Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

life ashaar collection

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: life ashaar collection

    Ahteyaat




    Sotay Main Bhi

    Chehray Ko Aanchal Say Chupaye Rehti Hoon

    Darr Lagta Hay

    Palkon Ki Halki See Lar-jish

    Honton Kay Mo-hoom See Jan-jish

    Galon Per Reh Reh Kay Utarnay Wali Dhanak

    Lahoo Main Chaand Rachati Is Nanni See Khushi Ka Naam Na Lay Lay

    Neend Main Aai Hoii Muskan

    Kesi Say Dil Ki Baat Na Keh Day !!!

    Comment


    • Re: life ashaar collection

      Main aaj b wahin hon...
      Waqt ki dor ne...
      ik paicheeda mor ne...
      rukh jo badla hai mera...
      Main uss simtt nahi hon...
      Main aaj b wahin hon...
      Na bandgi ka ajjar mila...
      Mila hai hijer agar mila...
      Darr se mager jo na uthi...
      Main aisi he ik jabeen hon...
      Main aaj b wahin hon..

      Comment


      • Re: life ashaar collection

        چلو، رستے جُدا کر لیں

        چلو، رستے جُدا کر لیں
        تمھارے اِن رویّوں سے بہت تھک کر
        نئے رستے پہ چلنے کا
        مرے دل نے ارادہ کر لیا آخر
        مجھے بھی تو ذرا جینے کا حق دو
        چلو، رستے جُدا کر لیں

        Comment


        • Re: life ashaar collection

          Ab Intazar Karna Naseeb Ho Gia


          Na Janay Koun See Khata Ho Gai Ham Say


          Yaa Koii Or


          Un Kay Qareeb Ho Gia

          Comment


          • Re: life ashaar collection

            Khareed Sakty





            To USY Apni

            "ZINDAGI" Bech

            Kar Bhi Khareed

            Lety.

            Par Kuch Log

            "QEEMAT" Se Nahi

            "QISMAT" Se MiLa

            Karte Hain.

            Comment


            • Re: life ashaar collection

              Payar b ajab shay hai
              iztarar main muzammir
              intshaar se agay
              ikhtayar se bahir

              Comment


              • Re: life ashaar collection

                ----سُنو
                ناراض ہو ہم سے ؟
                مگر ہم وہ ہیں جن کو تو منانا بھی نہیں آتا
                کسی نے آج تک ہم سے محبت جو نہیں کی ہے

                محبّت کس طرح ہوتی ؟
                ہمارے شہر کے اطراف میں تو
                سخت پہرہ تھا خزاؤں کا
                اور اس شہرِ پریشاں کی فصیلیں
                زرد بیلوں سے لدی تھیں
                اور اُن میں نہ کوئی خوشبو تھی، نہ کوئی پھول تم جیسا
                مہک اُٹھتے ہمارے دیدہ و دل جس کی قُربت سے
                ہم ایسے شہر کی سنسان گلیوں میں
                کسی سُوکھے ہوئے ویران پتّے کی طرح سے تھے
                کہ جب ظالم ہوا ہم پر قدم رکھتی
                تو اُس کے پاؤں کے نیچے ہمارا دم نکل جاتا
                مگر پت جھڑ کا وہ ویران موسم
                سُنا ہےٹل چکا اب تو
                مگر جو ہار ہونا تھی
                سو وہ تو ہو چکی ہم کو
                ----سُنو
                ہارے ہوئے لوگوں سے تو روٹھا نہیں کرتے

                Comment


                • Re: life ashaar collection

                  Bachpan Ke Jo Din Beete,

                  Wo Mujhko Hai Yaad Abhi Tak,

                  Mausam Rang-O-Kaliyon Ke Aur,

                  Yaad Hai Wo Barsaat Abhi Tak,

                  Nanhe Munne Haathon Mein

                  Bharna Wo Barsaat Ka Paani,

                  Kaliyon Aur Phoolon Ko Chhuna,

                  Din Beete Par Yaad Abhi Tak,

                  Ek Bachpan Ka Saathi Tha Jo,

                  Sab Ki Aankh Ka Tara Tha,

                  Bholi, Masoom Nazar Wo Dil Mein Hai Aabaad Abhi Tak,

                  Meethi Meethi Baatein Karna,

                  Din Bhar Hanste Khelte Rehna,

                  Khel Khilone Saathi Uske Sab Hai Mujhko Yaad Abhi Tak,

                  Aaj Bhi Meri Aankhon Mein,

                  Wo Saare Manzar Zinda Hai,

                  Hansna, Rona, Khana, Peena,

                  Din Wo Pyaare Yaad Abhi Tak,

                  Usko Guzre Din Beete Par,

                  Aaj Bhi Aisa Lagta Hai,

                  Zinda-O-Painda Hai Wo,

                  Sabke Dilon Mein Aaj Abhi Tak...

