Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

life ashaar collection

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: life ashaar collection

    مدّ و جزر کے درمیاں
    ابھرتے ڈوبتے
    اک جزیرے میں
    یہ سوچتے سوچتے
    عمریں گزر گئیں
    کیا خوف سے آنکھ موندے ہوئے
    ہواؤں سے رحم و کرم پر دھڑکتے
    کسی نرم پتّے کی مانند
    سانس لینے ہی کا نام زندگی ہے ؟

    Comment


    • Re: life ashaar collection


      bheegi palken
      dard se chalakti ankhen
      ankhon mein lal dore
      galon pe phisalta moti
      lab kat'te hoye
      main aksar usey
      bari mehviyat se dekhta hon
      pagli!
      tujhe kya maloom
      tujhe rula kar
      main teri ankhon mein
      sare jahan ka husn dekhta hon!!!!

      Comment


      • Re: life ashaar collection

        Kai barson se aisa hai .......
        K ek weeraan rasta ......
        Jo barson se .......
        Humare beech haiyal hai ....
        Anna k khoon mein lipti ......
        Wo ek janib khari hai or ........
        Anna k khoon mein lipta ........
        Ussi weeraan raste k kinare .......
        doosri janib na janay kitne barson se ........
        Akela main khara hun ..........

        Comment


        • Re: life ashaar collection

          Wichora Aap Rota hai ...
          Ta'luq Torne wale
          to
          shayad
          bhoool
          jate hain ....
          K aane wali her rut se ..
          Gallay milte hain wo tanha ...
          Magar tanha nahi rotay .....
          Bohat be Kal,
          bohat maghmmom
          Or
          be taab
          hota hai ....
          Wichora aap rota hai ..

          Comment


          • Re: life ashaar collection

            "Teri Yaad Aati Hay"


            Jab Yoon Hi
            Kabhi
            Baithay Baithay

            Kuch
            Yaad
            Achanak Aa Jaye

            Har Baat
            Pay Dil Bezaar
            Sa Ho

            Har
            Cheez Say
            Dil Ghabra Jaye

            Karna
            Bhi
            Mujhay
            Kuch Or Hi Ho

            Kuch
            Or
            Hi Mujh
            Say Ho Jaye

            Kuch
            Or Hi
            Sochon
            Main Dil Main

            Kuch Or
            Hi Honton
            Pay Aa Jaye

            Aisay Hi
            Kesi Lamhay
            Main

            Chupkay Say
            Kabhi
            Khamoshi Main

            Kuch
            Phool
            Achanak Khil
            Jain

            Kuch Beetay
            Lamhay Yaad Aaye

            Us Waqt
            Tumhari Yaad
            Aati Hay

            Jab
            Chaandni
            Dil Kay
            Aangan Main

            Kuch
            Kehnay
            Mujh Say Aa Jaye

            Ak
            Khabeeda
            See Chottay Koii

            Ahsaas Pay
            Meray Chah
            Jaye

            Jab
            Zulf Pareshan
            Chehray Per

            Kuch
            Or
            Pareshan Ho
            Jaye

            Kuch Dard
            BhI
            Dil Main
            Honay Lagay

            Or
            Saans Bhi
            Bhoojal Ho Jaye

            Aisay Hi Kesi
            Ak Lamhay Main

            Chupkay
            Say Kabhi
            Khamoshi Main

            Kuch Phool Achanak Khil Jaye

            Jab Shaam Dhalay
            Chaltay Chaltay

            Manzil Ka Na
            Koii Naam Milay

            Hansta Howa
            Ak Aaghaz Milay

            Routa Howa
            Ak Anjaam Milay

            Palkon Kay
            Laraztay Ashkon
            Say

            Is Dil
            Ko Koii Paygaam Milay

            Or Sari Wafaon Kay Badlay

            Mujh Ko Hi Koii Elzaam Milay

            Aisay Hi Kesi Ak Lamhay Main

            Chupkay Say Kabhi Khamoshi Main

            Kuch Phool
            Achanak Khil
            Jaye

            Kuch
            Beetay Lamhay
            Yaad Aaye

            Us Waqt
            Teri Yaad Aat
            i Hay

            Shiddat
            Say
            Teri Yaad
            Aati Hay..

            Comment


            • Re: life ashaar collection


              اور کچھ نہیں بدلا

              آج بعد مدت کے

              میں نے اُس کو دیکھا ہے

              وہ ذرا نہیں بدلی!

              اب بھی اپنی آنکھوں میں

              سو سوال رکھتی ہے

              چھوٹی چھوٹی باتوں پہ

              اب بھی کھل کے ہنستی ہے

              اب بھی اُس کے لہجے میں

              وہ ہی کھنکھناہٹ ہے

              وہ ذرا نہیں بدلی!!

              اب بھی اُس کی پلکوں کے

              سائے گیلے رہتے ہیں

              اب بھی اُس کی سوچوں میں

              میرا نام رہتا ہے

              اب بھی میری خاطر وہ

              اُس طرح ہی پاگل ہے

              وہ ذرا نہیں بدلی!

              آج بعد مدت کے

              میں نے اُس کو دیکھا ہے

              تو مجھے بھی لگتا ہے

              میں بھی اُس کی چاہت میں

              اُس طرح ہی پاگل ہوں

              بعد اتنی مدت کے

              اور کچھ نہیں بدلا!

              جُز ہمارے رستوں کے


              اور کچھ نہیں بدلا!

