Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

life ashaar collection

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: life ashaar collection

    Main Nay Khuda Say Ak Dua Mangi

    Dua Main Apni Mout Mangi

    Khuda Nay Kaha , Mout Tu Main Tujhay

    Day Sakta Hoon,

    Mager

    Us Ka Kia Karon Jis Nay Dua Main Teri

    Lambi Umar Mangi

    Comment


    • Re: life ashaar collection

      Kabhi Socha Hay

      Humaray Rishtay Ka Naam Kia Hay

      Mohabbat, Zarorat, Khowahish, Janoon, Ishq Ya

      Wo Rishta Jo

      Aasmaan Ka Zameen Say Hay

      Barish Ka Sehra Say Hay

      Haqiqat Ka Khowabon Say Hay

      Din Ka Raat Say Hay

      Yeh Kabhi Ak Dosray Say

      Mil Nahi Patay

      Lakin Ak Dosray Kay Bagair Adhoray Bhi Hain

      Shayed Aisa Hi Kuch Rishta

      Mera Or Tumhara Bhi Hay

      Comment


      • Re: life ashaar collection


        مشورہ

        ننّھی لڑکی
        ساحل کے اِتنے نزدیک
        ریت سے اپنے گھر نہ بنا
        کوئی سرکش موج اِدھر آئی ،تو
        تیرے گھر کی بنیادیں تک بہہ جائیں گی
        اور پھراُن کی یاد میں تُو
        ساری عُمر اُداس رہے گی

        Comment


        • Re: life ashaar collection

          khushi ka kya hai bharosa
          Kahan bichar
          jae
          Rah-e-hayat mein gham ko bhi
          Hum safar
          rakhna
          Unse bichre hai tho mehsoos
          huwa hai Aa
          Dil
          kaise khushboo ki tarah
          Log bikher jaate
          hai
          Hum se hamare chahne wale
          Bichard Gaya
          Ab Unki
          qurbaton ke
          Zamane Guzer Gaya
          Bichard ke mujhe
          tumne
          Yeh bhi socha hai
          Adhura chand bhi kitna
          Udass
          rehta hai
          Hum se rah-e-hayat mein
          Bichra jho aik
          shaks
          Ankhen bhi us ke saath hi
          Jaise bichard
          Gaya
          Tujh se kya bichre ke ankhen
          Raiza raiza ho
          Gaye
          Aaina toote tho chehra aur
          Dhundla dhundla ho
          gaya
          Bichad Gaye hai kahan
          hum safar KHUDA
          jane
          Nakoosh pa bhi nahi
          Jurs karwan bhi nahi

          Comment


          • Re: life ashaar collection

            جان پہچان

            شور مچاتی موجِ آب
            ساحل سے ٹکراکے جب واپس لوٹی تو
            پاؤں کے نیچے جمی ہُوئی چمکیلی سنہری ریت
            اچانک سرک گئی!
            کچھ کچھ گہرے پانی میں
            کھڑی ہُوئی لڑکی نے سوچا
            یہ لمحہ کتنا جانا پہچانا لگتا ہے!

            Comment


            • Re: life ashaar collection

              Meri Udasi



              Ek din ek udas lamhey ne


              muskurate huye jo dekh liya

              jaane kya dil main soch liya

              raasta mera hans ke rook liya

              aur seeney se lag gaya aisey

              jaisey bichra hua koi apna

              ek muddat ke baad milta hai

              tab se woh mere paas rehta hai

              isliye dil udaas rehta hai.

              Comment


              • Re: life ashaar collection

                Hum Na Ess Suff Main They
                Hum Na Uss Suff Main They
                Raste Main Kharey Chup Chap
                Ussey Takty Raheey
                Peechy Moor Ke Jo Dekha
                Tuu Pholoon Ka Rang
                Jo Kabhi Surkh Tha
                Ab Zard Hi Zard Hai
                Apna Pahluu Tatola To Aisa Laga
                Dill Jahan Tha Wahan
                Abb Dard Hi Dard Ha

                Comment


                • Re: life ashaar collection

                  sitaara Dekh Ker Toota
                  "USEY Hum YAAD AYEN GEY"
                  Kisi Se Sath Jab Choota
                  "USEY Hum YAAD AYEN GEY"

                  Abhi To Urr Raha Hai Wo Nayi Chahat K Par Ley Kar
                  Jo Uss ka Par Kabhi Toota
                  "USEY Hum YAAD AYEN GEY"

                  Usey Jis Per Yaqeen Hai Aj to Emaan Ki Had Tak
                  Wohi Nikla Jo Kal Jhoota
                  "USEY Hum YAAD AYEN GEY"

                  Uss K Ashkon ko PaLkon Se Chuwey Ga Kon Phir Janey?
                  Kisi Sey Wo Kabhi Rootha
                  "USEY Hum YAAD AYEN GEY"