                  Comment


                  • Re: life ashaar collection

                    Kisi RegZaar Ki Dhoop Ma Woh Jo Qaflay Thay Bahar K
                    Woh Jo Un Khilay Say Gulab Thay
                    Woh Jo Khwab Thay Meri Aankh ma
                    Jo Sahab Thay Teri Aankh Ma
                    Woh Bikhar Gaye, Kahin Raaston Ma Gubar K!
                    Woh Jo Lafz Thay Dum-e-Wapseen
                    Meray Hont pr
                    Teray Hont Pr
                    Unhain Koi Bhi Na Sun Saka
                    Woh Jo Rang Thay Sar-e-Shaakh-e-jaan
                    Teray Naam K
                    Meray Naam k
                    Unhain Koi Bhi Nahi Chun Saka....!!!

                    Comment


                    • Re: life ashaar collection

                      Aao Kay Hum...
                      Apni Apni Ranjshon KO Bhula Dain...
                      Dil Say Kadoortun Kay Ghubaar KO Nikal Dain...
                      Aur Nafratain...
                      Jo Boi Hain Ghalt Fehmion Nay...
                      Unhain Mitta Dain...
                      Agar Tum Pehal Nahin Kartay To Chalo...
                      Hum Hi Qadam Barha Dain ...
                      Kay Mohabbaton Mein ....
                      Anna Ki Baat Nahin Chalti..!

                      Comment


                      • Re: life ashaar collection

                        Umar k uljhye huwe raston par

                        Raat kali thi bohot

                        Hum tere dhayan main gum the

                        Aur phir har taraf phali huy

                        Bekhayali thi bohot

                        Aik sehmi huy umeed humari janib

                        Tere bare main sawali thi bohot

                        Hum ne bhi apni tamana ek ek

                        Teri janib hi uchali thi bohot

                        Aur jab louti to khali thi bohot

                        Umar k uljhye huwe raston par

                        Raat kali thi bohot

                        Comment


                        • Re: life ashaar collection

                          Saath



                          Kitni Dair


                          Imil-taas Kay Pair Kay Nechay


                          Beth Kay Ham Nay Bateen Ke


                          Kuch Yaad Nahi


                          Bas Itna Andaza Hai


                          Chaand Hamari PushT Say Ho Kar


                          Aankhoon Tak Aa Pohcha

                          Comment


                          • Re: life ashaar collection

                            Zindagie Ki Raahon Main ,
                            Aik Lamha Lagta Hai ,
                            Dil Kise Pay Anay Main ,
                            Mujh Ko Bhi Mila Tha
                            Woh ,
                            Jis Ko Dekhtay Hi
                            Dil ,
                            Betahasha Dharka Tha ,
                            Mujh Se Keh Raha Tha ,
                            Woh ,
                            Tum Se Pyar Hai ,
                            Mujh Ko ,
                            Muskura Kay ,
                            Main Nay Bhi,
                            Phool Le Lia Us Say,
                            Haath Haath Main Le Kar ,
                            Pyar Kay Ata Karda ,
                            Aasman Pay Hum Dono ,
                            Chahtay Thay Saath ,
                            Urna ,
                            Aasman Pay Jeevan Bhar ,
                            Koi Urr Saka Hai ,
                            Kia ,
                            Haath Haath Se Chott Gia,
                            Aik Sitara Jo Toota ,
                            Tab Khabar Hui ,
                            Mujh Ko,
                            Aik Lamha,
                            Lagta Hai ,
                            Dil Kay Toot Janay Main ,
                            Aur,
                            Umar Lagtee Hai,
                            Kirchian Uthanay Main ,

                            Comment


                            • Re: life ashaar collection

                              Ager Hum Dost Hotay Too ,
                              Karam Ki ,
                              Inteha Kartay ,
                              Tumay ,
                              Palkon Mein Basatay Hum,
                              Ager Tum Rooth Jatay ,
                              To ,
                              Tumhay Kitna Manatay,
                              Hum ,
                              Jo,
                              Milnay Tum Nahi Aatay To,
                              Aa Kar,
                              Khud Tumhan Miltay,
                              Tumhari ,
                              Laghzishon Ko Bhi,
                              Hansi Main Hum ,
                              Ura Detay,
                              Ager,
                              Apni Khata Hoti ,
                              To Khud Ko Bhi,
                              Saza Detay ,
                              Magar Ye Sab Jabhi Hota ,
                              Ager ,
                              Hum Dost Hotay To,
                              Magar Itna Hi ,
                              Jana Hai ,
                              K ,
                              Tum Ney Aaj Tak,
                              Hum Ko,
                              Paraya Keh Ker,
                              Jana Hai ,
                              Kabhi Hamdam,
                              Naa Mana hai ,
                              Ager ,
                              Hum Dost Hotay,
                              To...

                              Comment


                              • Re: life ashaar collection

                                Dil Ko Jab,

                                Dasnay Lagee,

                                Wehshat Bhari Tanhaiyaan,

                                Ham Teri,

                                Yadoon Ke Ak Mehfil,

                                Saja Kar,

                                Ro Diye,

                                Comment

                                Working...
                                X