              Comment


              • Re: life ashaar collection

                Khowab





                Sunao Tum Koii Khowab Apna

                Phir Us Ki Tabeer Sochnay Do

                Raat Yeh Main Nay Khowab Main Dekha

                Tum Tanha Ho Sara Din

                Main Bheer Main Thi Or Rahi Akaili

                Comment


                • Re: life ashaar collection


                  لفظوں کے ذخیرے
                  کچھ نہیں
                  جب بِن الفاظ کے
                  آنکھیں بولیں
                  کہ یہ زیست
                  سہل ہو جائے
                  گر وعدہ کرو
                  اُس سمے کا
                  جب وقت کا سمندر
                  بن وقت کے بحر میں جا گرے
                  اور موت
                  اجل سے جا ملے
                  جب زندگی زندہ ہو کر
                  حیاتِ جاوداں سے ملے
                  وعدہ کرو
                  گر اُس سمے
                  میرا بننے کا
                  تو یہ زیست
                  سہل ہو جائے

                  Comment


                  • Re: life ashaar collection

                    kabi kabi


                    kabi kabi dil se ik hook uth,ti hai
                    kahin koi mar raha hota hai
                    kahin koi ji raha hota hai

                    apnay apnay hissay ki khushian
                    apnay hissay k sab ghum
                    koi bant sakta hai
                    koi kise k sath muskura sakta hai
                    sab kehnay ki batin
                    sab aana k masail
                    sab jagti ankhon se khavab dekhna chahin
                    sab hi khush rang arzoo se khailna chahein
                    kon jany koi rota hai kitna
                    koi chup hai kitna
                    koi hasta hai kitna
                    koi jii gia tu koi marr gia
                    bs
                    yahi hai zindagi ki dhoop chaon shaid...

                    Comment


                    • Re: life ashaar collection

                      Mery qareeb to ao bht udas hn main.




                      Mery qareeb to ao bht udas hn main.

                      Bus aj toot k chaho bht udas hn main.

                      kisio b jhoty dilasy se dil ko behlao.

                      koi kahani sunao bht udas hn main.

                      andheri raat hai kuch b nazer nhi ata.

                      sitary torh k lao bht udas hun main.

                      suna hai prem nager me khushi b milti hai.

                      mjy yaqeen dilao bht udas hn main.

                      ye sham un hi guzer jae gi daby paon..

                      wafa ka geet gao bht udas hn main

                      Comment


                      • Re: life ashaar collection

                        hamin kuch kahna hay janan
                        magar kahnay say darty hain
                        Ana kahti hay lab c lo
                        onhain kuch b nahe balo
                        magar ham nay ye
                        socha hay..
                        Ana ko mar dalain gay
                        ham on say ja k
                        kah dain gay..
                        hamain tum say
                        mohbat hay....
                        hamin tum say mohbat hay

                        Comment


                        • Re: life ashaar collection


                          لفظ محبت ہی تو لکھا تھا
                          اس نے
                          ہاتھ پہ میرے
                          پھر
                          میرے وجود سے
                          تمام عمر
                          اسکی خوشبو نہ گئی

                          Comment


                          • Re: life ashaar collection

                            چاند پر

                            وہاں کون تھا؟
                            کس سے کہتے کہ ہم
                            بستیوں میں رہے
                            پر اکیلے رہے
                            کس سے کہتے کہ ہم
                            چھوڑ کر بستیاں
                            بھاگ کر آئے ہیں
                            کس سے کہتے کہ ہم
                            اپنی تنہائیاں
                            ساتھ ہی لائے ہیں
                            وہاں کون تھا؟

                            Comment


                            • Re: life ashaar collection

                              Khuwabon Ki Kirchiyan
                              Totay Huway Be Dard

                              Khuwabon Ki Kirchiyan
                              Samet,tay Samet,tay
                              Ek Lemhay K Liye
                              Mera Dil Chaha

                              K

                              Mian Bhi Inhin
                              Ki Terha
                              Tot Kar

                              Hazaron Tukron
                              Main Bikhar Jaon
                              Our Koi Mujy
                              Taa Hiyat Bhi

                              Mukamil Na Kar Skay ....!!!

                              Comment


                              • Re: life ashaar collection

                                Originally posted by life. View Post
                                Suno!
                                Main thak gaya hoon
                                Meri Palkoon pe ab tak kuch adhooray khawaab jaltay hain
                                Meri neendoon main tere wasl ka resham ulajhta hai
                                Meray ansoo meray chehre pe teray gham ko likhtay hain
                                Meray ander kai sadiyun ke sannatoon ka dayra hai
                                Meray alfaaz baahain wa kiya mujh ko bulatay hain
                                Mager main thakk gaya hoon
                                Aur main ne khamoshi ki goad main sir rakh dia hai

                                Main apne baloon mai
                                Tumharay hijr kee narm ungliyan mehsoos kerta hoon
                                Meri palkoon pe jaltay khawaab hain ab raakh kee soorat
                                Tumharay wasl ka resham bhee ab neendain nahin bunta
                                Mari aankhon main jaisay THAR kay mausam ka basera hai
                                Mujhay ander ke sannatoon main gehri neend aai hai
                                Suno!
                                Iss yaad se keh do
                                Mujhay kuch dair sonay day


                                bahut umdaaa....
                                bahut khoob....
                                aala intekhab... bahut acha laga mujhe... n i think one of my fav...
                                khush rahen

                                Comment

                                Working...
                                X