                  Mohabat K Safar Me Her Koi MukhLis Nahi MiLta
                  Kisi Rahzan Ne Jab Loota
                  "USEY Hum YAAD AYEN GEY"

                  Comment


                  • Re: life ashaar collection

                    ash Tum DEKH Sakty…
                    Tuty Huy Dil Ko
                    Behty Huy Ansuon Ko
                    Is Adhury Mösam Ko
                    Kash Tum PARH Sakty…
                    Mery Hathon Ki Lakeron Ko
                    Khawabon Ki Taberon Ko
                    Dil K Afsanon Ko
                    Kash Tum SÅMJH Sakty…
                    Mery Lafzon Ki Gehrai Ko
                    Honton Ki Sachai Ko
                    Mehfil Ki Tanhai Ko
                    Kash Tum JÖRR Sakty…
                    Iss DIL Ko..
                    Iss RISHTY Ko..
                    Iss WADY Ko..
                    Lekin Ye Soch Kr Khamosh Ho Jata Hun..

                    KASH ….
                    Tum JAN Sakty Is MOHABAT Ko………KASH
                    KAASH

                    Comment


                    • Re: life ashaar collection


                      کیا ملا محبت سے
                      خواب کی مسافت سے
                      وصل کی تمازت سے
                      روز و شب ریاضت سے
                      کیا ملا محبت سے
                      ایک ہجر کا صحرا
                      ایک شام یادوں کی
                      اِک تھکا ہوا آنسو

                      Comment


                      • Re: life ashaar collection


                        Aik tumhari khatir,
                        Main ne,
                        Khud ko,
                        Kitna thukraaya hai...!!!

                        Comment


                        • Re: life ashaar collection

                          دل کے تار ٹوٹ گئے
                          ہیں زمیں بوس راحتوں کے محل
                          مٹ گئے قصہ ہائے فکر و عمل!
                          بزمِ ہستی کے جام پھوٹ گئے
                          چھن گیا کیفِ کوثر و تسنیم
                          زحمتِ گریۂ و بکا بے سود
                          شکوۂ بختِ نارسا بے سود
                          ہوچکا ختم رحمتوں کا نزول
                          بند ہے مدتوں سے بابِ قبول
                          بے نیازِ دعا ہے ربِ کریم
                          بجھ گئی شمعِ آرزوئے جمیل
                          یاد باقی ہے بے کسی کی دلیل
                          اتتظارِ فضول رہنے دے
                          رازِ الفت نباہنے والے
                          یارِ غم سے کراہنے والے
                          کاوشِ بے حصول رہنے دے

                          Comment


                          • Re: life ashaar collection


                            انتظار شاید محبت کا نصیب ہے

                            لیکن جب محبت انتظار کرتی ہے

                            لمحے تھم جاتے ہیں

                            زمانے رُک جاتے ہیں

                            محبت ضدی ہے

                            آخری سانس ، آخری دھڑکن

                            آخری پل تک انتظار کرسکتی ہے
                            اور کبھی کبھی ۔۔۔۔۔۔
                            اس کے بعد بھی ۔۔۔

                            Comment


                            • Re: life ashaar collection


                              گزری ھوئی باتوں کی کتنی عجیب سی تقسیم ھے
                              تم نے وہ کہا تھا
                              میں نے یہ کہا تھا
                              اُن ھی باتوں کی ھر بار ایک نئی سی تفہیم ھے
                              سنو میری جان
                              یہ تو میں بھی جانتی تھی کہ بچھڑنا تو لازم تھا
                              تقدیر کی اٍس کہانی میں وقت ھی بڑا ظالم تھا
                              سچ کہوں تو
                              جو ھوا ٹھیک ھی ھوا پر جیسے ھوا وہ ٹھیک نہ تھا
                              کہانی کے آخر میں
                              ھمارا یوں خالی ھاتھ رہ جانا بس ٹھیک نہ تھا

                              Comment


                              • Re: life ashaar collection

                                Yeh saal bhi aakhir beet gaya
                                Kuch teesain yaadain khwaab liye
                                Kuch kaliyan chand gulaab liye
                                Kuch ankhadiyan pur aab liye
                                Kuch ujlay din kaali raatain
                                Kuch sachay dukh jhoothi baatain
                                Kuch tapti rutain kuch barsatain
                                Kisi yaar aziz ka dukh pyara
                                Kisi chat pe ummidon ka tara
                                Jis pe hansta tha jag saara
                                Is shair ney kuch lafz likhay
                                Un mein teri yaad key saaye they
                                Woh log bhi aakhir laut gaye
                                Jo sadyon paar sey aaye they
                                Un hanstay bastay logon ney
                                Meray saaray dukh apnay they
                                Phir main ney yaan ki mitti mein
                                Zakhmi lamhay dafnaye they ...

                                Comment

                                Working...
                                X