird bhi rahe hain.
              donoon apnay apnay daera main khoob hain
              aap ka intakhabA1 hai

              Comment


              • #37
                Re: Ghazal

                Originally posted by Dr Maqsood Hasni View Post
                zafar aur ghalib hum'asar shair hain. ustad shagird bhi rahe hain.
                donoon apnay apnay daera main khoob hain
                aap ka intakhabA1 hai
                Buhat SHukriya :) :)
                .Umeed E SahaR...

                Comment


                • #38
                  Re: Ghazal

                  ........وہ......


                  وہ درد، وہ وفا، وہ محبت تمام شُد​
                  لے! دل میں ترے قرب کی حسرت تمام شُد​

                  یہ بعد میں کُھلے گا کہ کس کس کا خُون ہوا ​
                  ہر اِک بیاں ختم، عدالت تمام شُد​

                  تُو اب تو دشمنی کے بھی قابل نہیں رہا ​
                  اُٹھتی تھی جو کبھی وہ عداوت تمام شُد​

                  اب ربط اک نیا مجھے آوارگی سے ہے​
                  پابندیء خیال کی عادت تمام شُد​

                  جائز تھی یا نہیں، ترے حق میں تھی مگر​
                  کرتا تھا جو کبھی وہ وکالت تمام شُد​

                  وہ روز روز مرنے کا قصہ ہوا تمام​
                  وہ روز دِل کو چِیرتی وحشت تمام شُد​

                  "محسن" میں کُنجِ زیست میں چُپ ہوں پڑا​
                  مجنُوں سی وہ خصلت و حالت تمام شُد​
                  .Umeed E SahaR...

                  Comment


                  • #39
                    Re: Ghazal

                    تُو اب تو دشمنی کے بھی قابل نہیں رہا ​
                    اُٹھتی تھی جو کبھی وہ عداوت تمام شُد​



                    Ap pa Shaireey Ka Zouq Taamam Shud :) :)


                    Bohat Khob (Y)
                    :(

                    Comment


                    • #40
                      Re: Ghazal

                      Originally posted by Dr Faustus View Post
                      تُو اب تو دشمنی کے بھی قابل نہیں رہا ​
                      اُٹھتی تھی جو کبھی وہ عداوت تمام شُد​



                      Ap pa Shaireey Ka Zouq Taamam Shud :) :)


                      Bohat Khob (Y)
                      mere zouq ko hi tamaam kar dia 372-haha
                      .Umeed E SahaR...

                      Comment


                      • #41
                        Re: Ghazal

                        oho

                        ya likhna tha

                        Ap pa Shaireey Ka Zouq b Taamam Shud

                        matlab achi selection ha ap pa khatam ha Intekhab :)
                        :(

                        Comment


                        • #42
                          Re: Ghazal

                          ... کوئی ...

                          !!.. نہ سنو گر برا کہے کوئی
                          !! ... نہ کہو گر برا کرے کوئی

                          !!.. روک لو گر غلط چلے کوئی
                          !!..بخش دو گر خطا کرے کوئی

                          !!... کون ہے جو نہیں ہے حاجت مند
                          !! ... کس کی ؟ حاجت روا کرے کوئی

                          !! .. کیا ..؟ کیا خضر نے سکندر سے
                          !! .. اب کس کو رہنما کرے کوئی

                          !! .. بک رہا ہوں جنون میں کیا کیا کچھ
                          !! .. کچھ نہ سمجھے خدا کرے کوئی

                          'جب توقع ہی اٹھ گئی ' غالب
                          !.. کیوں کسی کا گلہ کرے کوئی
                          .Umeed E SahaR...

                          Comment


                          • #43
                            Re: Ghazal

                            kuch na samjhy khuda kary koi...


                            wah Bohat Khoob
                            :(

                            Comment


                            • #44
                              Re: Ghazal

                              Originally posted by Dr Faustus View Post
                              kuch na samjhy khuda kary koi...


                              wah Bohat Khoob
                              Shukria ..

                              !.. کیوں کسی کا گلہ کرے کوئی
                              .Umeed E SahaR...

                              Comment


                              • #45
                                Re: Ghazal

                                ...'' AaKHRi aLviDA ''...

                                Rukhsat Howa Tu Hath Bhi Mila Kar Nahi Gaya,
                                Wo kiun gaya ye bhi bata kar nahi gaya.

                                Youn lag raha hai jaise abhi Lout aye ga,
                                Jalta howa charagh bhi bujha kar nahi gaya.

                                Shaid woh mill hi jay magar justaju hai shart.
                                Woh apne naqash-e-paa ko mita kar nahi giya.

                                Har bar mujh ko chor giya iztaraab main.
                                Laotey ga kab..? Kabhi woh bata kar nahi giya.

                                Ghar me hai aaj bhi wohi khushbo basi hoi,
                                Lagta hai youn k jaise wo aa kar nahi gaya.

                                Rehne diya na us ne kisi kaam ka mujhe.
                                Aur khaak me bhi mujh ko mila kar nahi gaya.....!!
                                .Umeed E SahaR...

                                Comment

                                Working...
                                X